Dil ki baat ......

by Just_Hate_Love on December 14, 2004, 08:23:03 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1164 times)
Just_Hate_Love
Guest
Baat dil ki nigaho se kehte rahe,
Hum tere gum khamosi se sehte rahe,
Aansuon ka samundar tha takdir mein,
Dubte, tairte aur bahte rahe,
Apne dil mein to tune basaya nahi,
Tere kadmo mein deewane rehte rahe,
Hum the, tanhai thi aur tha aaina,
Khud se hi hum dastaan apni kehte rahe,
Kya hua tha hame, jaane kya baat thi ?
Ask aankhon se jaane kyun bahete rahe.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Woh baat baat mein.... by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
*~*KyA bAaT hAi Us PaRwAaNe Ki*~* by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
^**Dil Ki Baat** by Sonu in Miscellaneous Shayri
pal - pal ki baat by chetanmamtora in SMS , mobile & JOKES
rohit30002
Guest
«Reply #1 on: July 01, 2005, 08:59:26 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Baat dil ki nigaho se kehte rahe,
Hum tere gum khamosi se sehte rahe,
Aansuon ka samundar tha takdir mein,
Dubte, tairte aur bahte rahe,
Apne dil mein to tune basaya nahi,
Tere kadmo mein deewane rehte rahe,
Hum the, tanhai thi aur tha aaina,
Khud se hi hum dastaan apni kehte rahe,
Kya hua tha hame, jaane kya baat thi ?
Ask aankhon se jaane kyun bahete rahe.



Nice again JHL
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #2 on: July 07, 2005, 08:30:18 AM »
Thanks a lot Rohit for giving first reply ...
What if it is after 8 months ...
Thank you so much ...


Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda,
Jaroorat padne pe yaaron ne saath chhoda,
Wadaa kiya sitaron ne saath dene ka,
Subha hone pe sitaron ne bhi saath chhoda ...(nm)
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #3 on: July 15, 2005, 06:09:26 PM »
Har taraf khaamoshi ka saaya hai,
Jise dekho wohi paraaya hai,
Gir pada hoon mohabbat ki bhuk se,
Aur log kehte hai dekho pikar aaya hai ...
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #4 on: July 15, 2005, 06:23:12 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Baat dil ki nigaho se kehte rahe,
Hum tere gum khamosi se sehte rahe,
Aansuon ka samundar tha takdir mein,
Dubte, tairte aur bahte rahe,
Apne dil mein to tune basaya nahi,
Tere kadmo mein deewane rehte rahe,
Hum the, tanhai thi aur tha aaina,
Khud se hi hum dastaan apni kehte rahe,
Kya hua tha hame, jaane kya baat thi ?
Ask aankhon se jaane kyun bahete rahe.


masterpiece JHl,bohat acche.
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #5 on: July 15, 2005, 06:27:49 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Baat dil ki nigaho se kehte rahe,
Hum tere gum khamosi se sehte rahe,
Aansuon ka samundar tha takdir mein,
Dubte, tairte aur bahte rahe,
Apne dil mein to tune basaya nahi,
Tere kadmo mein deewane rehte rahe,
Hum the, tanhai thi aur tha aaina,
Khud se hi hum dastaan apni kehte rahe,
Kya hua tha hame, jaane kya baat thi ?
Ask aankhon se jaane kyun bahete rahe.

Wah! Bohat khoob JHL.....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #6 on: July 17, 2005, 06:25:11 PM »
Thanks a lot Niddhi and Aryan for appreciation of this post ...


Fateh ki raah mein jab bhi kadam badhaaye hai,
Har ek kadam pe in pairo ne zakhm khaaye hai,
Jab bhi aayi nazar ke saamne apni manzil,
Waqt ne jaane kyu yu faasle banaaye hai ...
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #7 on: July 17, 2005, 06:49:43 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Thanks a lot Rohit for giving first reply ...
What if it is after 8 months ...
Thank you so much ...


Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda,
Jaroorat padne pe yaaron ne saath chhoda,
Wadaa kiya sitaron ne saath dene ka,
Subha hone pe sitaron ne bhi saath chhoda ...(nm)


this one just GR8 JHL........bahut sachai hai iss main.........baki sab na bhi achaa likha!!!!!!!!
Logged
dolly
Guest
«Reply #8 on: July 18, 2005, 10:18:05 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Baat dil ki nigaho se kehte rahe,
Hum tere gum khamosi se sehte rahe,
Aansuon ka samundar tha takdir mein,
Dubte, tairte aur bahte rahe,
Apne dil mein to tune basaya nahi,
Tere kadmo mein deewane rehte rahe,
Hum the, tanhai thi aur tha aaina,
Khud se hi hum dastaan apni kehte rahe,
Kya hua tha hame, jaane kya baat thi ?
Ask aankhon se jaane kyun bahete rahe.


bahut hi khoob JHL........really really nice.................
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #9 on: July 22, 2005, 05:50:56 PM »
Thanks a lot Isha and Dolly for replying for this post ...


Na jaane meri zindagi se wo chale gaye kab,
Kyu hai humse khafa ya to wo jaane ya rab,
Agar nafrat hi thi tere dil mein hamare liye,
To kya tha aankhon ko jhukaane ka matlab,
Tumhe vidaa karne ko hum na honge lekin,
Aansu zaroor bahenge teri doli uthegi jab,
Tumhaare aangan mein ronak hogi chaaro aur,
Kyunki chamkenge us chaand sitaare sab,
Na hame aap mile na mili hame khushiyaan,
Marte dum tak ek hansi ko tarse hamare lab ...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 11:10:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.156 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer