|
Saba_Saba
|
Hogaya hai mera wajood maatam kadaa Ya RAB Jaise ujda ho hansta hua chaman Ya RAB
Hua hai mujh se gunah par gunah Hai meri wajah se kisi ki aankhein nam Ya RAB
Na di khushi kisi ko chain bhi chheen liya Maine kiya hai jaane kya kya sitam Ya RAB
Hai Dua usey mile khushiya be shumaar Un khushiyo ke sadqe de mujhe gum Ya RAB
Maine maana mai zaalim hu magar Saba Tuu hi kar de mujh par ek nazare karam Ya RAB... Aameen
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
 |
«Reply #1 on: June 09, 2006, 10:28:49 AM » |
|
bahut khub saba ji.......
KYA KAHU RAB SE KI WO BHI PARESHAAN HAI MERI JAAT SE, AUR MAIN MAJBOOR TUJHE PAANE KI JID AUR DIL-E-JAJBAAT SE.
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
 |
«Reply #2 on: June 11, 2006, 08:13:37 AM » |
|
na jaane kab se usko talash rahi hun .... kehte hai jisko Rab unko pukaar rahi hun sehara si ho chali hai ab meri jindagi......... main ismein apne liye ek gulisthan talash rahi hun
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Anushka
Guest
|
 |
«Reply #3 on: June 11, 2006, 09:22:59 AM » |
|
Hogaya hai mera wajood maatam kadaa Ya RAB Jaise ujda ho hansta hua chaman Ya RAB
Hua hai mujh se gunah par gunah Hai meri wajah se kisi ki aankhein nam Ya RAB
Na di khushi kisi ko chain bhi chheen liya Maine kiya hai jaane kya kya sitam Ya RAB
Hai Dua usey mile khushiya be shumaar Un khushiyo ke sadqe de mujhe gum Ya RAB
Maine maana mai zaalim hu magar Saba Tuu hi kar de mujh par ek nazare karam Ya RAB... Aameen bahut khub ssji...
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
 |
«Reply #4 on: June 11, 2006, 08:06:29 PM » |
|
na jaane kab se usko talash rahi hun .... kehte hai jisko Rab unko pukaar rahi hun sehara si ho chali hai ab meri jindagi......... main ismein apne liye ek gulisthan talash rahi hun wah....wah...aapki taareef ke liye sabd nahi mere paas........
Tu gulistaan ki talaash mein na bhatak, ki khud tujhe paane ka khwab dekhte hai hum. Teri sehara ho chuki jindagi ke lamho mein, basayege ek gulistaan, khubsurat teri tarah hum...
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
 |
«Reply #5 on: June 11, 2006, 08:39:08 PM » |
|
shukriya ji.........bahut khub likha aapne.......
mujhe paane ki khawaish mat kar ki mujhe khud hi apna pata malum nahi woh dhul hun mein us raha ki jis raha ka koi rahagujar nahi............
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Saba_Saba
|
 |
«Reply #6 on: June 11, 2006, 09:30:38 PM » |
|
Thank you Gumnam ji .. Ranjana ... Anushka....  Hum kaha hai is Mohabbat ke laayak Humari zindgi to hai bas nafrat ke laayak Khushi di behisaab Rab ka shukriya Jaante hai hum nahi they is izzat ke laayak
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Bharat
Guest
|
 |
«Reply #7 on: June 13, 2006, 02:33:11 AM » |
|
Hogaya hai mera wajood maatam kadaa Ya RAB Jaise ujda ho hansta hua chaman Ya RAB
Hua hai mujh se gunah par gunah Hai meri wajah se kisi ki aankhein nam Ya RAB
Na di khushi kisi ko chain bhi chheen liya Maine kiya hai jaane kya kya sitam Ya RAB
Hai Dua usey mile khushiya be shumaar Un khushiyo ke sadqe de mujhe gum Ya RAB
Maine maana mai zaalim hu magar Saba Tuu hi kar de mujh par ek nazare karam Ya RAB... Aameen Hi Saba, Bohot hi achcha likha hai!!! Everybody else........nice job
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
 |
«Reply #8 on: June 14, 2006, 08:18:17 PM » |
|
shukriya ji.........bahut khub likha aapne.......
mujhe paane ki khawaish mat kar ki mujhe khud hi apna pata malum nahi woh dhul hun mein us raha ki jis raha ka koi rahagujar nahi............ bahut khub.....
SOYE KAHA THE RAAT MEIN TAKIYE BHIGOYE THE , HUM BHI TERI YAAD MEIN KAL KHUB ROYE THE....
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
 |
«Reply #9 on: June 14, 2006, 08:21:31 PM » |
|
Thank you Gumnam ji .. Ranjana ... Anushka....  Hum kaha hai is Mohabbat ke laayak Humari zindgi to hai bas nafrat ke laayak Khushi di behisaab Rab ka shukriya Jaante hai hum nahi they is izzat ke laayak BAHUT ACHHA LAGA SABA JI ....AAPKA JAWAB KAAFI DINO BAAD MILA.....
AAP NA SAMAJHNA JINDAGI KO NAFRAT KE LAAYAK, AGAR MAANO HUME APNI MOHBBAT KE LAAYAK....
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
 |
«Reply #10 on: December 15, 2006, 09:10:29 AM » |
|
Ye waqt aaj mujh par meharbaan hai Sarr par junoon hai dil mein mere tufaan hai
Aaj wo kareeb hai mere Jo mere dil ka armaan hai
Sajati hai jiske aane se har mehfil Wo meri mehfilo ki shaan hai
Uski tarif mein kya kahu main Wo hi to mere zisam ki jaan hai
Mere geeto ka sangeet hai jo Kisi shayar ka wo kalam hai
Dooba hai "Faree" jiske nashe mein har pal Meh se chalakata hua wo pyaar ka jam hai
Hua hai bada hi khushnuma ye pal Ye sab unki hi adaao ka hi to kaam hai
Tarasta hai jiski chahat mein har koi Wo Chamakta sitara jise khuda ne likh diya hamare naam hai..
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
 |
«Reply #11 on: December 27, 2006, 07:09:09 PM » |
|
Ye waqt aaj mujh par meharbaan hai Sarr par junoon hai dil mein mere tufaan hai
Aaj wo kareeb hai mere Jo mere dil ka armaan hai
Sajati hai jiske aane se har mehfil Wo meri mehfilo ki shaan hai
Uski tarif mein kya kahu main Wo hi to mere zisam ki jaan hai
Mere geeto ka sangeet hai jo Kisi shayar ka wo kalam hai
Dooba hai "Faree" jiske nashe mein har pal Meh se chalakata hua wo pyaar ka jam hai
Hua hai bada hi khushnuma ye pal Ye sab unki hi adaao ka hi to kaam hai
Tarasta hai jiski chahat mein har koi Wo Chamakta sitara jise khuda ne likh diya hamare naam hai.. bahut khub
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
 |
«Reply #12 on: December 31, 2006, 11:05:13 PM » |
|
Ye waqt aaj mujh par meharbaan hai Sarr par junoon hai dil mein mere tufaan hai
Aaj wo kareeb hai mere Jo mere dil ka armaan hai
Sajati hai jiske aane se har mehfil Wo meri mehfilo ki shaan hai
Uski tarif mein kya kahu main Wo hi to mere zisam ki jaan hai
Mere geeto ka sangeet hai jo Kisi shayar ka wo kalam hai
Dooba hai "Faree" jiske nashe mein har pal Meh se chalakata hua wo pyaar ka jam hai
Hua hai bada hi khushnuma ye pal Ye sab unki hi adaao ka hi to kaam hai
Tarasta hai jiski chahat mein har koi Wo Chamakta sitara jise khuda ne likh diya hamare naam hai.. bahut khubThank You Janab
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
 |
«Reply #13 on: January 05, 2007, 07:34:42 PM » |
|
Ye waqt aaj mujh par meharbaan hai Sarr par junoon hai dil mein mere tufaan hai
Aaj wo kareeb hai mere Jo mere dil ka armaan hai
Sajati hai jiske aane se har mehfil Wo meri mehfilo ki shaan hai
Uski tarif mein kya kahu main Wo hi to mere zisam ki jaan hai
Mere geeto ka sangeet hai jo Kisi shayar ka wo kalam hai
Dooba hai "Faree" jiske nashe mein har pal Meh se chalakata hua wo pyaar ka jam hai
Hua hai bada hi khushnuma ye pal Ye sab unki hi adaao ka hi to kaam hai
Tarasta hai jiski chahat mein har koi Wo Chamakta sitara jise khuda ne likh diya hamare naam hai.. bahut khubThank You Janab HAPPY NEW YEAR..................
GUNGUNATA JA RAHA THA EK FAKIR, DHUP RAHTI HAI NA SAAYA DER TAK....
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
 |
«Reply #14 on: January 09, 2007, 12:00:34 AM » |
|
Ye waqt aaj mujh par meharbaan hai Sarr par junoon hai dil mein mere tufaan hai
Aaj wo kareeb hai mere Jo mere dil ka armaan hai
Sajati hai jiske aane se har mehfil Wo meri mehfilo ki shaan hai
Uski tarif mein kya kahu main Wo hi to mere zisam ki jaan hai
Mere geeto ka sangeet hai jo Kisi shayar ka wo kalam hai
Dooba hai "Faree" jiske nashe mein har pal Meh se chalakata hua wo pyaar ka jam hai
Hua hai bada hi khushnuma ye pal Ye sab unki hi adaao ka hi to kaam hai
Tarasta hai jiski chahat mein har koi Wo Chamakta sitara jise khuda ne likh diya hamare naam hai.. bahut khubThank You Janab HAPPY NEW YEAR..................
GUNGUNATA JA RAHA THA EK FAKIR, DHUP RAHTI HAI NA SAAYA DER TAK....Nice
|
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|