Jayenge kidhar ko.............. mann

by mann.mann on September 27, 2012, 11:42:25 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1215 times)
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
Uljhan main hain ki ab ham jayenge kidhar ko.
Pichhli gali main chhod aaye apne raahbar ko.

Kismet main apni jane ye kya likha khuda ne,
Ham wo sajar rahe jo tarse hain samara ko.

Thamta nahin hai kyonkar mera safar kahin,
Is puri kayanat main paya na tere dar ko.

Ab dil ke chaak par to rafu ho na sakega,
Qatron main hi rakhenge ab apne zigar ko.

Andesha-e-tarik se kuch itna darr gaye the,
Ke fir dikhayi na di haqiqat koi nazar ko.

Aamada tha krne ko duniyan tabah “mann” ki,
Rasta na koi chhoda ab jayenge kidhar ko.

Mann
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kidhar jaayega by majid in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
....Khushiyan Kidhar Gayee.... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
kisi aur ko ab kidhar dekhta hun.......mann by mann.mann in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Challe gaye ho Kidhar....Kash by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Gham ke baadal chhnt jayenge....... mann by mann.mann in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: September 27, 2012, 11:45:56 AM »
bahut bahut khoob peshkash hazaron daad aur mubarak baad
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #2 on: September 27, 2012, 11:49:47 AM »
bahut bahut shukriya janab saini sahab........
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: September 27, 2012, 12:29:04 PM »
Mann Jee Aadaab!


WaaH jee waaH kia kahne jee bahut khoob... badi hi khoob kalaam
kahi hai janab... aik se badhkar aik ashar aur behad gehre khayaal..


Is umda kalaam par humari dheroN daad O mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile

Likhte rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile




Uljhan main hain ki ab ham jayenge kidhar ko.
Pichhli gali main chhod aaye apne raahbar ko.

bahut khoob ... bade fast ho jee... rahbar ko hi chhod diye..  icon_geek

Kismet main apni jane ye kya likha khuda ne,
Ham wo shajar rahe jo tarse hain samar ko.

WaaH  behad khoob aur behad umdaa kia kahne ashaar kaha hai
waqai daad.. 


Thamta nahin hai kyonkar mera safar kahin,
Is puri kayanat main paya na tere dar ko.

WaaH jee behad khoob daad daad ...

Ab dil ke chaak par to rafu ho na sakega,
Qatron main hi rakhenge ab apne jigar ko.

Aah kia kahne janab waaH behad umdaa daad daad daad... 

Andesha-e-tarik se kuch itna darr gaye the,
Ke fir dikhayi na di haqiqat koi nazar ko.

Bahut khoob achcah sher hai daad.. haaN koi nazar ke bajay
" kisi nazar ko: sahiN hoNga... Usual Smile


Aamada tha krne ko duniyan tabah “mann” ki,
Rasta na koi chhoda ab jayenge kidhar ko.

Waah waah waaH bahut khoob behad achcha maqta raha daad... 

Mann

Logged
premchand
Guest
«Reply #4 on: September 27, 2012, 01:16:53 PM »
man ji wah bahut acha likha he apne
Logged
aqsh
Guest
«Reply #5 on: September 27, 2012, 01:19:35 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #6 on: September 27, 2012, 02:16:23 PM »
Maan ji bahut khoobsurat peshkash.......
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 27, 2012, 03:27:43 PM »
Uljhan main hain ki ab ham jayenge kidhar ko.
Pichhli gali main chhod aaye apne raahbar ko.

Kismet main apni jane ye kya likha khuda ne,
Ham wo sajar rahe jo tarse hain samara ko.

Thamta nahin hai kyonkar mera safar kahin,
Is puri kayanat main paya na tere dar ko.

Ab dil ke chaak par to rafu ho na sakega,
Qatron main hi rakhenge ab apne zigar ko.

Andesha-e-tarik se kuch itna darr gaye the,
Ke fir dikhayi na di haqiqat koi nazar ko.

Aamada tha krne ko duniyan tabah “mann” ki,
Rasta na koi chhoda ab jayenge kidhar ko.

Mann



Mann Ji..Bahut Bahut Khoooooob!!!!

Bahut AChe  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
janumanu
Guest
«Reply #8 on: September 27, 2012, 04:19:57 PM »
Uljhan main hain ki ab ham jayenge kidhar ko.
Pichhli gali main chhod aaye apne raahbar ko.

Kismet main apni jane ye kya likha khuda ne,
Ham wo sajar rahe jo tarse hain samara ko.

Thamta nahin hai kyonkar mera safar kahin,
Is puri kayanat main paya na tere dar ko.

Ab dil ke chaak par to rafu ho na sakega,
Qatron main hi rakhenge ab apne zigar ko.

Andesha-e-tarik se kuch itna darr gaye the,
Ke fir dikhayi na di haqiqat koi nazar ko.

Aamada tha krne ko duniyan tabah “mann” ki,
Rasta na koi chhoda ab jayenge kidhar ko.

Mann

khoob man sahab khoob
Logged
soudagar
Guest
«Reply #9 on: September 27, 2012, 04:29:07 PM »
wah wah wah just awesome creation......hazaron daad aur mubarakbaad mann ji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
mkv
Guest
«Reply #10 on: September 27, 2012, 04:37:52 PM »
Uljhan main hain ki ab ham jayenge kidhar ko.
Pichhli gali main chhod aaye apne raahbar ko.

Kismet main apni jane ye kya likha khuda ne,
Ham wo sajar rahe jo tarse hain samar ko.

Thamta nahin hai kyonkar mera safar kahin,
Is puri kayanat main paya na tere dar ko.

Ab dil ke chaak par to rafu ho na sakega,
Qatron main hi rakhenge ab apne zigar ko.

Andesha-e-tarik se kuch itna darr gaye the,
Ke fir dikhayi na di haqiqat koi nazar ko.

Aamada tha krne ko duniyan tabah “mann” ki,
Rasta na koi chhoda ab jayenge kidhar ko.

Mann

Bahut khoob Mann jee
wah wah wah Applause Applause Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 12 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #11 on: September 27, 2012, 04:49:46 PM »
Uljhan main hain ki ab ham jayenge kidhar ko.
Pichhli gali main chhod aaye apne raahbar ko.

Kismet main apni jane ye kya likha khuda ne,
Ham wo sajar rahe jo tarse hain samara ko.

Thamta nahin hai kyonkar mera safar kahin,
Is puri kayanat main paya na tere dar ko.

Ab dil ke chaak par to rafu ho na sakega,
Qatron main hi rakhenge ab apne zigar ko.

Andesha-e-tarik se kuch itna darr gaye the,
Ke fir dikhayi na di haqiqat koi nazar ko.

Aamada tha krne ko duniyan tabah “mann” ki,
Rasta na koi chhoda ab jayenge kidhar ko.

Mann


bahut khoob Applause Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 19 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #12 on: September 28, 2012, 12:37:08 AM »
bahut badhiya
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #13 on: September 28, 2012, 03:25:08 AM »
bahut bahut shukriya parwaazji....
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #14 on: September 28, 2012, 03:31:06 AM »
bahut bahut dhanyawad premchandji
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 12:39:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer