Do Toote Taare Aasmaan Ke,.

by Jaanasheen on November 29, 2008, 09:07:14 AM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 4348 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #30 on: December 01, 2008, 06:17:21 AM »
NICE ONE AZEEM... Applause

KHUDA JAANE MERA QATAL KARNE KE BAAD MERA WO  QATIL ROYA KYUN,USNE KI THI MAN KI MARZI PHIR WO KHUD SE KHAFA HUA KYUN, MEIN TO MAR GAYYI PYAR KE LIYE YE MERI KHUSHNASIBI THI,
WO JEETE JI MAR GAYA AISA USKE SAATH HUA KYUN...

Yaar Yunhi Likhte Raho,.
Nice One,.

Tere Pyaar Ka Qatal Karke, Usne Bhi Kahaan Karaar Paaya,.
Tere Dil Ko Chot Pahoonchaakar, Usne hi Apna Chaain Gawaaya,.

Sach Hai Ye, Ki Sachchi Mohabbat Ek Din Asar Karti Hai "Shally",.
Tune Sachchi Mohabbat Ki Ye Main Jaan Gaya,
Karle Dil Tu Bhi Mohabbat Is Tarah, Apne Dil Ko Maine Samjhaaya,.

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
toote sapnon ke....... by pappu in Shayri-E-Dard
chaand taare by poem143s in Shayri-E-Dard
Taare Zameen Par - Lyrics/Album Name: TAARE ZAMEEN PAR by honeyrose in Songs & Lyrics
~Aaj aasmaan mein taare ~ by honeyrose in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 50 51 »
JAB AASMAAN SE TAARE UTAAR LENGE.........MUSAAHIB by Bishwajeet 'Musaahib' in Ghazals
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #31 on: December 01, 2008, 06:32:18 AM »
Applause Applause Applause Applause
bahoot khoob kalpna hai azeem ...bahoot hi achcha likha aapne

 Applause Applause

bahoot umda reply shally

Shukriya Bekaraar Ji,.
Achcha Lagta Aap Bhi Kuch Likh Jaate,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #32 on: December 02, 2008, 06:10:17 AM »
Yaar Yunhi Likhte Raho,.
Nice One,.

Tere Pyaar Ka Qatal Karke, Usne Bhi Kahaan Karaar Paaya,.
Tere Dil Ko Chot Pahoonchaakar, Usne hi Apna Chaain Gawaaya,.

Sach Hai Ye, Ki Sachchi Mohabbat Ek Din Asar Karti Hai "Shally",.
Tune Sachchi Mohabbat Ki Ye Main Jaan Gaya,
Karle Dil Tu Bhi Mohabbat Is Tarah, Apne Dil Ko Maine Samjhaaya,.

__________________________________________-Jaanasheen-

SHUKRIYA  notworthy  & BAHUT KHOOB  Applause

TUM MUJH JAISI MOHABBAT KARNE KA KHAWAAB MAT SAJANA,
U HI KISI KE LIYE KHUD KO MAT GAWAANA,

YAHA TO HAR ROZ BIKTE HAI KAYYI PYAAR KE DIWANE MUFFT ME
TUM KABHI NA ISS BAZAAR ME APNI KEEMAT LAGWAANA...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: December 02, 2008, 06:11:00 AM »
bahoot khoob lil bro and shally
Logged
k.shael
Guest
«Reply #34 on: December 02, 2008, 06:12:21 AM »
bahoot khoob lil bro and shally

SHUKRIYA POOJA DIDI,
AAP BHI KUCH LIKHTI TO AACHA LAGTA,
BY. K.SHAEL
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: December 02, 2008, 06:19:49 AM »
nikalte the hum jahan se,
log dekhte rah jaate the
baras jaati thi yah Fijaye
salami main baadal garj jaate the

choota hai sath ab kaya kahe
toote jaise do taare asmaan ke
dard ke saagar main doobein
zakham kai juban per aa ke sil jaate the

nikalte the hum jahan se.....
Logged
k.shael
Guest
«Reply #36 on: December 02, 2008, 06:24:47 AM »
nikalte the hum jahan se,
log dekhte rah jaate the
baras jaati thi yah Fijaye
salami main baadal garj jaate the

choota hai sath ab kaya kahe
toote jaise do taare asmaan ke
dard ke saagar main doobein
zakham kai juban per aa ke sil jaate the

nikalte the hum jahan se.....

JAB UNKI GALLI ME HAMARA JAANA HOTA THA,
DEKHTE THE WO AISE SAAMNE RUKKAR JAISE KOI
DEEWAANA HOTA THA,

WAQT GUJRA, BAATEIN BEETI WO PURAANI, AAJ GUJRTE
HAI JAB UNKE GHAR KE SAMNE SE TO MEHSOOS HOTA HAI
YE RASTA KABHI PEHCHAANA HOTA THA...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #37 on: December 02, 2008, 09:46:25 AM »
Shukriya Pooja Didi,.
Aur Bohat Achcha Likha Hai Aap Dono Ne,.
Pooja Didi,.
Shally,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #38 on: December 02, 2008, 09:50:30 AM »
Khulaa Aasmaan Lagta Hai Saara,.
Dikhta Nahi Meri Kismat Ka Taara,.

Aye Khuda Meri Soyi Kismat Jagaa De,.
Hain Jo Dard Dil Mein, Inhe Tu Mitaa De,.

Kab Tak Bhala Safar Kare Azeem Tanhaa Raahon Mein,.
Iska Saath Nibhaaya, Tu Aisa Hum Safar Banaa De,.

Tu Jaanta Hai, Kis Tarah Tardpaa Hai Ye,.
Ab To Iske Bechain Dil KO, Karaar Pahoonchaa De,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #39 on: December 02, 2008, 10:07:20 AM »
Khulaa Aasmaan Lagta Hai Saara,.
Dikhta Nahi Meri Kismat Ka Taara,.

Aye Khuda Meri Soyi Kismat Jagaa De,.
Hain Jo Dard Dil Mein, Inhe Tu Mitaa De,.

Kab Tak Bhala Safar Kare Azeem Tanhaa Raahon Mein,.
Iska Saath Nibhaaya, Tu Aisa Hum Safar Banaa De,.

Tu Jaanta Hai, Kis Tarah Tardpaa Hai Ye,.
Ab To Iske Bechain Dil KO, Karaar Pahoonchaa De,.

_____________________________-Jaanasheen-

Bahut Khoob Jaanasheen Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #40 on: December 02, 2008, 10:10:58 AM »
Bahut Khoob Jaanasheen Ji

Shukriya Rajesh Ji,.
Aap Bhi Kuch LIkhte To Achcha Lagta,.

Oonchaai Ko Choona, Shayad Meri Kismat Mein Nahi,.
Isliye Ek Taara Bankar Toot Gaya, Aur Khaakh Mein Mil Gaya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #41 on: December 02, 2008, 02:50:18 PM »
Taro se aage oochaiee sirf khuda ki hain
Tere sher ko galat kahu itni meri aukat nahi
Tara bankar ho tute aur koste ho kismat ko
Itna ucha soche GHAYEL ab aise bhi halaat nahi

                              -SG-

Tumhara sher muje galat laga ya shayed meri samaj me nahi aaya

Aapne Shayad Ise Theek Se Padha Nahi,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #42 on: December 02, 2008, 02:58:50 PM »
Oochaiee ko choona shayed meri kismat mein nahi

Well yaha shayer upset hain jis oochaiee pe woh pohachna chahta tha waha nahi pohach paya isiliye usne yeh line likhi yaha tak theek hain

Isiliye ek tara bankar tut gaya aur khaak me mil gaya

Yaha shayer apne aapki misal ek tare se de raha hain ab isse oocha kya hota hain muje to nahi pata

Dono line ek dusre ka sath nahi de rahi hain par jaisa tumne kaha maine shayed theek se pada nahi yeh bhi reason ho sakta hain main apne comments delete karta hu aur mafi mangta hu aainda aisi galti khwab me bhi nahi hogi.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #43 on: December 02, 2008, 03:55:09 PM »

Are Bhai,.
Maafi Kis Liye,.

Har Ek Baat Hazaar Matlaab Rakhti Hai,.
Faqat Sochne Waale Pe Jaata Hai, Wo Kya Matlab Nikaalta Hai,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #44 on: December 04, 2008, 01:13:03 PM »
Kismat Meri, Ab Meri Nahi, Har Baar Mujhse Bagaawat Karti Hai,.
Khwaab Dikhaati Hai Khushiyon Ki, Aur Ghamo Ki Ye Chahat Karti hai,.

Tu Hi Bataa Main Kya Karoon,.,.
Main Kismat Se Bagawat Ya Wafa Karoon,.

_____________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 10:43:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer