KAASH

by isha_verma7 on May 14, 2005, 05:57:18 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1153 times)
isha_verma7
Guest
Kaash Tumne Mujhe Hansaaya Hota
Kaash Tumne Mujhe Rulaaya Hota

Kaash Ghusse Se Hi Apna Bulaaya Hota
Kaash Mujhe Yaad Karke Apne Dil Ko Behlaaya Hota

Kaash Meri Yaad Sataati Tumhe
Kaash Mere Binnah Neend Na Aati Tumhe

Kaash Tum Meri Mohabbat Ko Pehchaan Paate
Kaash Ke Tum Hi Mujhe Apna Banna Paate

Kaash Hum Tumhe Apni Baahon Mein Lete
Kaash Hum Tumhaari Zulfon Mein Soh Jaate

Kaash Ke Tum Dil Se Chahte Mujhe
Kaash Ke Apna Saaya Banaate Mujhe

Kaash Hum Teri Aankhon Ka Kajal Hote
Kaash Hum Is Baarish Ka Baadel Hote

Kaash Tum Mere Seene Se Lipat Kar Rote
Kaash Ke Mere Binnah Teri Subha Na Hoti

Kaash Hum Apni Jaan Se Bhi Zyaada Chahte Tumhe
Kaash Tumbin Saans Bhi Na Leh Paate

Aaye Kaash Ye Sab Gham Na Hote
Aaye Kaash Na Tum Rote Na Hum Rote

Aaye Kaash Tum Hote Aur  Hum Hote (nm)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kaash................!!! by Neelam in Shayri for Khumar -e- Ishq
kaash ke mujh sey................................. by shalu in Shayri-E-Dard
;;;;KAASH;;;; by majid in Shayri-E-Dard
Kaash..!! by jassworld in Shayri for Khumar -e- Ishq
KAASH by WAQAS AHMED in Shayeri for Dard -e- Bewafai
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: May 14, 2005, 06:01:27 AM »
kash!
mein teri ankh ka
ansoo hota
tere rukhsar pe behta huwa

tere honton mein jzab hota


Kash!
   Tu meri baat ko isharoon meins majh leti

Tu na aaj mujhay yeh mushikal


byaan hota



Kash!
  tu mujhay samjh leti
aur mein tujhe samjh leta
Logged
HumTum
Guest
«Reply #2 on: May 14, 2005, 06:05:44 AM »
Quote from: "isha_verma7"
Kaash Tumne Mujhe Hansaaya Hota
Kaash Tumne Mujhe Rulaaya Hota

Kaash Ghusse Se Hi Apna Bulaaya Hota
Kaash Mujhe Yaad Karke Apne Dil Ko Behlaaya Hota

Kaash Meri Yaad Sataati Tumhe
Kaash Mere Binnah Neend Na Aati Tumhe

Kaash Tum Meri Mohabbat Ko Pehchaan Paate
Kaash Ke Tum Hi Mujhe Apna Banna Paate

Kaash Hum Tumhe Apni Baahon Mein Lete
Kaash Hum Tumhaari Zulfon Mein Soh Jaate

Kaash Ke Tum Dil Se Chahte Mujhe
Kaash Ke Apna Saaya Banaate Mujhe

Kaash Hum Teri Aankhon Ka Kajal Hote
Kaash Hum Is Baarish Ka Baadel Hote

Kaash Tum Mere Seene Se Lipat Kar Rote
Kaash Ke Mere Binnah Teri Subha Na Hoti

Kaash Hum Apni Jaan Se Bhi Zyaada Chahte Tumhe
Kaash Tumbin Saans Bhi Na Leh Paate

Aaye Kaash Ye Sab Gham Na Hote
Aaye Kaash Na Tum Rote Na Hum Rote

Aaye Kaash Tum Hote Aur  Hum Hote (nm)



kya baat hai isha ji .....  bahot achey copy paste kartey hai aap  :thumb:

jis raat baraste hain tere hijr ke badal
us shab ko kahin subha ka tara nahi hota
yunhi mere Pehlo main chala aata hai aksar
Wo dard Jise men ne Pukara nahi hota...  

HumTum sad5

Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #3 on: May 14, 2005, 06:20:33 AM »
Quote from: "isha_verma7"
Kaash Tumne Mujhe Hansaaya Hota
Kaash Tumne Mujhe Rulaaya Hota

Kaash Ghusse Se Hi Apna Bulaaya Hota
Kaash Mujhe Yaad Karke Apne Dil Ko Behlaaya Hota

Kaash Meri Yaad Sataati Tumhe
Kaash Mere Binnah Neend Na Aati Tumhe

Kaash Tum Meri Mohabbat Ko Pehchaan Paate
Kaash Ke Tum Hi Mujhe Apna Banna Paate

Kaash Hum Tumhe Apni Baahon Mein Lete
Kaash Hum Tumhaari Zulfon Mein Soh Jaate

Kaash Ke Tum Dil Se Chahte Mujhe
Kaash Ke Apna Saaya Banaate Mujhe

Kaash Hum Teri Aankhon Ka Kajal Hote
Kaash Hum Is Baarish Ka Baadel Hote

Kaash Tum Mere Seene Se Lipat Kar Rote
Kaash Ke Mere Binnah Teri Subha Na Hoti

Kaash Hum Apni Jaan Se Bhi Zyaada Chahte Tumhe
Kaash Tumbin Saans Bhi Na Leh Paate

Aaye Kaash Ye Sab Gham Na Hote
Aaye Kaash Na Tum Rote Na Hum Rote

Aaye Kaash Tum Hote Aur  Hum Hote (nm)


hum jise paane ki tamanna dil mein late hain
izhaar karne se pehle, woh kisi aur ke ho jate hain
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #4 on: May 14, 2005, 06:36:47 AM »
Nicely done all of u guys.......good job specially HUM TUM JI........aap toh great ho (sarcasm).....well keep the good work!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #5 on: May 14, 2005, 06:39:50 AM »
aab tu ar raat aur sunha guzra hoon hijar main mein
har rata ko tere nama ki mala jpta rehta hoon mein
har pal tere intezar mein sulgta rehat hoon mein

na jane kiun teri bewafai k agay aisa krta hon mein
Logged
tajinder
Guest
«Reply #6 on: May 15, 2005, 10:51:23 AM »
Ye na thi humari kismat ke visal e yaar hota,
agar aur jeete to yehi intzaar hota,
tere wade pe jiye, to je jaan jhoot jana,
ke khushi se mar na jate agar aitbaar hota,
Logged
Meena
Guest
«Reply #7 on: May 15, 2005, 01:46:16 PM »
wah ji wah.....bohot acha likha sab ne....................................

 :D
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #8 on: June 26, 2005, 01:29:41 PM »
Quote from: "isha_verma7"
Kaash Tumne Mujhe Hansaaya Hota
Kaash Tumne Mujhe Rulaaya Hota

Kaash Ghusse Se Hi Apna Bulaaya Hota
Kaash Mujhe Yaad Karke Apne Dil Ko Behlaaya Hota

Kaash Meri Yaad Sataati Tumhe
Kaash Mere Binnah Neend Na Aati Tumhe

Kaash Tum Meri Mohabbat Ko Pehchaan Paate
Kaash Ke Tum Hi Mujhe Apna Banna Paate

Kaash Hum Tumhe Apni Baahon Mein Lete
Kaash Hum Tumhaari Zulfon Mein Soh Jaate

Kaash Ke Tum Dil Se Chahte Mujhe
Kaash Ke Apna Saaya Banaate Mujhe

Kaash Hum Teri Aankhon Ka Kajal Hote
Kaash Hum Is Baarish Ka Baadel Hote

Kaash Tum Mere Seene Se Lipat Kar Rote
Kaash Ke Mere Binnah Teri Subha Na Hoti

Kaash Hum Apni Jaan Se Bhi Zyaada Chahte Tumhe
Kaash Tumbin Saans Bhi Na Leh Paate

Aaye Kaash Ye Sab Gham Na Hote
Aaye Kaash Na Tum Rote Na Hum Rote

Aaye Kaash Tum Hote Aur  Hum Hote (nm)



Bahut hi accha hai isha ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 11:20:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.166 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer