Humse Bichardkar,.

by Jaanasheen on May 09, 2009, 06:39:10 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1346 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile


Humse Bichardkar Jaaoge Bhi To Kahaan Jaaoge,.
Har Raaste Mein Pattharon Ki Taraah Hume Paaoge,.

Humse Bichardne Ki Koshishein Tum Laakh Karo,.
Lekin Khud KO Meri Jaan, Mere Paas Gawaaoge,.

Humse Bhale Rakhna Dooriyon Ka Silsila "Tum,.
Dil Se Door Hume Phir Bhi, Kaise Kar Paaoge,.

Ye Hai Dil Azeem Ka, Jo Tootkar Chahta Hai Tumhe,.
Kitne Bhi Sitam Tum Karlo, Ise Raas Phir Bhi Tum Hi Aaoge,.

Kehdo Ke Humaare Bagair Tumhe Zindagi Pyaari Nahi,.
Jab Hum Chale Jaayenge, Tab Bohat Pachtaaoge,.

Aaj Karte Ho Humse Mohabbat Bhi, Bewafaai Bhi,.
Kal Hum Na Rahe, To Ye Jalwe Tum Kispar Barsaaoge,.

____________________________________-Azeem-


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Humse dur... by usuraj in Shayri-E-Dard
jab bhi woh humse .... by honeyrose in Shayri for Dard -e- Judai
Hui humse ye nadaani... by punam in Shayri-E-Dard
~~*Woh Bichade Humse*~~ by honeyrose in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
<>*Woh Dekho Humse*<> by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: May 09, 2009, 07:01:35 AM »
bahut khoob ,azeem ji.mindblowing.
very nice one.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: May 09, 2009, 07:28:01 AM »
Bahut Khoob Chhote Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: May 09, 2009, 07:42:39 AM »
Shukriya Madhuwesh Ji, Aur Rajesh Bhaiya,.

Thank U,.
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #4 on: May 09, 2009, 03:56:57 PM »
Khubsurat andaz-e-baya Azeem Bhai
SARVESH RASTOGI
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: May 09, 2009, 03:57:51 PM »
Bahut acche  Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #6 on: May 10, 2009, 10:43:59 AM »
bahut bahut khob hai Azeem Sahab Applause Applause Applause
ek koshish kar rahi hoon koi galti ho to maaf kijiyega...

Jaana jo chaho agar to kaho kahan jaaoge
meri yaadein hain itni gehri ki tum bas mujhe hi paaoge

Zindagi ko apni hi kareeb se dekh lo ae mere mehboob
iski har baat mein tum bas mujhe hi paaoge

Logged
aaina
Guest
«Reply #7 on: May 10, 2009, 11:17:03 AM »
kya baat hai yaar azeem very nice yaar
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #8 on: May 10, 2009, 02:58:32 PM »
Azeem Bhai.. Aapke Yeh Alfaaz Dil ko chhoo gaye dost.. Bewafaai aur Judaai Ki Tadap Ko Bakhoobi Pesh KIya hai dost.. Bahut Bahut Khoooooooooob.. Applause Applause

Diya aapne bhi Kamaal Likha hai.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: May 10, 2009, 02:59:24 PM »
bahut bahut khob hai Azeem Sahab Applause Applause Applause
ek koshish kar rahi hoon koi galti ho to maaf kijiyega...

Jaana jo chaho agar to kaho kahan jaaoge
meri yaadein hain itni gehri ki tum bas mujhe hi paaoge

Zindagi ko apni hi kareeb se dekh lo ae mere mehboob
iski har baat mein tum bas mujhe hi paaoge



Lovely .... very good Diya  Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 10, 2009, 03:16:52 PM »
Khubsurat andaz-e-baya Azeem Bhai
SARVESH RASTOGI

Shukriya Sarvesh Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 10, 2009, 03:18:23 PM »
bahut bahut khob hai Azeem Sahab Applause Applause Applause
ek koshish kar rahi hoon koi galti ho to maaf kijiyega...

Jaana jo chaho agar to kaho kahan jaaoge
meri yaadein hain itni gehri ki tum bas mujhe hi paaoge

Zindagi ko apni hi kareeb se dekh lo ae mere mehboob
iski har baat mein tum bas mujhe hi paaoge



Hay, Bohat Achcha Likha Hai Mohtarma Kashish Ji,.
Good Lines Yaar,.

And Thank U For Ur Lovely Comments,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 10, 2009, 03:20:08 PM »
kya baat hai yaar azeem very nice yaar

Shukriya Aslam Bhai,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: May 10, 2009, 03:21:13 PM »
Azeem Bhai.. Aapke Yeh Alfaaz Dil ko chhoo gaye dost.. Bewafaai aur Judaai Ki Tadap Ko Bakhoobi Pesh KIya hai dost.. Bahut Bahut Khoooooooooob.. Applause Applause

Diya aapne bhi Kamaal Likha hai.. Applause Applause


**~** Mann **~**

Shukriya Vikas Bhai, Bohat khushi Hui Ke Aapne Hamaari Koshish Ko saraaha,.

Thank U,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #14 on: May 10, 2009, 04:31:19 PM »
Bahut hi khoobsurti se likha hia azeem. padhte padhte jaise kho si gayi.. Usual Smile


Humse bichhadne ki baat bhi na kehna mere sanam,
ke tumse door hoke hum kis tarah jee paayenge,

samet lein tumhe baahon mein par tum ho nahi kya karein,
apne bebasiyon ko kis tarah hum chhupa paayenge,

Laut aao ke dil tumahre bin ab lagta hi nahi hai jaanam,
warna apne ashqon ke moti bikarne se kaise rok paayenge...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 01:50:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.195 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer