Dil Ko Patthar Bana Liya Maine

by majid on March 25, 2008, 07:53:05 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 4819 times)
majid
Guest
Saari Tamannao Ko Mita Diya Hai Maine.
Haan Ab Dil Ko Patthar Bana Liya Hai Maine.

Ye Sochkar Ki Ab Koi Khushi Nahi Bakht Main Mere
Bus Isi Liye Khud Ko Gum Main Doobo Diya Hai Maine.

Kamaal Ye Hai Jo Kabhi Dushman Pe Chalana Tha Mujhe
Wahi Teer Aaj Apne Kalejey Pe Kha Liya Hai Maine.

Aakhir Main Tanhaai Aur Akelapan Hi Kaam Aaya Mere
Jab Ki Is Hayyat Main Har Ek Rishety Ko Aazma Liya Maine




Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Patthar banaa liya by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
~*~Mujhe Patthar Bana Dena~*~ by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
dard ko apna bana liya maine by saahill in Shayri-E-Dard
Tumhare hi rang ka paikar bana liya maine......mann by mann.mann in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
baadal102
Guest
«Reply #1 on: March 25, 2008, 08:59:34 AM »
bahoot khib majid ji  Applause




Baadal
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #2 on: March 25, 2008, 09:47:44 AM »
very nice bro.........acchi feelings bayan ki

Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #3 on: March 25, 2008, 10:02:52 AM »
khwabo ko hakikat ki dar pe waakif dard se kara dunga
 gar phir bhi naa maana ye dil to is nadaa.n ko jala dunga

 lunga na tera naam kabhi jeete ji khudaa ki kasam
 tu keh de gar ek baar jo ,to mai khudko bhi mita dunga

.................................@fahi@..........................................
     
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: March 25, 2008, 04:34:40 PM »
bahoot khoob majid and fahi!!
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #5 on: March 27, 2008, 08:54:36 AM »
bohut achha likha hai majid ji
Logged
funjabiboy
Guest
«Reply #6 on: March 30, 2008, 03:48:45 AM »
thnkssssssssssssssssssssssssssssss
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: March 30, 2008, 03:59:25 AM »
Saari Tamannao Ko Mita Diya Hai Maine.
Haan Ab Dil Ko Patthar Bana Liya Hai Maine.

Ye Sochkar Ki Ab Koi Khushi Nahi Bakht Main Mere
Bus Isi Liye Khud Ko Gum Main Doobo Diya Hai Maine.

Kamaal Ye Hai Jo Kabhi Dushman Pe Chalana Tha Mujhe
Wahi Teer Aaj Apne Kalejey Pe Kha Liya Hai Maine.

Aakhir Main Tanhaai Aur Akelapan Hi Kaam Aaya Mere
Jab Ki Is Hayyat Main Har Ek Rishety Ko Aazma Liya Maine

Bahut khoob Majid... Aakri ka do line mujhe bahut accha laga..
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #8 on: March 30, 2008, 04:22:01 AM »
nicely written purani jean ji....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: March 30, 2008, 11:55:05 AM »
Wah Bahoot Khoob Likha Hai,.
Keep It Up bhaijaan/
Yunhi Likhte Raho,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: March 30, 2008, 11:59:41 AM »
Ek Shehar Unka Jahaan Dil Patthar ke,.
Ek Shehar Apna Jahaan Patthar Bhi Dil Rakhte Hain,.

_____________________________-Jaanasheen-

Logged
Roja
Guest
«Reply #11 on: March 30, 2008, 12:42:32 PM »
Bohat Bohat Shukaria Aap Sabka...


andRoja Ji

You are welcome Majid ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #12 on: March 30, 2008, 12:44:00 PM »
Ek Shehar Unka Jahaan Dil Patthar ke,.
Ek Shehar Apna Jahaan Patthar Bhi Dil Rakhte Hain,.

_____________________________-Jaanasheen-

Superb Azeem bro


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: March 30, 2008, 12:52:42 PM »
Shukriya Roja Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: March 30, 2008, 12:55:24 PM »
Patthar Jahaan Ne Phenke,.
Iska Gilaa Nahi,
Ghar Likhe The Kaanch Ke Naseeb Mein Mere,

________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 03:01:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer