kehte hai mujhse

by majid on July 23, 2006, 07:22:14 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 5378 times)
Rajbir
Guest
«Reply #15 on: October 26, 2006, 08:36:26 AM »
Majid

Bahut din baad tumhara likha kuch padhne ko mila !

Bahut achcha likha hai !

Keep it up !

Rajbir
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kuchh Kehte Hai..... by Zainulabedin in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
KEHTE HAIN by nisha00 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Aur Log Kehte Hai Tanhayi Hai... by angel4u in Shayri-E-Dard
Log kehte hai by love_point12321 in Other Languages
Main So Jaaoon Ya Mustafa Kehte Kehte,. by Azeem Azaad in Share:Devotional Poetry « 1 2  All »
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #16 on: October 28, 2006, 08:03:29 AM »
Mehfil ki ronak agar hum hote to sher ka duar khatm na hone dete,
Agar baant sakte hum teri kismat ko to tere jism par zakhm na hone dete ...
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #17 on: October 28, 2006, 05:21:12 PM »
nice!!

zakhm jism pe mile sehe lenge hum,
par di ki chot ko kaise bhare hum,
tum bewafa hue to tumari fitrat hai yeh,
kyu kise se yeh shikayat kare hum!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: October 29, 2006, 12:27:10 AM »
Quote from: "majid"
Jab zindgi karke kinaara guzar gayi,
Phir zikr kyo kare woh kahaa aur kidhar gayi?

Ye nahi gilaa sa sang humaare naseeb main,
Dekha tuje jo saath to zara si aakhein bhar gayi,

Chhupana logo se mushkil hua kabhi,
Lekin aaj ye aaina kehne laga meri tasvir kidhar gayi?

Roti thi ye zindgi aksar dohraake teri ye gazal E "ASHQ"
Doob gayi iss maazi ki kashti na jaane kahaa gayi???


wah kaya baat hai majid ji.... good work JHL ji and meena....

gila na tujse na us khuda se
ek bharm abhi bhi hai, apni wafa se......
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #19 on: October 29, 2006, 09:50:27 AM »
dhayawad didi!!!

:d
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #20 on: November 05, 2006, 07:52:16 AM »
Duniya mein koi kisike liye kuchh nahi karta,
Marne waale ke saath har koi nahi marta,
Are marne ki baat to door rahi,
Yaha to zinda hai phir bhi koi yaad nahi karta ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #21 on: November 05, 2006, 07:52:40 AM »
Duniya mein koi kisike liye kuchh nahi karta,
Marne waale ke saath har koi nahi marta,
Are marne ki baat to door rahi,
Yaha to zinda hai phir bhi koi yaad nahi karta ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #22 on: November 05, 2006, 07:52:57 AM »
Duniya mein koi kisike liye kuchh nahi karta,
Marne waale ke saath har koi nahi marta,
Are marne ki baat to door rahi,
Yaha to zinda hai phir bhi koi yaad nahi karta ...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #23 on: November 05, 2006, 08:11:56 PM »
bahut achhe ..................
Logged
angel4u
Guest
«Reply #24 on: November 08, 2006, 05:26:27 PM »
tum hi ho bandar... Puzzled !

Ek muddat ki thakaan hia,
aur zindagi ke maathe par shikan hai,
nazar mein taweel sehra hai,
aur paanv mein kaanto ki chubhan hai,
sochti hoon to gumaan lagta hai,
aur dil mein barabar lagi lagan hai,
neend kaise manaun, palkein moond na paun,
ye jo toote khwabonki chubhan hai,
ilahi jo aankho mein thair gayi hai wo soorat,
mita doon ya jaga doon ye uljhan hai,
kyon ulajh rhai hoon lehron se jab ke
jeewan pyaas hai aur pyaas jeevan hai...
* * * * *
Logged
ranjana
Guest
«Reply #25 on: November 09, 2006, 08:02:29 AM »
jaane kiske pyaar ka koi sapana hai meri aakho mein
ab yahan koi aur khwaab bhi tikata nahi hai

naam ji likha  gaya har dil ke paane per tera
ab yahan aur koi naam dikahta nahi hai

hamne ek pal ko  unse milane ke liye kaat di tanahiyaan
ab unse milne ka is tashahata yeh dil bahaana koi hai!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #26 on: November 09, 2006, 08:21:22 AM »
hum  usi faasle se aapko mil lenge
jo fasala aap denge mere dil ko

jalega yeh dil mera yadi aapke naam se
toh seh lenge hans ke hum bhi is dard ko !!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #27 on: November 09, 2006, 08:30:43 AM »
teri hi aankho mein likhi hai mere dil ki dastaan koi
warana yahan mere darde dil ko koi jaanta na thaa

muskarahat jo mujhe kabhi dikhi mere labo per
wah teri hi ki hui  mujhse kuch baato ka hisaa hi toh thaa!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #28 on: November 09, 2006, 08:55:06 AM »
bahut khoob ...

yuh dil ke dard ki koi aah na bhar
na jaane kitne afsaane bana legi yeh duniya

samajah le bas meri nazaro ke ishaare
inhi palo ko yaad karte karte ab basegi teri meri duniya!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #29 on: November 09, 2006, 09:17:01 AM »
tera milna ek haseen khawab hai magar
na jaane is mein kitne hi dard ki aah hai

basi hai in nighaao mein suart hi teri
per kehana yeh diniya ke saamne gunaah hai !!
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 03:40:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.199 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer