hum dil ki baat keh denge......

by roshni246 on November 09, 2005, 07:32:05 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 3325 times)
roshni246
Guest
Ham dil kee kahaani keh denge
Samjhe na jise tum aaNkhoN se
Wo baat zabaan se keh deNge
PhooloN ki tarah jab hoToN pe
Ik shokh tabassum bikhrega
Dheere se tumhaare kaanoN meiN
Ik baat puraanee keh deNge
Izhaar-e-Wafa tum kya jaano
Ikraar-e-Wafa tum kya jaano
Ham zikr karenge GHairoN ka
Aur apnee kahaanee keh deNge
Mausam to baRa hee zaalim hai
Toofaan uTHaata rehta hai
Kuch log magar is halchal ko
Bad-mast javaanee keh deNge...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bhula denge by VIKRANT in Shayri for Khumar -e- Ishq
keh denge by sachin_9810****** in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~~Sone nahi denge~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
bhula denge tumko by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
...denge... by dead heart in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mohsin akhter
Guest
«Reply #1 on: September 21, 2006, 02:13:14 PM »
oye hoye kya baat hai bahut khoob
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #2 on: September 21, 2006, 02:16:07 PM »
dil ko bato ko jubana dena jaroori nahi hota.....
kisi ko apna banane ke liye dil lagana jaroori nahi hota.....
koi lakh ker le mohabbat na karne ki batein.....
magar kisi se nazre churana asan nahi hota.......

kyon roshni ji kya kahte ho.....?
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #3 on: September 21, 2006, 03:09:02 PM »
Waaah Sis....Gud Job....

Aaj Phir Ukhad raha hai mann mera Zindagi se......
Pata nahi kyu Kafa me apni hee Khudi se.......

Lagta hai jaise ladd rahe hai ab tanhaion se......
Wafa ke raste na poocho Manzil bas jee rahe hai Gehrayion se....!!!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #4 on: September 21, 2006, 03:18:40 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Waaah Sis....Gud Job....

Aaj Phir Ukhad raha hai mann mera Zindagi se......
Pata nahi kyu Kafa me apni hee Khudi se.......

Lagta hai jaise ladd rahe hai ab tanhaion se......
Wafa ke raste na poocho Manzil bas jee rahe hai Gehrayion se....!!!!

1 saal purani shayari brooooooo.........:o

HEHE LOL...thxx big bro...and mohsin ji...gud job...
Logged
roshni246
Guest
«Reply #5 on: September 21, 2006, 03:24:33 PM »
Quote from: "mohsin akhter"
dil ko bato ko jubana dena jaroori nahi hota.....
kisi ko apna banane ke liye dil lagana jaroori nahi hota.....
koi lakh ker le mohabbat na karne ki batein.....
magar kisi se nazre churana asan nahi hota.......

kyon roshni ji kya kahte ho.....?

 =D>  =D>

mohobbat ki rahon mein sirf kantein hain...
in raston pe manzil ko pana bhi asan nahi hota...
yun to karleta hai har koi mohobbat e chaht ki baatein...
lekin qurbani k waqt saath nibhana har kisi k bas mein nahi hota

ab aap kaho kya kehte ho??? Puzzled !  Puzzled !  :wink:

~roshni~
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #6 on: September 21, 2006, 04:03:20 PM »
kya kahe aap ne to juban hi le li phir bhi kosis karenge...............
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #7 on: September 21, 2006, 04:05:54 PM »
Humne mohabbat ka her sabak dil se seekha hai......
humne patharo se bhi dil lagana seekha hai........
aap baat karte ho sanam mohabbat ki...............
magar humne to nafrat me bhi dil lutana seekha hai....................
Logged
roshni246
Guest
«Reply #8 on: September 21, 2006, 08:05:13 PM »
bohot khoob moshin sahab...aapka bhi jawab nahi...KHUSHAMDEED tongue3

humne to unki mohobbat mein sab jaan nisar kardiya...
aye sanam tu bata meri khata thi kya k yun bedarad muh mod tu yun chaldiya...
khayein hain lakhon jakham humne is rog e dil ko apna kar...
wo hain wahan khushiyon ki mehfilein sajaye hue...
unki chahat ne hume yahan beghar kardiya...

~roshni~
Logged
Tosha
Guest
«Reply #9 on: September 21, 2006, 09:31:11 PM »
Quote from: "roshni246"
Quote from: "mohsin akhter"
dil ko bato ko jubana dena jaroori nahi hota.....
kisi ko apna banane ke liye dil lagana jaroori nahi hota.....
koi lakh ker le mohabbat na karne ki batein.....
magar kisi se nazre churana asan nahi hota.......

kyon roshni ji kya kahte ho.....?

 =D>  =D>

mohobbat ki rahon mein sirf kantein hain...
in raston pe manzil ko pana bhi asan nahi hota...
yun to karleta hai har koi mohobbat e chaht ki baatein...
lekin qurbani k waqt saath nibhana har kisi k bas mein nahi hota

ab aap kaho kya kehte ho??? Puzzled !  Puzzled !  :wink:

~roshni~

Roshu honey!! i agree ... Mohabbat ke raho main kaate hi kaate hai.

Mohabbat ke raho main sirf kate hai
khuwaish-e-kile manzile hai
kurbani imtehan-e-mohabbat ki
nahi her kise ki kismat main mohabbat hai
Logged
roshni246
Guest
«Reply #10 on: September 22, 2006, 06:22:28 AM »
Quote from: "Tosha"

U HAV 2 AGREE SISTER.......cause im always rite hehhee......Winking

toooooo gooooooodddd...........!

judaii ne unki hume kya kuch na sikha diya...
muhabbat hai adhori is lafz ka matlab dikha diya...
jo khabi rote hue hume hasaya karte thee...
aaj us shaks ki yaad umar bhar rona sikha diya....

~roshni~
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #11 on: September 26, 2006, 11:30:36 AM »
kya baat hai bahut khoob
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #12 on: September 26, 2006, 11:32:15 AM »
Chand door tha humse isliye use apna na samjha.....
Sitare khas the kisi aur ke liye isliye use bhi apna na samjha.......
Ho sakta hai is liye is jahan main dosto
hume bhi kisi na apna na samjha......
Logged
roshni246
Guest
«Reply #13 on: September 26, 2006, 12:27:00 PM »
Quote from: "mohsin akhter"
Chand door tha humse isliye use apna na samjha.....
Sitare khas the kisi aur ke liye isliye use bhi apna na samjha.......
Ho sakta hai is liye is jahan main dosto
hume bhi kisi na apna na samjha......

bohot khoob...khushamdeed Winking

ek chingari mere ashiyan ko rakh ka dher kargayi...
kehte hain log na de khud ko dosh..wo hi tere kabil na tha...
dil lagane se pehle samja diya hota..ab to isse koi soch nahi...
pyaar mein hon khushiyan naseeb...aise to koi usul nahi...
:wink:

~roshni~
Logged
harshit101
Guest
HI
«Reply #14 on: September 26, 2006, 01:59:30 PM »
EXCELLENT JOB
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 09:38:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer