Dil Ko Jalaane Aajate Hain,..

by Jaanasheen on April 03, 2006, 08:49:42 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1315 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Kaise Kaise Log Hamare Dil Ko Jalaane Aajate Hain,..
Apne Gham Ke Fasaane Hume Sunaane Aajaate Hain,..

Mere Liye Ye Gair Hain Aur Main Inke Liye Begaana Hoon,..
Phir Bhi Ye Ek Rasm Hai Jahan Hai Nibhaane Aajaate Hain,..

Inse Alag Main Reh Nahi Sakta Is Bedard Zamaane Mein,..
Meri Ye Majboori Mujhko Yaad Dilaane Aajaate Hain,..

Sabki Sunkar Chup Rehte Hain Dil Ki Baat Nahi Kehte,..
Aate Aate Jeene Ke Bhi Laakh Bahaane Aajaate Hain,..

__________________Azeem_________________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DIL JALAANE KI BAAT KARTI HO. by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Dil Jalaane ki Baat karte ho... by sharmaarunkumar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 10 11 »
Shikwe-Gile Jo kutchh bhi hain, Tuzhko bhi hain Muzhko bhi hain by harashmahajan in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
***Dil Jalaane Wale*** by AVTAR RAYAT in Share: Poetry of Pain
Khaton ko jalaane se khat jal jate hain par yaaden nahin jalti....bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 03, 2006, 09:23:12 AM »
Kabhi Kaha Na Kisi Se Tere Fasaane Ko,..
Na Jaane Kaise Khabar Hogayi Zamaane Ko,..

Lita Ke Kabar Mein Sab Chal Diye,..
Zara Si Dair Mein Kya Hogaya Zamaane Ko,..


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 03, 2006, 09:35:59 AM »
Har Dard Ko Aye Jaan Main Seene Mein Choopa Loon,..
Kantein Teri Raahon Ke Main Palkon Mein Sajaa Loon,..

Bichdi Hai Meri Neend Bhi Bichda Hai Tu Jabse,..
Jee Chahe Tujhe Roz Hi Khwabon Mein Bulaa Loon.,,

___________Azeem_________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 05, 2006, 07:39:12 AM »
Dard Ko Seene Mein Liye Jeeye Jaa Raha Hoon,..
Tere Diye Hue Ansoon Ko Peeye Jaa Raha Hoon,..

Tune Ek Pal Bhi Mujhe Apna Naa Manaa Aye JAANASHEEN,..
Main Tujhse Abhi Bhi Wafaein Keeye Jaa Raha Hoon,,..

Jo Gham Tune Mujhe Diye Wo Maine Sar Ankhon Par Liye,..
Aur Jo Zakham Tumne Diye Un Zakhmon Ko Seeye Ja Raha Hoon,..

_____________________-Azeem-________________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: April 05, 2006, 08:40:03 AM »
Sochta Hoon Main Aksar Ye Ke Unse Dil Kyun Lagaya,..
Jisne Meri Wafaa Ko Na Samjha Usi Pe Pyar Kyun Aaya,..

Ab To Guzar Raha Hoon Main Tanha Raahon Mein Manzil Paane Ko,..
Jo Ghar Kabhi Roshan Tha Aaj Usi Ne Andhera Basaya,..

Khel To Insaano Ka Hota Hai Tohmatein Lagti Hai Mohabbat Ko,..
Aisa Kyun Hota Hai Ye Aaj Bhi Main samajh Na Paaya.,,,

_________________-Azeem-_________________
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #5 on: April 05, 2006, 09:40:18 AM »
nice.........!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: April 05, 2006, 10:40:02 AM »
Bohot khoob Janasheen !!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 05, 2006, 01:39:01 PM »
Shukriya Salma And Talat Ji..

Khushion Ki Talaash Mein Tha Main,..
Gham Se kab Mulaakhat Hui Maloom Nahi,..
Sach Kehte The Log Ke Gham To sacha Yaar hai,..
Jo Bina Bulaye Hi Ajaata Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 06, 2006, 03:36:16 PM »
Kabhi Jaan Jaate Wo Hamari Ek Aah Se Bhi Dil Ka Haal,..
Wo Jo Guzar Rahein Hain Kareeb Se Hume Ghamon Ki Zindagi Deke,..
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #9 on: April 06, 2006, 04:01:57 PM »
Bahut khoob Janasheen..... Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 07, 2006, 12:13:48 PM »
Shukriya BS Bhai,..

Khushi Ke Waqt Sara Zamaana Tha Mere Saath,..
Jab Gham-e-Daur Mein Hoon,.To Mere Saathi Bhi Mujhse Daman Bacha Rahe Hain,..
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #11 on: April 07, 2006, 12:58:07 PM »
very nice Azeem
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 07, 2006, 01:03:00 PM »
Shukriya Anjum Ji,..

Dil Ke Dard Ko Hum Shayari Mein Bayan Karte Hain,..
Aur Log To Itne Bedard Hote Hain Ki Use Bhi Waah Waah Kehte Hain,..
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #13 on: April 07, 2006, 06:48:54 PM »
Bohat acha likha hai janasheen Usual Smile .

"Dil ko jalaane aa jaate hain..............,
      wo tere khwab aaj bhi neend udaane aa jaate hain,
      ab ye lafz mere hamesha khamosh rehte hain,
      yun hi nahi ham unke deewane ho jaate hain."
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 09, 2006, 08:30:15 AM »
Shukriya Nidhi,..

Maloom Na Tha Ke Hum Bhi Guzrenge Tanha Safar Mein,..
Gar Pata Hota Hum Bhi Bana Lete Apna Ghar Kisi Ki Nazar Mein...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 02:03:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.196 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer