ishq

by farhat_uljhan on February 05, 2009, 06:43:42 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 727 times)
farhat_uljhan
Guest
ishq ki baat kartey hain, dil jalaney ki baat kartey hain,
jinheyn pata naheen mohabbat hai kaya, wo bhi wafa ki baat kartey hain,

dekhtey naheen hain kitnee tez aadhiyaan hain, fir bhi aashiyaney ki baat kartey hain,
aur aakhiri nishana chook gaya, fir bhi nishaney ki baat kartey hain.

                               -Farhat Uljhan-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: February 05, 2009, 06:55:09 PM »
Wah Farhat bhai very good  Applause
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: February 05, 2009, 07:10:46 PM »
ishq ki baat kartey hain, dil jalaney ki baat kartey hain,
jinheyn pata naheen mohabbat hai kaya, wo bhi wafa ki baat kartey hain,

dekhtey naheen hain kitnee tez aadhiyaan hain, fir bhi aashiyaney ki baat kartey hain,
aur aakhiri nishana chook gaya, fir bhi nishaney ki baat kartey hain.

                               -Farhat Uljhan-

wah wah Farhat


NAZROH SEY NAZAR MILATEY NAHI, AAKHOH MEH BASANEY KI BAAT KARTEY HAI
PAIMANEY MEH SHARAAB NAHI , MEHKHANEY KI BAAT KARTEY HAI
JISS DIL MEH PYAR NAHI WOH GHAR BASANEY KI BAAT KARTEY HAI
BEWAFI HAR PAL KARTEY HAI AUR BHOOL JANEY KI BAAT KARTEY HAI


joh mainey likha hai , uss par mera hi ek kalaam :
HAMEY BHI KUCH SAMAJ AAYA NAHI, WAH WAH SUNNEY KI BAAT KARTEY HAI
TUM HI KUCH BADIYA LIKH DOH YAARO, HUM TOH YU HI BEKAAR LIKHTEY HAI



JASBIR SINGH

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: February 05, 2009, 07:14:05 PM »
wah wah Farhat


NAZROH SEY NAZAR MILATEY NAHI, AAKHOH MEH BASANEY KI BAAT KARTEY HAI
PAIMANEY MEH SHARAAB NAHI , MEHKHANEY KI BAAT KARTEY HAI
JISS DIL MEH PYAR NAHI WOH GHAR BASANEY KI BAAT KARTEY HAI
BEWAFI HAR PAL KARTEY HAI AUR BHOOL JANEY KI BAAT KARTEY HAI


joh mainey likha hai , uss par mera hi ek kalaam :
HAMEY BHI KUCH SAMAJ AAYA NAHI, WAH WAH SUNNEY KI BAAT KARTEY HAI
TUM HI KUCH BADIYA LIKH DOH YAARO, HUM TOH YU HI BEKAAR LIKHTEY HAI

JASBIR SINGH


Ghayel ka aqeeda hain, agar tujhsa koi bekaar na ho
Nafrat ho charo oor kisi zarre me pyaar na ho

                        -SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: February 05, 2009, 07:15:03 PM »
Bohat Achche Farhat Bhai,.
And Jasbir Bhai,.

Nice One sajid Bhai,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: February 05, 2009, 07:19:06 PM »
Ghayel ka aqeeda hain, agar tujhsa koi bekaar na ho
Nafrat ho charo oor kisi zarre me pyaar na ho

                        -SG-


wah ghayel, kya khoob aqeeda hai

jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: February 05, 2009, 07:19:28 PM »
Bohat Achche Farhat Bhai,.
And Jasbir Bhai,.

Nice One sajid Bhai,.

Thanks Jahansheen

Jasbir singh
Logged
farhat_uljhan
Guest
«Reply #7 on: February 05, 2009, 07:24:28 PM »
shukriy nawazish karam,
 koshish karung aagey bhi isi imandari sey
apney jazbaat ko pesh karoon
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 10:13:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer