...~~Kaash~~...

by HumTum on June 23, 2005, 08:36:43 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1869 times)
HumTum
Guest
kaash tune ye chak jigar ke na diye Hote
lamhe zindagi ke yun rusva na kiye hote

Ilam hota jo phir na mil payenge kabhi
pal vo mohabbat ke chupa liye hote

gar sach yeh mohabbat ki khania hoti
kinare lehron se bichur ke na jeeye hote

kaash hamne tumhe toot ke na chaha hota
aur na jaam judai ke yun piye hote

bebasi mein gar tune haath na chora hota
samjhote zindagi se 'HumTum" na kiye hote

sad5

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kaash................!!! by Neelam in Shayri for Khumar -e- Ishq
kaash by sweet suh in Shayri-E-Dard
kaash by jianrangrej in Shayari -e- Husn
***kaash aap aur ham**** by kaushikbhawna008 in Shayri for Khumar -e- Ishq
{{{{ Kaash }}}} by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: June 23, 2005, 08:38:33 AM »
Quote from: "HumTum"
kaash tune ye chak jigar ke na diye Hote
lamhe zindagi ke yun rusva na kiye hote

Ilam hota jo phir na mil payenge kabhi
pal vo mohabbat ke chupa liye hote

gar sach yeh mohabbat ki khania hoti
kinare lehron se bichur ke na jeeye hote

kaash hamne tumhe toot ke na chaha hota
aur na jaam judai ke yun piye hote

bebasi mein gar tune haath na chora hota
samjhote zindagi se 'HumTum" na kiye hote

sad5

wah humtum,kya khoob likha hai,excellent Usual Smile
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #2 on: June 23, 2005, 08:51:54 AM »
Quote from: "HumTum"
kaash tune ye chak jigar ke na diye Hote
lamhe zindagi ke yun rusva na kiye hote

Ilam hota jo phir na mil payenge kabhi
pal vo mohabbat ke chupa liye hote

gar sach yeh mohabbat ki khania hoti
kinare lehron se bichur ke na jeeye hote

kaash hamne tumhe toot ke na chaha hota
aur na jaam judai ke yun piye hote

bebasi mein gar tune haath na chora hota
samjhote zindagi se 'HumTum" na kiye hote

sad5



wahhhhhhhhh humtum bahutt khoob....................
Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: June 23, 2005, 09:08:03 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "HumTum"
kaash tune ye chak jigar ke na diye Hote
lamhe zindagi ke yun rusva na kiye hote

Ilam hota jo phir na mil payenge kabhi
pal vo mohabbat ke chupa liye hote

gar sach yeh mohabbat ki khania hoti
kinare lehron se bichur ke na jeeye hote

kaash hamne tumhe toot ke na chaha hota
aur na jaam judai ke yun piye hote

bebasi mein gar tune haath na chora hota
samjhote zindagi se 'HumTum" na kiye hote

sad5

wah humtum,kya khoob likha hai,excellent Usual Smile


Shukriya Nidhi ji
Logged
HumTum
Guest
«Reply #4 on: June 23, 2005, 09:08:25 AM »
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "HumTum"
kaash tune ye chak jigar ke na diye Hote
lamhe zindagi ke yun rusva na kiye hote

Ilam hota jo phir na mil payenge kabhi
pal vo mohabbat ke chupa liye hote

gar sach yeh mohabbat ki khania hoti
kinare lehron se bichur ke na jeeye hote

kaash hamne tumhe toot ke na chaha hota
aur na jaam judai ke yun piye hote

bebasi mein gar tune haath na chora hota
samjhote zindagi se 'HumTum" na kiye hote

sad5



wahhhhhhhhh humtum bahutt khoob....................


thanks buddy !!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #5 on: June 23, 2005, 09:57:20 AM »
wah humtum mundeya!!!

yaad karke kya faida un baaton ka,
jinke aaj koi mol nahin,
kab tak sawalo me basar karoge zindagi apni,
jinka aaj koi mol nahin!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #6 on: June 23, 2005, 10:31:53 AM »
Quote from: "Meena"
wah humtum mundeya!!!

yaad karke kya faida un baaton ka,
jinke aaj koi mol nahin,
kab tak sawalo me basar karoge zindagi apni,
jinka aaj koi mol nahin!!


balley balley Punjabi sherni  :wink:

aa hi jati hai yaad aksar whi purani yadien
jinkey chatey huye hum mehkhaney jo jatey hai
dab jatey hai dil ke jazbaat dil mein hi "Meena"
jab saqqi ke hathoon se jaam hum uthatey hai !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #7 on: June 23, 2005, 10:35:41 AM »
lol  :D

gum bhulane ke liye maikhane ki sharab ka kya faida,
woh to pal bhar ke liye hi nasha chadati hai,
nasha karna hai to pyar ka kar "humtum",
phir dekhna mohabbat kya kya rang dikhati hai!!


 :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #8 on: June 23, 2005, 10:40:37 AM »
ab yha ishq ki shayri kerni hai kya !!

peetey hai hum sharab hosh mein aaney ki liye
mehboob ki bevffai ko waffa se nibaney ke liye
kis pyaar ke nashey ki baat kertey ho dost
humney sab nashey paal rakhey hai khud ko staney ke liye !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #9 on: June 23, 2005, 10:45:27 AM »
kya karon, apko dekh kar ishq section ke lyie sher yaad aa jate hai  :wink:


bewafai ko to wafa se nibana hi karta hai,
zindagi gum me hi sahi par guzarna parta hai,
Khuda hi himmat deta hai, toofano se ladne ke liye,
tu bhi hosh me aa ja "humtum", toofano se kyu darta hai!
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #10 on: June 23, 2005, 11:38:46 AM »
Quote from: "HumTum"
kaash tune ye chak jigar ke na diye Hote
lamhe zindagi ke yun rusva na kiye hote

Ilam hota jo phir na mil payenge kabhi
pal vo mohabbat ke chupa liye hote

gar sach yeh mohabbat ki khania hoti
kinare lehron se bichur ke na jeeye hote

kaash hamne tumhe toot ke na chaha hota
aur na jaam judai ke yun piye hote

bebasi mein gar tune haath na chora hota
samjhote zindagi se 'HumTum" na kiye hote

sad5



nice n gr8 one humtum ....!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #11 on: June 23, 2005, 11:41:56 AM »
Very Nice...HumTum & Meena.............
Logged
HumTum
Guest
«Reply #12 on: June 23, 2005, 11:57:57 AM »
Quote from: "salma4u"
Quote from: "HumTum"
kaash tune ye chak jigar ke na diye Hote
lamhe zindagi ke yun rusva na kiye hote

Ilam hota jo phir na mil payenge kabhi
pal vo mohabbat ke chupa liye hote

gar sach yeh mohabbat ki khania hoti
kinare lehron se bichur ke na jeeye hote

kaash hamne tumhe toot ke na chaha hota
aur na jaam judai ke yun piye hote

bebasi mein gar tune haath na chora hota
samjhote zindagi se 'HumTum" na kiye hote

sad5



nice n gr8 one humtum ....!!!


Thanks buddy !! kha gayab rehtey ho :?:  
Logged
HumTum
Guest
«Reply #13 on: June 23, 2005, 11:58:15 AM »
Quote from: "Aryaan"
Very Nice...HumTum & Meena.............


thanks Aryaan !!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #14 on: June 23, 2005, 12:37:18 PM »
Quote from: "Meena"
kya karon, apko dekh kar ishq section ke lyie sher yaad aa jate hai  :wink:


bewafai ko to wafa se nibana hi karta hai,
zindagi gum me hi sahi par guzarna parta hai,
Khuda hi himmat deta hai, toofano se ladne ke liye,
tu bhi hosh me aa ja "humtum", toofano se kyu darta hai!


acha ji .....  :wink:

hosh mein aatey hai hum mehkdey mein janey ke baad
milta hai chen humey armaanooN ko aag lganey ke baad
na janey kitney tofaanooN se lad aaye hai hum "Meena"
dekh !! phir bhi zinda hai khud ko dafnanaey ke baad !!
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 05:38:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer