dooriyun ki ahmiyat...

by @kaash on February 27, 2009, 09:56:40 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1899 times)
@kaash
Guest

dooriyun ki ahmiyat ko aise qubool karna chahiye
har nazdeek vale se ummeedo ko door rakhna chahiye

lakht'e'jigar bana jiska vohi qatil nikla
gunaah'e'haq to kuchh hume bhi milna chahiye

sitam qayamat ke dhaaye usne itna na bataya
uske jaane ke baad hume kya karna chahiye

shauk shayri ke nikle farmaan muqaddar ke
ab hume kaghazon me hi rahna chahiye

koi jab har baat pe der tak hansta rahe
use phir bahut der tak gale se lagana chahiye

jise chaha dost jise dushman bana liya
kuchh to saamne vaale pe bhi chhodna chahiye

kal ko soch soch aaj bahut jee liya
aaj sochta hun aaj ko kal par chhodna chahiye

kya dun main kisi ko kya lun main kisi se
ye sabab'e'silsila khuda tujhe nahi dena chahiye

har rishta ishq se bana par ishq ka na bana "kaash"
tujhe mil gaya ab tujhe naseeb ko kuchh dena chahiye


~KAASH~

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dost Ki Ahmiyat....By SK by Shayaries_King in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
EK ADNE SE DIL KI AHMIYAT by mkv in Share: Poetry of Pain
ahmiyat aurat ki(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
AHMIYAT by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
paise ki ahmiyat   (CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: February 27, 2009, 09:59:25 AM »
Nice One Kaash bhai, As Usual, Yunhi LIkhte Rahiye May Allah Bless You,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 27, 2009, 10:12:34 AM »
shurkiya Janasheen aapne pasand kia...
n aur bahot achi dua aapki thank u...
May Allah bless u too..

Aameen,.

Ya Rab Mujhe Maut De, Magar Judaai Na De,.
Ke Uske Bagair Jeena, Mujhe Gawaara Nahi Hai,.

Wo Rooh Mein Bas Gayi Hai Meri Saans Bangayi Hai,.
Wo Hai To Sab Hai, Uske Siwa Mera Koi Sahaara Nahi Hai,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: February 27, 2009, 10:29:17 AM »

waah waah Janasheen behad acha likha hai...


dua hai tujhe teri chahat mile mere dost
kyunki hume bhi tum jaisa koi pyara nahi hai..



Aameen,.
And Shukriya Bhai,.


Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: February 27, 2009, 12:06:15 PM »
dooriyun ki ahmiyat ko aise qubool karna chahiye
har nazdeek vale se ummeedo ko door rakhna chahiye

lakht'e'jigar bana jiska vohi qatil nikla
gunaah'e'haq to kuchh hume bhi milna chahiye

sitam qayamat ke dhaaye usne itna na bataya
uske jaane ke baad hume kya karna chahiye

shauk shayri ke nikle farmaan muqaddar ke
ab hume kaghazon me hi rahna chahiye

koi jab har baat pe der tak hansta rahe
use phir bahut der tak gale se lagana chahiye

jise chaha dost jise dushman bana liya
kuchh to saamne vaale pe bhi chhodna chahiye

kal ko soch soch aaj bahut jee liya
aaj sochta hun aaj ko kal par chhodna chahiye

kya dun main kisi ko kya lun main kisi se
ye sabab'e'silsila khuda tujhe nahi dena chahiye

har rishta ishq se bana par ishq ka na bana "kaash"
tujhe mil gaya ab tujhe naseeb ko kuchh dena chahiye


~KAASH~


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohot Khoob Kaash Ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: February 27, 2009, 12:06:42 PM »
Aameen,.

Ya Rab Mujhe Maut De, Magar Judaai Na De,.
Ke Uske Bagair Jeena, Mujhe Gawaara Nahi Hai,.

Wo Rooh Mein Bas Gayi Hai Meri Saans Bangayi Hai,.
Wo Hai To Sab Hai, Uske Siwa Mera Koi Sahaara Nahi Hai,.

_________________________-Jaanasheen-


Bohot Khoob Azeem
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: February 27, 2009, 12:08:47 PM »
Bohot Khoob Azeem

Shukriya Talat Behna,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 03:18:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer