*-*-*- JHL On Fire -*-*-*

by Just_Hate_Love on May 25, 2006, 06:36:06 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2593 times)
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #15 on: June 10, 2006, 05:53:48 PM »
Thanks a lot Pooja for appreciation ...
I have felt very bad Pooja ...
May i know why dint post any shayari Huh?
She since you dint post i also cant write any ...
Please do me a favour of writing here so that i can also write ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Fire by Friend_4uall in SMS , mobile & JOKES
Fire Brigade by Devdas_online in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Your touch: has left my veins to fire! by abdbundeli in English
fire loat aya by pkgoyal in Miscellaneous Shayri
FIRE OF JOY / MUSKRAAHAT by surindarn in Shairi - E - Zindagi
mrkotians
Guest
«Reply #16 on: June 10, 2006, 11:36:04 PM »
nice one jhl... and very good vicky...

Manzil ko pane ke liye saahil ko paar karna padta hai…
mohabbat karne ke liye dil-o-jaan qurbaan karna padta hai……
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: June 12, 2006, 02:31:57 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Zindagi dar ba dar jaise guzri ho,
Kabhi is dar se kabhi us dar se guzri ho,
Is gumaan mein hai ab guzar jaane ke baad,
Shayad tere dar se bhi ye guzri ho ...


Sorry JHL JI!!! Aggy se khayal rahega...

guzari kaise kaise wo tanha raat
gunjati rahi kano mai, teri her ek wo baat
band ankhein mai tab koi sapna na raha
Pooja rah gai naam ki, rooh ko koi zazba na raha
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #18 on: June 13, 2006, 01:20:32 PM »
Thanks a lot Mk for appreciation and nice one too ...
Keep it up ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #19 on: June 13, 2006, 01:24:25 PM »
Quote from: "Pooja"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Zindagi dar ba dar jaise guzri ho,
Kabhi is dar se kabhi us dar se guzri ho,
Is gumaan mein hai ab guzar jaane ke baad,
Shayad tere dar se bhi ye guzri ho ...


Sorry JHL JI!!! Aggy se khayal rahega...

guzari kaise kaise wo tanha raat
gunjati rahi kano mai, teri her ek wo baat
band ankhein mai tab koi sapna na raha
Pooja rah gai naam ki, rooh ko koi zazba na raha



Guzarti hai to guzar jaane do tanha raato ko,
Jo zakhmo ko gehra kare bhool jaao aisi baato ko,
Jeene ke jazbe ko kabhi kam na karna aur,
Bandh aankhon mein yaad rakhna apni mulaqato ko ...
Logged
dolly
Guest
«Reply #20 on: June 13, 2006, 01:28:37 PM »
bahut ache JHL...v nice........

sondhi hawaayein chalti hain roz...
rukh badal aaj inhe aandhiyon mein badalne do...

door se naa dekho baharon humein...
paas ake taqdeer ko sawanrne do...

ruke ruke se kadam the kabhi...
ab manzil ki taraf inhe badne do.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: June 13, 2006, 02:18:02 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"

Guzarti hai to guzar jaane do tanha raato ko,
Jo zakhmo ko gehra kare bhool jaao aisi baato ko,
Jeene ke jazbe ko kabhi kam na karna aur,
Bandh aankhon mein yaad rakhna apni mulaqato ko ...


Guzarti nahi kisi bhi tarah wo raat
her raat yaad dilaati hai wo bisari hui baat
jeena ka zazba apne app hi kahi gum hua jaata hai
band ankhon mai kayun her dum wo bewafa hi najar atta hai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #22 on: June 19, 2006, 05:42:14 PM »
Quote from: "dolly"
bahut ache JHL...v nice........

sondhi hawaayein chalti hain roz...
rukh badal aaj inhe aandhiyon mein badalne do...

door se naa dekho baharon humein...
paas ake taqdeer ko sawanrne do...

ruke ruke se kadam the kabhi...
ab manzil ki taraf inhe badne do.....



Sawaar degi taqdeer ko meri duaayein,
Na badle aandhi ka rukh kyunki usne tujhe chhua hai,
Mehsus karne de tere badan ki khushbu ko,
Badhte manzil ki taraf kadam tujhe kabhi na rulaaye ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #23 on: June 19, 2006, 05:46:52 PM »
too good Jhl...superbbbb...baaki sabne bhi bahut acha likha hai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #24 on: June 19, 2006, 05:50:02 PM »
Thanks a lot Nikki for appreciating my post ...
Why haven't you written anything Huh?
Agar likhte to khushi hoti ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #25 on: June 19, 2006, 05:57:02 PM »
ok i will try...here i go...

har ghadi jiska khayaal mann mein rehta hai
ussi ko bhoolne ki koshish karti hun
yeh kaise ho sakta hai woh yaad na aaye
ussi ke naam se din shuru karti hun
ussi ki baat pe raat hoti hai

har pal har din uska chehra meri aankhon ke saamne rehta hai
mujhse hazaron sawaal karta hai
aur na jaane kaonsi raaz ki baatein kehta hai
mujhe bholana na-mumkin hai iss baat ka dawa karta hai
koi usse kaise bhula de ..jo dhadkano mein lahoo bankar behta hai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #26 on: June 19, 2006, 06:01:05 PM »
Quote from: "nikki"
ok i will try...here i go...

har ghadi jiska khayaal mann mein rehta hai
ussi ko bhoolne ki koshish karti hun
yeh kaise ho sakta hai woh yaad na aaye
ussi ke naam se din shuru karti hun
ussi ki baat pe raat hoti hai

har pal har din uska chehra meri aankhon ke saamne rehta hai
mujhse hazaron sawaal karta hai
aur na jaane kaonsi raaz ki baatein kehta hai
mujhe bholana na-mumkin hai iss baat ka dawa karta hai
koi usse kaise bhula de ..jo dhadkano mein lahoo bankar behta hai



Its really a fantastic one ...
Jaise bahut saalo baad dard ubhar kar bahar aaya ho ...
Keep writing ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #27 on: June 19, 2006, 06:03:44 PM »
thank u ...aapke kehne pe try kiya...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #28 on: June 19, 2006, 06:06:37 PM »
Sukriya is baat ka ki hamare kehne par aapne ek behtarin shayari ki rachna ki ...
Logged
nikki
Guest
«Reply #29 on: June 19, 2006, 06:14:49 PM »
ek aur pesh karti hun...

woh aise mujhe yaad aane laga hai
na mujhe khud ki khabar hai
na zamaane ka pata
har ghadi uski yaadein, uski baatein
bas wahi mere dil-o- dimaag par chaya hua hai

main aise besudh rehti hun har pal
jaise koi rog lag gaya ho
pyar zindagi ko haseen bana deta hai suna tha
magar pal pal ki maut marna padega yeh pata nahi tha
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 12:31:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.297 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer