Ehsaas

by Nino on June 09, 2005, 04:56:59 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1106 times)
Nino
Guest
Kisi aur ke ghar mein roshni ke liye tumne mera ghar jaala diya
Phir bhi meri ankoon ne tere aansoon ko moti bana diya
Pyaar karta hoon tumse is hi liye to tumhe mohabat ka khuda bana diya
Tu ne jo diya har ik dard mohabat mein use to apna naseeb bana liya
Aapne khuda se mangta hoon aaj bhi tumko aapne liye mager
Na samj tha main jo deta raha teri baaton ko shaqel pyaar ki
Tumne to ghair ki mohabat mein humko hi bhoola diya
Hal - e- dil se majboor hoon is liye jal raha hai aaj bhi tere pyaar ka diya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ehsaas by Tina Sheikh in SMS , mobile & JOKES
ehsaas by mrkotians in Shayri for Khumar -e- Ishq
EhsaaS.... by Yasmeen Dua in Occassion Specific Poetry « 1 2  All »
saare ehsaas ehsaas-e-watan ke baad hain by @kaash in Shairy-E-Watan
ehsaas, sirf ehsaas by anandjaiswal in Shayri-E-Dard
isha_verma7
Guest
«Reply #1 on: June 09, 2005, 05:32:57 AM »
"Pyaar karta hoon tumse is hi liye to tumhe mohabat ka khuda bana diya
Tu ne jo diya har ik dard mohabat mein use to apna naseeb bana liya "......These lines just MIND BLOWING!!!!.....Really nice
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: June 09, 2005, 03:14:15 PM »
very nice nino ji...kaise hai aap aab?  ru back from usa? sab thik raha?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 29, 2008, 04:45:20 PM »
Gham Ye Nahi Ke Mujhe Kuch Haasil Nahi,.
Dard Is Baat Ka Hai, Ke Ab Koi Mera Kaatil Nahi,.

Mujhe Barbaad Kaun Karega, Gar Wo Bewafa Na Hota,.
Meri Kismat Hi Kharaab Hai, "Jaan",.
Jo Wafaa Ki Duniya Mein, Main Shaamil Nahi,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: November 29, 2008, 05:01:46 PM »
Good one Nino Ji
Also nice reply Jaanasheen Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: December 01, 2008, 06:43:11 AM »
Shukriya Rajesh Ji,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 07:44:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer