Jaane Kya Hua,.

by Jaanasheen on August 18, 2010, 09:29:48 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 943 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile

Milkar Bhi Mujhe Karaar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.
Mere Hissa Ka Mujhe Pyaar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.

Maine Ki Thi Bas Ek Phool Ki Chaahat Us Se "Azeem,.
Mere Liye Kaanton Ka Haar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.

Yun To Is Baagh Ki Raunakhein Usi Se Hain "Doston,.
Jaane Kyun Wo Bahaar Na De Saka, Ab Ki Baar,.

Yun To Meri Nigaahon Ko Aksar Rulaaya Hai Usne,.
Aaj Guzra Yun Ke Lutf-e-Intezaar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.

-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Na Jaane Kyo????? by Ghayal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
kya jaane..? by amrita in Shayri-E-Dard
Ho jaane do..... by Pooja in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 6 7 »
Na jaane... by qayda in Miscellaneous Shayri
-.Na Jaane q.- by Tosha in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #1 on: August 18, 2010, 09:36:17 PM »
Bohat khoob chote....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: August 18, 2010, 09:44:13 PM »
Bohat khoob chote....
Shukriya Bhai,.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: August 19, 2010, 06:12:00 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wah kya baat hai Azeem ji... bahut khoob...!!!
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #4 on: August 19, 2010, 10:01:01 AM »
azeem sahab daad hhazir he qubool farmaiye~
bahut khoobsurat peshkash he!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 24, 2010, 12:22:32 AM »
azeem sahab daad hhazir he qubool farmaiye~
bahut khoobsurat peshkash he!

Shukriya Abhi Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: August 25, 2010, 08:39:44 PM »
Bahut Khoob Chote Bhai
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: August 25, 2010, 08:46:58 PM »

Milkar Bhi Mujhe Karaar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.
Mere Hissa Ka Mujhe Pyaar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.

Yun To Is Baagh Ki Raunakhein Usi Se Hain "Doston,.
Jaane Kyun Wo Bahaar Na De Saka, Ab Ki Baar,.


-Azeem-


Azeem Sahab Aadaab!

Aapki yeh nayi kawish achchi rahi... Hume uper qouted sher achche lage... Secound one is realy so deep... Daad janab...

Likhate rahiye... Khush rahiye.         

Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #8 on: August 26, 2010, 06:36:24 PM »

Milkar Bhi Mujhe Karaar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.
Mere Hissa Ka Mujhe Pyaar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.

Maine Ki Thi Bas Ek Phool Ki Chaahat Us Se "Azeem,.
Mere Liye Kaanton Ka Haar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.

Yun To Is Baagh Ki Raunakhein Usi Se Hain "Doston,.
Jaane Kyun Wo Bahaar Na De Saka, Ab Ki Baar,.

Yun To Meri Nigaahon Ko Aksar Rulaaya Hai Usne,.
Aaj Guzra Yun Ke Lutf-e-Intezaar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.

-Azeem-


GUD ONE AZEEM SB...

 BEWAFA TO NAA THA MERI ZAAT SE KABHI WO,
 JAANE KYON WO WAFA NAA DESAKAA ABKI BAAR
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: August 31, 2010, 02:43:06 AM »

Milkar Bhi Mujhe Karaar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.
Mere Hissa Ka Mujhe Pyaar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.

Maine Ki Thi Bas Ek Phool Ki Chaahat Us Se "Azeem,.
Mere Liye Kaanton Ka Haar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.

Yun To Is Baagh Ki Raunakhein Usi Se Hain "Doston,.
Jaane Kyun Wo Bahaar Na De Saka, Ab Ki Baar,.

Yun To Meri Nigaahon Ko Aksar Rulaaya Hai Usne,.
Aaj Guzra Yun Ke Lutf-e-Intezaar Na De Saka, Wo Ab Ki Baar,.

-Azeem-


Bahut khoob Chote
Logged
mkv
Guest
«Reply #10 on: November 07, 2011, 11:17:01 AM »
Bahut Khoob Azeem ji
likhe hue jajbaat jab dil ki yaado se mail khate hai to siva ansuo ke kuch nahi nikalta..
Vo ansu jo hamare SACH hai....
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 08, 2024, 07:52:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer