***Diljala***

by Meena on February 09, 2005, 06:06:12 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 1585 times)
Meena
Guest
«Reply #15 on: February 10, 2005, 04:29:46 PM »
Quote from: "Aryaan"

Iss se pehle keh kaheen waQt na dhal jaye mera
Phir kisi raat ke aangan mein bikhar jaaun main
Meri aankhon mein jo hai aag, jalaa de mujh ko
Mere seene mein dharakta huwa dil thamm jaye
Meri baanhein jo uthi hain, woh na shall ho jayein
ShauQ-e-manzil na kaheen choote kinaaron ki tarha
Toot jaaun na kaheen apne sahaaron ki tarha
Iss se pehle keh kaheen khaab na bikhraein mere
Iss se pehle ke meri rooh, mera sath na de
Mere mehboob mujhe apni mohabbat de de.....


wah!!! bohot ache!!

 :D
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
diljala by param_sunny in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3  All »
Meena
Guest
«Reply #16 on: February 10, 2005, 04:30:19 PM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
very heart touching words meena ji!!!!!


apko pasand aya mujhe kushi hui! thank u!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #17 on: February 10, 2005, 04:31:30 PM »
Quote from: "lost_soul"
Quote from: "Meena"
Khwab kuch aisa toota ke ankh me chubne laga,
Zakhmo se pani ki jagha khoon behene laga,

Reeth hai yaha shareer ko jala dene ki lekin,
Bin jale mai to aab raakh bane laga,

Zindagi tujhe shayad meri wafa raas na ayi,
Jo yeh “Diljala” maut ko apna kehne laga!


wow gr8 1....alfaaz nhi hai apke tareef k liye.....par ek baat puchni thi...."zakhmo se pani..."  samja nhi


thank u!  :D  "zakhmo se pani" means jaise zakhmo ki waja se koi roota hai waise zakhmo ki waja se pani ki jagha khoon nikla!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #18 on: February 10, 2005, 04:32:19 PM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Meena"
Khwab kuch aisa toota ke ankh me chubne laga,
Zakhmo se pani ki jagha khoon behene laga,

Reeth hai yaha shareer ko jala dene ki lekin,
Bin jale mai to aab raakh bane laga,

Zindagi tujhe shayad meri wafa raas na ayi,
Jo yeh “Diljala” maut ko apna kehne laga!


Wah meena ji...kya likha hai....

Diljale ki ye dastaan sun ke aankh bhar aayi,
Jane kitne issi daur se gujare hai jeevan mein,
Wah re khuda teri khudai ki kya mai misal du,
Dilwale hi sada toot ke bikhare hai jeevan mein.


ayie ji aiye!! :D  shukriya ji  tareef ka! apne bih bohot acha likha!!!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #19 on: February 10, 2005, 04:32:55 PM »
Quote from: "Talat"
Wah!! meena aryaan n creator !! Nice work happy9


thank u ji!!!!

 :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #20 on: February 10, 2005, 05:06:37 PM »
Quote from: "Meena"
Khwab kuch aisa toota ke ankh me chubne laga,
Zakhmo se pani ki jagha khoon behene laga,

Reeth hai yaha shareer ko jala dene ki lekin,
Bin jale mai to aab raakh bane laga,

Zindagi tujhe shayad meri wafa raas na ayi,
Jo yeh “Diljala” maut ko apna kehne laga!


nice ..... Meena ji..... as usaual jawab to dena hi pdega na !!!!! to suniye...


Tere Khvaab kii tarah bikhar jaane ko jii chaahataa hai
aisii tanhaaii ki mar jaane ko jii chaahataa hai

Duub jaauuN to koi mauj nishaaN tak na bataaye
aisii nadii mein utar jaane ko jii chaahataa hai

kabhii mil jaaye to raste kii thakan jaag pa.De
aisii manzil se guzar jaane ko jii chaahataa hai

vahii paimaaN jo kabhii jiii ko Khush aayaa thaa bahut
usii paimaaN se mukar jaane ko jii chaahataa hai
Logged
Meena
Guest
«Reply #21 on: February 10, 2005, 05:17:01 PM »
wah wah hum tum ji!!! shayad pehle bhi post kiya ha iapne yeh?

chahate to hum bhi bohot kuch hai,
par har moud par apni marzi nahin chalti,
yuh to bohot kuhc mila duniya walo se hume,
par har shaks se sukoon ki tanhayi nahin milti!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #22 on: February 10, 2005, 05:25:13 PM »
Quote from: "Meena"
wah wah hum tum ji!!! shayad pehle bhi post kiya ha iapne yeh?

chahate to hum bhi bohot kuch hai,
par har moud par apni marzi nahin chalti,
yuh to bohot kuhc mila duniya walo se hume,
par har shaks se sukoon ki tanhayi nahin milti!


wah Meena ji..... kush arz hai zara gaur famaiyega....


bevafaa bhii ho sitamagar bhii jafaa peshaa bhii
ham Khudaa tum ko banaa lenge tum aao to sahii

yuu.N to jis simt nazar uThatii hai taariikii hai
pyaar ke diip jalaa lenge tum aao to sahii


dil kii viiraanii se ghabaraake na muuNh ko moDo
bazm ye phir se sajaa le.nge tum aao to sahii

raah taariik hai aur duur hai manzil lekin
dard kii shamaeN jalaa lenge tum aao to sahii ....
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #23 on: February 10, 2005, 05:42:29 PM »
Quote from: "Meena"
Khwab kuch aisa toota ke ankh me chubne laga,
Zakhmo se pani ki jagha khoon behene laga,

Reeth hai yaha shareer ko jala dene ki lekin,
Bin jale mai to aab raakh bane laga,

Zindagi tujhe shayad meri wafa raas na ayi,
Jo yeh “Diljala” maut ko apna kehne laga!


not too good like your other writings....

aur ye kya hai meena ...

"Zakhmo se pani ki jagha khoon behene laga,"
zakhmon se khoon hi to behta hai lol

:dance:
Logged
Meena
Guest
«Reply #24 on: February 10, 2005, 06:03:36 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
wah wah hum tum ji!!! shayad pehle bhi post kiya ha iapne yeh?

chahate to hum bhi bohot kuch hai,
par har moud par apni marzi nahin chalti,
yuh to bohot kuhc mila duniya walo se hume,
par har shaks se sukoon ki tanhayi nahin milti!


wah Meena ji..... kush arz hai zara gaur famaiyega....


bevafaa bhii ho sitamagar bhii jafaa peshaa bhii
ham Khudaa tum ko banaa lenge tum aao to sahii

yuu.N to jis simt nazar uThatii hai taariikii hai
pyaar ke diip jalaa lenge tum aao to sahii


dil kii viiraanii se ghabaraake na muuNh ko moDo
bazm ye phir se sajaa le.nge tum aao to sahii

raah taariik hai aur duur hai manzil lekin
dard kii shamaeN jalaa lenge tum aao to sahii ....


wah!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! lovely!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #25 on: February 10, 2005, 06:04:25 PM »
Quote from: "myheart_ursonly"
Quote from: "Meena"
Khwab kuch aisa toota ke ankh me chubne laga,
Zakhmo se pani ki jagha khoon behene laga,

Reeth hai yaha shareer ko jala dene ki lekin,
Bin jale mai to aab raakh bane laga,

Zindagi tujhe shayad meri wafa raas na ayi,
Jo yeh “Diljala” maut ko apna kehne laga!


not too good like your other writings....

aur ye kya hai meena ...

"Zakhmo se pani ki jagha khoon behene laga,"
zakhmon se khoon hi to behta hai lol

:dance:


arre its ZAKHMO KI WAJA SE  sad5  ankhon se pani nahin khon nikla  sad5
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #26 on: February 10, 2005, 06:13:05 PM »
achcha theek hai.... mujhe kya pata itna ghuma phira ke likhte hain cheejon ko glasses2

amazing work sis :wink:
Logged
Meena
Guest
«Reply #27 on: February 10, 2005, 06:15:03 PM »
thanx!  :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #28 on: February 11, 2005, 02:02:33 AM »
Thanks Talat, Pooja, & Meena..........Usual Smile
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #29 on: February 11, 2005, 05:53:37 AM »
Quote from: "Meena"
wah wah hum tum ji!!! shayad pehle bhi post kiya ha iapne yeh?

chahate to hum bhi bohot kuch hai,
par har moud par apni marzi nahin chalti,
yuh to bohot kuhc mila duniya walo se hume,
par har shaks se sukoon ki tanhayi nahin milti!


excellent  work  all.............meena  always  cool..............  

Tum aisa kerna, keh ab milne nahin aana
kehmajbooriyon mein ghir gaya hoon
mere paon mein ab kuch bayriyaan hain
tumhare saath itni dair ab main chal nahin sakta.....................
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 18, 2024, 05:28:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.16 seconds with 21 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer