Kabhi Main Bhi Apne Dil ki Baat Sunana Chaahta Tha "Khwaish"

by khwaish on March 12, 2010, 10:15:36 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 6955 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: March 18, 2010, 08:25:33 AM »
very very nice khwaish ji... wah...

jasbir singh

Thankyou Sooooooooo Much Jasbirji Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #16 on: March 19, 2010, 01:08:51 PM »
Dil Ki Dastaan Sunana Chaahta Tha
Main Bhi Muskurana Chaahta Tha...

Meri Kuch Majbooriyon Ne Qaid Kiya Hai Mujhe
Varna Main Bhi Panchiyon Ki Tarah Udna Chaahta Tha....

Tufaan Ke Darr Se Kabhi Zindagi Ki Kashti Par Sawaar Hi Naa Hua,
Varna Main Bhi Apni Himmat Aazmaana Chaahta Tha...

Auron Ke Faislo Ko Naa Jaane Kyon Khud Ka Faisla Maan Liya Maine!!!!
Kabhi Main Bhi Apni Dil Ki Baat Sunana Chaahta Tha....

Sharto Ke Dam Par Kabhi Zindagi Nahi Guzarti,
Eh Nadaan!!! Tujhe Yeh Batlaana Chaahta Tha....

Yuhi Kisi Raah Par Kuch Der Ke Liye Rukh Gaya Tha Main,
Yeh Naa Soch Ke Main Yuhi Halaat Se Haar Maana Chaahta Tha....

Meri Baaton Par Ab Aitbaar Nahi To Naa Sahi,
Yehi Sach Hai Aur Main Sirf Sach Dikhlaana Chaahta Tha....

Abhi To Aur Bhi Log Aayenge Mujhe Galat Tehraane Ke Liye!!!!
Par Koi Gham Nahi,Main Sirf Apne Khuda Ke Aage Apna Sar Jhuklaana Chaahta Tha..

Agar Kisi Insaan Ki Sachai Ko Parakhni Ho To Uski Nazron se Nazrein Milakar Dekh
Par Chodd Ab inn Baaton Ko,Main Puraaane Kisso Ko Nahi Dohraana Chaahta Tha..

Par Yeh Na Sochna Ke Ab "Khwaish" Ko kisi Baat Par Ka Koi Dard-o-Ranj Nahi!!!
Mere Dard Ko Dekh Kar Aaena Bhi Mujhse Nazre Churaana Chaahta Tha....

                   ~~~~~Khwaish~~~~~


Jaane kyun Dost, aapki ye shayari kahin andar tak utar gayi....mere paas lafz nahin batane ko ki mujhe ye kitni achchi lagi !!

Bohot bohot khoob Khwaish Dost
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: March 19, 2010, 01:38:57 PM »
Jaane kyun Dost, aapki ye shayari kahin andar tak utar gayi....mere paas lafz nahin batane ko ki mujhe ye kitni achchi lagi !!

Bohot bohot khoob Khwaish Dost

Talat dost!!! Aapne Uss Ehsaas,Uss Jazbaat Ko Bakhoobi samjha Hai, jis Jazbaaton mein Aakar maine Yeh shayari Likhi Hai..

Teh Dil se Shukriya Dost!!! jab Bhi Aapke Comments Pashta Hoon,Yakeen Ho Jaata Ke Maine Kuch Acha Hi Likha Hoga..Ho sake To Aap Bhi zaroor Kuch Likhiyega..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: March 26, 2010, 03:14:08 PM »
Bahaut khoob Dost...Applause

Bahut Bahut Shukriya Bhai Rahim Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: April 03, 2010, 03:35:20 PM »
Wah wah Khwaish ji,great work,dil ko chu jaati hai aapke har ek kavita.midblowing creation.excellent Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause

Bahut Bahut Shukriya Dear Madhu.. icon_flower
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #20 on: April 05, 2010, 12:41:56 PM »
THANX Nikhar ji.
bahut khoob suresh ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #21 on: April 05, 2010, 12:55:20 PM »
Bahut khoobsurat kavita likhi hai aapne Khwaish ji... bahut pyaari kavita hai...!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: April 06, 2010, 07:10:07 AM »
wah khwaishji wah. bahut khoob.
TERE SIWA AUR KAUN KEHTA HAI BEWAFA HOON MEIN.
MEIN TO BUS APNI MOHABBAT  AAJMAANAA CHAHTA THA.

ZARAA SI BAAT PE TUM CHAL DIYE PALAT KE NA DEKHA.
WAHI HUA JISKA SHAQ THA MEIN YE KHUD KO DIKHANA CHAHTA THA.

Thankyou Soooooooo Much Sureshji..

Aur bahut Khooob Likha Aapne.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #23 on: April 06, 2010, 08:22:14 AM »
Dil Ki Dastaan Sunana Chaahta Tha
Main Bhi Muskurana Chaahta Tha...

Meri Kuch Majbooriyon Ne Qaid Kiya Hai Mujhe
Varna Main Bhi Panchiyon Ki Tarah Udna Chaahta Tha....

Tufaan Ke Darr Se Kabhi Zindagi Ki Kashti Par Sawaar Hi Naa Hua,
Varna Main Bhi Apni Himmat Aazmaana Chaahta Tha...

Auron Ke Faislo Ko Naa Jaane Kyon Khud Ka Faisla Maan Liya Maine!!!!
Kabhi Main Bhi Apni Dil Ki Baat Sunana Chaahta Tha....

Sharto Ke Dam Par Kabhi Zindagi Nahi Guzarti,
Eh Nadaan!!! Tujhe Yeh Batlaana Chaahta Tha....

Yuhi Kisi Raah Par Kuch Der Ke Liye Rukh Gaya Tha Main,
Yeh Naa Soch Ke Main Yuhi Halaat Se Haar Maana Chaahta Tha....

Meri Baaton Par Ab Aitbaar Nahi To Naa Sahi,
Yehi Sach Hai Aur Main Sirf Sach Dikhlaana Chaahta Tha....

Abhi To Aur Bhi Log Aayenge Mujhe Galat Tehraane Ke Liye!!!!
Par Koi Gham Nahi,Main Sirf Apne Khuda Ke Aage Apna Sar Jhuklaana Chaahta Tha..

Agar Kisi Insaan Ki Sachai Ko Parakhni Ho To Uski Nazron se Nazrein Milakar Dekh
Par Chodd Ab inn Baaton Ko,Main Puraaane Kisso Ko Nahi Dohraana Chaahta Tha..

Par Yeh Na Sochna Ke Ab "Khwaish" Ko kisi Baat Par Ka Koi Dard-o-Ranj Nahi!!!
Mere Dard Ko Dekh Kar Aaena Bhi Mujhse Nazre Churaana Chaahta Tha....

                   ~~~~~Khwaish~~~~~


Bahut khoob Khwaish Ji
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #24 on: May 14, 2010, 05:50:41 AM »
BAHUT KHOOB LIKHA HAI AAPNE KHWAHIS JI....
USSE KUCHH MILTA-JULTA LIKH RAHA HU PLZ BURA MAT MANIYEGA... AAPKI YE DARD BHARI GHAZAL LAGBHAG HAR KISI KE EHSASO SE MILTI JULTI HAI....ISILIYE EK CHHOTI SI KOSHIS KAR RAHA HU...



KHWAHIS MUJHE BHI HAI DOSTO KI,
DOST MAI BHI BANANA CHAHTA THA.,
PAR NA MILA KOI GHAM ME SAATH DENE WALA,
JISSE MAI APNA GHAM BANTNA CHAHTA THA.,

KHUSHIYA TO HAI HI NAHI MERE PAAS,
ISILIYE USKI KHUSIYO KO APNANA CHAHTA THA.,
AB JO HUM AKELE HAI TO KYA KARE "KHWAHIS",
MAI BHI APNI TANHAYI BHULANA CHAHTA THA.,


***SHUKRIYA***
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #25 on: May 14, 2010, 05:56:33 AM »
Bahut khoob Touhid jivery touching lines. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #26 on: May 14, 2010, 05:59:12 AM »
shukriya madhu ji........

Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #27 on: October 08, 2010, 01:18:47 PM »
Waah bahut khoob khwaish ji...
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #28 on: July 29, 2011, 07:23:31 PM »
saand joke padhlo dosto..
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 05:39:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.19 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer