Ek Shehar Unka Ek Shehar Apna,.

by Jaanasheen on May 06, 2006, 09:21:53 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 4843 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Aise Na The Hum, Jaise Ki Hamari Ruswaai Logon Ne,..
Kuch Tumne Badnaam Kiya, Kuch Aag Lagaai Logon Ne,..

Ho Sakta Hai Tumne Jo Dekha Ho, Wo Nazron Ka Dhoka Ho,..
Ek Zara Si Baat Pe, Kya Kya Baat Banaayi Logon Ne,..

Thokar Mein Is Ko Liye Tordkar Tum Bhi Chali Gayi,..
Tumko Kya Khabar Ke, Shehar Mein Eid Manaayi Logon Ne,..

Ishq Pe Aafat Kya Hai Na Poocho,..
Zakham Tumhaare Haath Ke Hain, Dukh Hame Is Baat Ka Hai,..
Aur Ye Qayamat Saath Tumhare, Milke Uthaayi Logon Ne,..

________________________________-Majrooh Sultanpuri-__
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ik shehar unka by lib80aks in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
Aapkay shehar meh by Anushka in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
TERE HUSAN KA SHEHAR MEIn by GURCHARAN NARANG in Shayari-e-Parastish
main hun tere shehar ton by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: May 06, 2006, 09:34:46 AM »
Bhari Duniya Mein Aakhir Dil Ko Samjhaane Kahan Jaaye,..
Mohabbat Hogayi Jinko Wo Deewaane Kahan Jaaye,..

Lage Hain Shamaa Par Pehre Zamaane Ki Nigahgon Ke,..
Jinhe Jalaane Ki Hasrat Ho Wo Parwaane Kahan Jaaye,..

Sunanaa Bhi Jinhe Mushkil Choopaana Bhi Jinhe Mushkil,.
Zaraa Tu Hi Bataa Aye Dil Vo Afsaane Kahan Jaaye,,.

_________________________-Shakeel Badayuni-___
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 06, 2006, 09:39:59 AM »
Bhoola Nahi Denaa Hume Bhoola Nahi Dena,..
Zamaana KJharaab Hai Dagaa Nahi Dena,..

Aankhon Mein Sapne Jhoom Rahe Hain,..
Geet Labon Ko Choom Rahe Hain,..
Geeton Ko Aahein Bana Nahi Dena,..
Zamana Kaharab Hai Dagaa Nahi dena,..

Aankhon Mein Masti Chaayi Hui Hai,..
Neend Si Mujhko aayi Hui Hai,..
Neend Se Mujhko Jagaa Nahi Dena,..
Zamana Kharab Hai Dagaa Nahi Dena,..

Zindagi Aankhein Milaane Lagi Hai,..
Shamaa Si Dil Mein Jalaane Lagi hai,..
Shamaa Jala Ke Dil Mein Bujhaa Nahi Dena,..
Zamana Kharaab Hai Dagaa Nahi Dena,..

_________________Jalal Abaadi___
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: May 06, 2006, 09:43:55 AM »
Buraa Maan Gaye,..
Pyaar Aankhon Se Jataya To Buraa Maan Gaye,..

Apne Gajre Ke Har Phool Ki Tareef Suni,..
Haal-e-Dil Sunaya To Bura Maan Gaye,..

Yun To har Roz Satate The Hume Sham-o-Seher,..
Humne Ek Roz Sataya To Bura Maan Gaye,..

Sirf Itni Si Khata Par Hume Dushman Jaana,..
Sar Na Qadmon Mein Jhukaya To Bura Maan Gaye,..

_____________________________-Hasrat Jaipuri-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 07, 2006, 10:07:04 AM »
Jab Khushiaon Mein Ghera Tha Main Sab Mujhe Hasaane Lage,..
Dard Dekhkar Mera Sab Apna Damaan Bachaane Lage,..

Ye Dastoor Hai Duniyaa Ka Sab Saath Hote Hain Jab Khushiaan As paas Hoti Hain,..
Rota Mujhe Dekh Kar Tanhaaion Mein Mere Humsafar Bhi Aaj Muskuraane Lage,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #5 on: May 07, 2006, 11:37:57 AM »
The Style Guru Says....


Interesting stuff Bro!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 10, 2006, 08:55:10 AM »
Shukriya Bhai Guru,..
Ab Tu Bhi Hoja Shuru,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 10, 2006, 08:56:52 AM »
Dard Dekar Muskuraate Hain Wo,..
Na Jaane Kyun Ab Bhi Hume Jalate Hain Wo,..

________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 17, 2006, 11:17:06 AM »
Jaane Kyun nafrat Hogayi Mujhe Mohabbat Se,..
Jab Dil Tune Hamara Torda To Bas Zamaane ke Liye,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 18, 2006, 03:02:58 PM »
Main Gham Ke Ghar Mein Kaid Hoon, Beghar Nahi Hoon Main,..
Thokar Na Yoon Lagaa Mujhe Pathar Nahi Hoon Main,..

Hai Tazkara Dukhon Ka Mere, Saare Sheher Mein,..
Afsos Ye Ke Teri Zabaan Par Nahi Hoon Main,.,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: July 18, 2006, 03:53:28 PM »
bahoot khoob Lil Bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: July 19, 2006, 12:32:05 PM »
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Lil Bro


Shukriya Sister,..
Gar App Do Lines Likh Dete To Silsila Aur Bardta,..
Aur Kuch Seekhna Ka Maukha Milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: July 19, 2006, 12:35:39 PM »
Mile Jo Gham Mujhe Muskurakar Maine Choopaa Liya,..
Jab Dil Dukha Mehfil Mein Teri Is Liye Humne Muskuraa Diya,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: July 19, 2006, 03:21:20 PM »
mila jo bhi gum tujse, humne sir ko jhuka diya
teri her jeet ki muskurahat per, jhuki najro mai ansoo chupa liya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 20, 2006, 12:03:02 PM »
Quote from: "Pooja"
mila jo bhi gum tujse, humne sir ko jhuka diya
teri her jeet ki muskurahat per, jhuki najro mai ansoo chupa liya


Bahoot Khoob Likha Hai Do Line Mein Didi,..

Na Choopaate Gham Agar Tum To Hum Jaan Jaate Tumhare Dil Ka Haal,..
Waise Humne Bhi Bahoot Koshi Ki Dil Hi Dil Mein Rone Ki Magar Na Ro Sake,..

_________________________________________________ _-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 03:19:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer