Doli Uthi Hai Uski Shehnaion Ke Saath

by Jaanasheen on April 10, 2006, 11:01:06 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 12
Print
Author  (Read 11940 times)
Pooja
Guest
«Reply #75 on: May 17, 2006, 02:06:40 AM »
bahot khob JHL ji and JSheen ji!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pait main ek lahar si uthi hai abhi by zahid.khanz in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
achanak si uthi dil me ye halchal si kyun hai by crazy_dude in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Hum Dono Ki Doli Uthi by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
uski jafaaein uski ataa hum say poochhyie by ibrahim777 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mera kafan uski doli...(AD) by rayees abdullah in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #76 on: May 17, 2006, 11:03:40 AM »
Shukriya JHL And Pooja Ji,..


Chand Ki Tarah Hum Bhi Har Waqt Roshan Hote,..
Gar Milta Tumhara Saath Hume Ek Pal Ke Liye Bhi,..
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #77 on: May 18, 2006, 05:15:45 PM »
Sukhriya Pooja and Janasheen for appreciation ...
And you are most welcome Janasheen ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #78 on: May 18, 2006, 05:18:12 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya JHL And Pooja Ji,..


Chand Ki Tarah Hum Bhi Har Waqt Roshan Hote,..
Gar Milta Tumhara Saath Hume Ek Pal Ke Liye Bhi,..



Hamara saath to tere liye har pal hai,
Aansu kuchh bhi nahi bas aankhon se behta jal hai ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #79 on: May 19, 2006, 03:18:25 PM »
Nice one JHL Bhai,..


Aansoon Mein Tere Gham Ka Dariya Behta Hai,..
Batloon Tere Gham Main Ye Mera Dil Kehta Hai,..

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #80 on: May 21, 2006, 06:04:54 PM »
Un aansuo ko dariya jaise behne de,
Jo aaj dil mein hai us baat ko kehne de,
Gum mera koi nahi baant sakta yaha,
Tu zidd na kar main kehta hoon rehne de ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #81 on: May 22, 2006, 02:52:02 AM »
nice Jsheen and JHL JI!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #82 on: May 22, 2006, 08:04:26 AM »
Shukriya Pankhuri Ji,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #83 on: May 22, 2006, 08:07:09 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Un aansuo ko dariya jaise behne de,
Jo aaj dil mein hai us baat ko kehne de,
Gum mera koi nahi baant sakta yaha,
Tu zidd na kar main kehta hoon rehne de ...
Nice One JHL Bhai,..

Dil Se Rishta Jorda Hai Tumse Maine,..
Ke Tumhe Ghamo Mein Kaise Rehne Dein,..
Aansoon Tumhare Mere Liye Moti Se Bhi Anmol Hain,..
Kaise Bhala Jaanasheen Inhe Hum Yunhi Behne Dein,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #84 on: May 23, 2006, 05:45:48 PM »
Thanks a lot Pooja and Janasheen for appreciation ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #85 on: May 23, 2006, 05:52:50 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Just_Hate_Love"


Dil Se Rishta Jorda Hai Tumse Maine,..
Ke Tumhe Ghamo Mein Kaise Rehne Dein,..
Aansoon Tumhare Mere Liye Moti Se Bhi Anmol Hain,..
Kaise Bhala Jaanasheen Inhe Hum Yunhi Behne Dein,..

________________________________-Jaanasheen-[/b]



Gum hamara na baant sakoge tum,
Behte aansu ko na rok sakoge tum,
Anmol to tere bhi aansu hai mere liye,
Par kya inhe bahana chhod sakoge tum Huh?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #86 on: May 24, 2006, 10:45:02 AM »
Bahoot Khoob JHL Bhai,..

Tum Ansoon Bahaane Ki Baat Karte Ho Humse,..
Hum To Tumhare Liye Dil Ka Khoon Bahayeinge,..

Jo Tumhare Gham Hain Wo Hamare Bhi Gham Hain Dost,..
Ghamon Ke Is Pahaad Ko Hum Tumhare Saath Milke Uthaayeinge,..

Aansoon Kab Ruke Hain Kisi Ke Kehne Se Jaanasheen Yahan Pe,..
Aansoon Ko Charag Banakar Hum Tumhare Liye Mehfil Sajaayeinge,..

________________________-Azeem-_______________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #87 on: May 25, 2006, 09:27:15 AM »
Nigaahein Milakar Kiya Dil Ko Zakhmi,..
Adaaein Dikhakar Sitam Dhaa Rahe Ho,..
Wafaon Ka bhi Kya Khoob Badla Diya hai,..
Tardapta Hua Chordke Jaa Rahe Ho,..

_________________________________-NM-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
t
«Reply #88 on: May 25, 2006, 05:12:25 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob JHL Bhai,..

Tum Ansoon Bahaane Ki Baat Karte Ho Humse,..
Hum To Tumhare Liye Dil Ka Khoon Bahayeinge,..

Jo Tumhare Gham Hain Wo Hamare Bhi Gham Hain Dost,..
Ghamon Ke Is Pahaad Ko Hum Tumhare Saath Milke Uthaayeinge,..

Aansoon Kab Ruke Hain Kisi Ke Kehne Se Jaanasheen Yahan Pe,..
Aansoon Ko Charag Banakar Hum Tumhare Liye Mehfil Sajaayeinge,..

________________________-Azeem-_______________________



Mehfil hamari teri baato ke bagair kaise sajegi,
Tere aansu ki boonde meri rago mein khoon banke bahegi,
Khoon mat bahana tum hamare liye, hum iske haqdar nahi par,
Uthayega mere janaze ko Janasheen ye ummeed zaroor rahegi ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #89 on: May 25, 2006, 05:13:19 PM »
Thanks a lot Janasheen for appreciation ...
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 17, 2024, 04:58:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.135 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer