dohkay ko dokay kay sath jaya nahi jata
zindge ka ik pal ks ky bina guzara nahi jata
chamn maie suba ko yu bolaya nahi jata
yu tu pholo per zulm dhala nahi jata
kisie kay bena 1 pal guzara nahi jata
bahar kay musam maie kazayie ko bolaya nahi jata
shama ko perwanaie per wara nahi jata
zindge ko bhoj samj ker ghuzara nahi jata
ankho say yuhi ansoo garaya nahi jata
kisie kay bena 1 pal guzara nahi jata
sawan maie pyslie yadoo ko bholaya nahi jata
palko per kis ka sapna sajay nahi jata
os kie har baat ko yu apnaya nahi jata
sheqwoie ko yu zaban per laya nahi jata
kisie kay bena 1 pal guzara nahi jata
dard kay sath zindge ko guzar nahi jata
kissie ko yuhi pana humdard banaya nahi jata
hontoo per kiss ka name yu llaya nahi jata
darakto ko sayay say yu lamba ky nhai jata
kisie kay bena 1 pal guzara nahi jata
kiss ko shis mahul maie yu bolaya nahi jata
gharoo ko yu mahful maie yu bolaya nahi jata
kis kie kamzoor say tu yu khala nahi jata
kis ko mala ker apno say juda yukya nahi jata
kisie kay bena 1 pal guzara nahi jata
dosto ko yu bych rah maie yu chora nahi jata
sansoo ko zindge per wara nahi jata
bana koushes kuch hasil kya nahi jata
calty hoie waqt ko yu roka nahi jata
kisie kay bena 1 pal guzara nahi jata
sansoo say sabnam ko nakala nahi jata
dil say dharkan ko nakal nahi jata
phollo say khusboo ko nakala nahi jata
is terha mujh say tujh nikala nahi jata
kisie kay bena 1 pal guzara nahi jata
wah wah