Gham ki mehfil

by Nino on April 20, 2005, 03:45:52 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1133 times)
Nino
Guest
Gham ki mehfil sajayein baitha hoon
main aaj zindagi ko bhulayein baitha hoon
ager aeteraaz na ho aap ko to ik guzarish hain meri
Yaad kara do humko ki main kaun sa gham bhulaye baitha hoon

taqdeer meri to naraz rahi muhjhse ta umer
per main aaj apne khuda ko bhi bhulayein baitha hoon
koi sharat na rakhi thi main tere saath pyaar mein
per teri diyi hui har ik kasam ko main nibhayein baitha hoon

shaqseeyet us insaan ki hoti hai jiska dil dhadkta ho
main to aaj apni dhadkano ko bhi dil mein dabayein baitha hoon
koi umeed na rakhna aye hum nawa muhjhse tum
main to dosti ka har ik farz bhulayein baitha hoon
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
gham say bhari mehfil by salaam2all in Shayri for Dard -e- Judai
mehfil by tushar_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mehfil dil ki by Sonu in Shayri-E-Dard
Bhari mehfil mein tanhai ka gham aaj bhi hai by RizwanMA in Shayri for Dard -e- Judai
gham ki mehfil by saahill in Miscellaneous Shayri
Nino
Guest
«Reply #1 on: April 20, 2005, 03:51:20 PM »
Na roko aaj hume aye dosto ki talab e mai puri ho jaye
paas to kis had tak hoon main aaj unse todi dori ho jaye
koi to batado hume ki wo kan shaqs hai Huh?Huh??
jiske ane se kami e mehfil puri ho jaye
Logged
Nino
Guest
«Reply #2 on: April 20, 2005, 03:56:20 PM »
Unki gali se guzra to achanak ik awaaz ayi
khayal tha dil mein unkaa aur gali mein tanhai
Main dhoodta raha unko daar ba daar
 phir yaad aya ki wo haqiqat nahi balki thi ik parchyi
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: April 20, 2005, 04:09:49 PM »
Quote from: "Nino"
Gham ki mehfil sajayein baitha hoon
main aaj zindagi ko bhulayein baitha hoon
ager aeteraaz na ho aap ko to ik guzarish hain meri
Yaad kara do humko ki main kaun sa gham bhulaye baitha hoon

taqdeer meri to naraz rahi muhjhse ta umer
per main aaj apne khuda ko bhi bhulayein baitha hoon
koi sharat na rakhi thi main tere saath pyaar mein
per teri diyi hui har ik kasam ko main nibhayein baitha hoon

shaqseeyet us insaan ki hoti hai jiska dil dhadkta ho
main to aaj apni dhadkano ko bhi dil mein dabayein baitha hoon
koi umeed na rakhna aye hum nawa muhjhse tum
main to dosti ka har ik farz bhulayein baitha hoon


wowowowowowwo   nino..................very  touching  words.......excellent  work.......................
Logged
pandit
Guest
«Reply #4 on: April 20, 2005, 04:23:57 PM »
wow nino kya baat hai....bhai...................................... ..........................................
Logged
Nino
Guest
«Reply #5 on: April 20, 2005, 05:42:51 PM »
AAP DONO KA BAHUT BAHUT SHUKRIA ------------AUR WAHEED BHAI AAP KA TO JAWAB NAHI
Logged
desikurri
Guest
«Reply #6 on: April 20, 2005, 06:00:46 PM »
Tumse dur hokar bhala hum kaise jee payenge,
Tumahri chahat ki chaon mein laut aayenge,
Jayenge hum tab hi jab jahan se jayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.

Tum mere ho nahi paoge ye jante hai hum,
Phir bhi tum sath ho mere aaj toh nahi gum,
Kal bichad kar bhi tumse tumko yad aayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.
Logged
Nino
Guest
«Reply #7 on: April 21, 2005, 05:03:10 AM »
Quote from: "desikurri"
Tumse dur hokar bhala hum kaise jee payenge,
Tumahri chahat ki chaon mein laut aayenge,
Jayenge hum tab hi jab jahan se jayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.

Tum mere ho nahi paoge ye jante hai hum,
Phir bhi tum sath ho mere aaj toh nahi gum,
Kal bichad kar bhi tumse tumko yad aayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.



Wah wah very true
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: April 21, 2005, 08:20:43 PM »
wah Nino bahoot khoob, bahoot hi acha likha hai apne!!
Good one desikuri!!

Gum ki baat na kar, sari duniya gum ke nagari lagati hai
jab bhi naya jakham milta hai, zindagi aor sanwary lagati hai!!!
Logged
Nino
Guest
«Reply #9 on: April 22, 2005, 06:13:50 AM »
pooja ji paasand karne ka bahut bahut shukria

aur aap ki line to mere sher se bhi aachi hain
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #10 on: April 22, 2005, 06:35:03 AM »
Quote from: "Nino"
AAP DONO KA BAHUT BAHUT SHUKRIA ------------AUR WAHEED BHAI AAP KA TO JAWAB NAHI


ur  welcome  nino............................ tongue3 ...................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #11 on: April 22, 2005, 06:40:51 AM »
Quote from: "desikurri"
Tumse dur hokar bhala hum kaise jee payenge,
Tumahri chahat ki chaon mein laut aayenge,
Jayenge hum tab hi jab jahan se jayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.

Tum mere ho nahi paoge ye jante hai hum,
Phir bhi tum sath ho mere aaj toh nahi gum,
Kal bichad kar bhi tumse tumko yad aayenge,
Hum toh sari umar tumko bas tumko chahenge.


wah!!!!!!!!!!!!!  excellent.............desikurri.................. ...:lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #12 on: April 22, 2005, 07:33:51 AM »
Quote from: "Pooja"
wah Nino bahoot khoob, bahoot hi acha likha hai apne!!
Good one desikuri!!

Gum ki baat na kar, sari duniya gum ke nagari lagati hai
jab bhi naya jakham milta hai, zindagi aor sanwary lagati hai!!!


wah!!!!!!!!!  superbbbbbbbbbbbbbb   pooja.......................
Logged
Nino
Guest
«Reply #13 on: April 23, 2005, 08:56:14 AM »
woh dard deker dawa dena bhool gaya
humne kasoor kiya aur woh sazza dena bhool gaya
na samaj tha itna main uske is pyaar mein
ghar to main use bula liya per apna patta dena bhool gaye (nm)
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 30, 2024, 06:28:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer