Kho Diya Ek Aur Sher-e-Arab Humne,..

by Jaanasheen on January 03, 2007, 01:13:13 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 6179 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Hai Doston,..
Phirse Aaya Hoon Main Yoindia Pe After A Long Break,..

Saddam Hussain Ki Maut Ka Zikar Karne,..
Agar Kisi Ko Mera Likha Hua Bura Lage To Maafi Chahta Hoon...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
humne chod diya .. by sweet_gal in Shayri-E-Dard
Chod diya humne... by Pundreek in Shayri for Dard -e- Judai
Tujh ko paa kar bhi kho diya humne...!! by Talat in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Bazm me Humne paan kha kha ke sunaye aise sher by @kaash in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Humne phool diya tha khoobsorat gulab ka. by pawan16 in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 03, 2007, 01:32:56 PM »
Uthaa Jo Banke Sholaa Sar Zameen-e-Iraq Pe,..
Zaleemo Ke Haathon Se Wo Bujhaaya Gaya,..

Thi Jiski Hasti Ek Itihaas Banke, Saari Kaynaath Mein..
Uski Sultanat Ko Badi Muskil Se Mitaaya Gaya,..

Tha Jiska Ruaab Saare Arab Me, " Darte The Jiske Naam Se,..
Usko Angrezon Ke Haathon Se Marwaaya Gaya,..

Phir Bhi Hum Uske Kaarnaame Mitaa Nahi Sakte,..
Uske Jalwe Kabhi Bhoolaa Nahi Sakte,...
Kya Hua "Jaansheen" Agar Use Phansi Pe Latkaaya Gaya,..

Aaj Bhi Dhadakta Hai Dil Kahin,. Saddam Hussain Ki Dhadkan Bankar.,.
Banega Koi Phirse Uske Jaisa, Jise Duniya Ki Nazar Mein Dushman Banaaya Gaya,..

________________________-Azeem-________________________

May Ur Soul Be In Peace,...



Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: January 03, 2007, 01:39:27 PM »
Sorry Saddam Bhai,..
Hum Kuch Na Kar Sake,..
bas Duaa Karte hain Ki Aap Ko Jannath Mile,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: January 03, 2007, 06:22:13 PM »
wonderfull  Azeem...........:oops:  so  touching........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 04, 2007, 01:47:11 PM »
Shukriya Bhaijaan,.
Aap Ne Kuch Likha Nahi,..
Logged
paani
Guest
«Reply #5 on: January 08, 2007, 10:51:24 AM »
Quote from: "majid"
Boaht Khoobsurat ehsas hain aapke bhai...


shambhal jaao logo dushman saara zamaana hai.
na Hindu na muslim ab insaaniyat nishaana hai.
koi parwah nahi inhe, koi mare ya jiye.
chahat hai inki sirf taaqat, SADDAM to ek bahaana hai.
kab tak ye zulm karenge. ek deen to ye thakenge.
sabar karne se kya milega duniya ko ye dikhana hai.
waar karne do inhe bus tum ab sabar karna
Dua..o.. ko banaao hathiyar tumhe ab haath uthana hai.
kehte hain mazlum ki dua arshe..e.Azeem hila deti hai
Dua karo..e..logo ab arsh..e..Azeem hilana hai.
Aao yaaro hume milke inshaniyat ke dushmano ko mitana hai.



waise main ise dubaara post kar raha hoon
kyun ki maine yahi munashib samjha so kar diya


Majid Bhai.. Bahut hi "Zruri" sa likha hai aapne.. Keep it going
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: January 09, 2007, 02:06:36 PM »
bahoot Khoob majid Bhai,,..
Kamaal Ka Likha hai Aapne,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 09, 2007, 02:12:19 PM »
Tu Hindu Banega na Musalmaan Banega,..
Insaan Ki Aulaad Hai insaan Banega,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 09, 2007, 02:37:16 PM »
Khoya Jo Sitaara Humne,..
Kahin Na Kahin Wo Phirse Jagmaagayega,..

Zaleemo Ko Aaj nahi To Kal Hi sahi,..
Unke Mooh Se nakhaab Uthaayega,..

Jo kar Rahe Hain Khoon Ataank Ka Naam Lekar,..
Wohi Ataank Philaa Rahe Hain Aman Ka Naam lekar,..
Inka Asli Maqsad Koi Na Koi To Duniya Ko Dikhaayega,..

___________________-Azeem-_______________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: January 09, 2007, 03:03:55 PM »
Shukriya Bhijaan,,.
Intezaar Rahega Aapki Post Ka,..
Logged
shyama
Guest
«Reply #10 on: January 04, 2009, 04:48:18 PM »
mere rab ki taaqat ko aazmatein hein
naadan hein to zulamton ke pahaar girate hein
na aazmaa mere rab ki taaqat aur ae haiwaan
ke itihaas gavah hai tu pehle bhi uss ke qehr nahin bach sakka

ya rab tu apni taaqat, apni huqmat unhein dikha de
maare jo tere massom bando ko uss zaalim ko mita de
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: January 04, 2009, 07:49:58 PM »
mere rab ki taaqat ko aazmatein hein
naadan hein to zulamton ke pahaar girate hein
na aazmaa mere rab ki taaqat aur ae haiwaan
ke itihaas gavah hai tu pehle bhi uss ke qehr nahin bach sakka

ya rab tu apni taaqat, apni huqmat unhein dikha de
maare jo tere massom bando ko uss zaalim ko mita de
 

Nice One Shyama Ji,.
Waise Do Saal Poraana Post Kaise Nikaale,.
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #12 on: January 04, 2009, 07:59:07 PM »
mere rab ki taaqat ko aazmatein hein
naadan hein to zulamton ke pahaar girate hein
na aazmaa mere rab ki taaqat aur ae haiwaan
ke itihaas gavah hai tu pehle bhi uss ke qehr nahin bach sakka

ya rab tu apni taaqat, apni huqmat unhein dikha de
maare jo tere massom bando ko uss zaalim ko mita de
 

Bohat khoob.. umda  Applause
Sajid Hadayat
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 27, 2016, 04:31:10 AM »
 Shukriya Doston
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 12:21:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer