| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							 kooi in havaaone se puche ye itne shital sii kyoun hain garm lava main bhi  ye lageti thandii se kyoun hain jevan ko jene ke liye  inki hoti jarorat kyoun hai aag bhi jalaayein toh bhi  aag bujhaao toh bhi hoti inki jarorat kyoun hai
 
  khile phoolon se kooi puche  wo raat main aisa karti kya hai jise dekha tha aaj hin khile huye subah wo sadkoon pe bichi kyoun hai havaao ne unko cheda hai fir bhi hava badnaam nahi kyoun hai sabhi jagah inki hoti jarorat kyoun hai..............
 
  hava toh sabka meet hai  sabko deta jeevan sangeet  hai khud ko jalakar deti sabko siiit  hai aise hava ko kooi kaise na pyaar kare  jo unke tan ki khushbu ka ehsaas karaaye aise hava se  kaise kooi door rahe  chaahe wo chupke se unko chuaa kare meri soutan bana kare par unka sandes mujhe bas deti rahe  chaahe hazaaro saal unke saath rahe........unko jeevan deti rahe.
 
  ........................................
 
  .......................pata nahi kya likhna chaahti thi .........jo sahbdoon main piroo nahi paai ..............jisse likhna aata hai kya wo is bhav ko sahi roop de sakta .hai............agar haan toh plz ...........kooi banaaye issee dhang ka poem ..................mujh se toh nahi bana .................. 
                                            
                                             
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #1 on: December 19, 2005, 10:39:55 AM »   | 
								
						 | 
							 
 chupke se jab tum  ...................kaano main kutch kehte ho  ............................suno main sun nahi paati tumko tumhaari saanso ke  ......................garm hava se mann main ek lehar si  ............................uttth jaati hai na jaane aankhe band or  ......................saanse tej kyoun ho jaati hai 
 
  ji karta hai bas .................tum aise hin kutch kehte raho pass mere issi bahaane  ....................bas u hin khade raho  tumhaari saanse mujhe bas  ........................u hin chooti rahe  gaal tumhaare mere gaalon se  ...........................aise hin satte rahe  labb tumhaare kisi bahaane  ...........................mujhe aise hin chute rahe 
 
  kaash ! haan kaash  .................kutch kehne ko mere paas bhi ho main bhi tumhaare kaano maine  ................chupke se kutch kaha karoon tumhaare kaandhoon ko kisi bahaane  ......................aise hin choooa karoon haathon se tumhaare gaal ko ..................... chupke se chuaa karoon dil ki dhadkan ko tumhaare  ...................apne siine pe mehsoos karoon kisi bahaane hay ! kisi baahane tumhaare nazdiik  ........................aise hin aaya karoo.......... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #2 on: December 19, 2005, 11:02:23 AM »   | 
								
						 | 
							 
 do badan ki khushboo mil jaaye aise  ek naya khushboo ban jaaye  jaise  saanso se saanse mil jaaye aise  garm kooi laava bane jaaye jaise  aao mil jaaye ek dusre se aise  ek naya pehchaan mil jaaye jaise  do badan ek jaan hon hum  jaise .................. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #3 on: December 19, 2005, 10:04:50 PM »   | 
								
						 | 
							 
 khuda bhi naa jaane  ....................kya kya karte rehte hain har ghadi na jaane kyoun  .....................imtihaan lete rehte hain aankho ko chmak dikha kar mann main abhilaasaha jaga kar niymoono ka na jaane kyoun ................. pool baandh dete hain door khade tadpata dekh  ...............na jaane kya sochte rehte hain khushi  meri dekh na jaane kyoun  ................khfa ho jaate hain hasne se pehle hin assonoko  ......................bhej dete hain assono se ladta dekh_  ..................or ek naya dard bhej dete hain data aab to rehm karo ki  ............... ek insaan hoon main aapke jaisi nahi kooi  .................bhagwaan  hoon main  meri hin  kisamt  ..................aisi kyoun hai meri hin aasoono ki   .................aapko jarorat kyoun hai reham khuda ...maana aapki  .................chaheti hoon main khush hoon ki  rehti  humesha  ..................aapke karreb hoon main itne se mann bhrata nahi mera  ........ kya kroon ki  ...............mere dil ki ek kone ko ..................... jaroorat unke pyaar ki hai............. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #4 on: December 20, 2005, 09:12:05 PM »   | 
								
						 | 
							 
 chand se bhi sunder mera pyaar hai chaand se bhi jayaada unmaine gumaan hai  har baat pe apni muskaan deta hai ek saath na jaane kitno pe waar  karta hai usspe unki aadaayin ki wo samjhte kutch nahi  kooi unke khaatir bimaar hai unko khbar nahi  chalte aise  hian jaise kooi mastaana sa ho paas jaao toh dikhte viraana se hain wo ye ada unki dil churaane ki hai apne jaalon main sabko fasaane ki hai  dorr se wo dikhte bade bhole_bhaale jaise hain vise wo hain bhi bade hin sidhe jhlebi jaise hain kehte hain itna sidha toh nahi hoon main  bas barfi jaisa hin hoon main hay! unka har baat pe aise  hasna  jaise khud bade hoshiyaar or mera kam_akal hona kooi unse keh de hum bewakoof nahi hain hai muhobbat unke hasi se  issliye bante thode kam_akal hain hum .......... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #5 on: December 22, 2005, 06:48:25 PM »   | 
								
						 | 
							 
 suniye mujhe  pyaar se padha karo  dimaag jyaada na lagyaa karo  mere bhavoon ko hin bas samjha karo  kaisa likhti hoon ye na bataaya karo ...........its for u hero ji..haha  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							mili_genie
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #6 on: December 22, 2005, 06:51:30 PM »   | 
								
						 | 
							 
 badhiya hai tanjha ji..... nice... keep writing...   
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #7 on: December 22, 2005, 07:09:26 PM »   | 
								
						 | 
							 
 mili iiiiiiiiiiiiiiiiiiii............................. ..............
 
  ...................
 
  ................................................. aapko swaad badhiyaa laga iskeliye thanks...............
 
  ....................................bye tc 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #8 on: December 25, 2005, 09:58:05 AM »   | 
								
						 | 
							 
 hadd se jyaada kisi ki taaref na kijiyega sach ! pachtana pad jaayega wo tumko hin sare aam bura keh jaayega gumaan usko itna ho jaayega ........he he  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							badnaam_shayar
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #9 on: December 25, 2005, 10:30:09 AM »   | 
								
						 | 
							 
 wow tanha achhi collection hai............very gud.........    
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #10 on: December 25, 2005, 12:11:16 PM »   | 
								
						 | 
							 
 thankssssssssssssss 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #11 on: December 25, 2005, 12:11:43 PM »   | 
								
						 | 
							 
 thankssssssssssssss 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #12 on: December 26, 2005, 09:45:57 PM »   | 
								
						 | 
							 
 mujhe yaad hai tumhari saari baatain apne wo saare haseen mulaakatain har wo baat jo tumne kahi thi  jindagi wo pal jo humne saath bitai thi  wahi hai meri yaadon ka gehna tum bhi humesha ye yaad rakhna  mujhe khud se kabhi na door karna  main bas tunhaari hin hoon sajnaa
 
 
 
  sach hai aaj bhi bas itna hin chahti hoon  dil se keh do ki pyaar hai itna hin maangti hoon  tumhaare yadon main basna chahti hoon har ghadi khushi bankar dil main rehna chahti hoon tumhaare aankho ki roshni main chamkna chahti hoon tum jahan bhi dekho nazar aaon main aisi tasveer banna chahti hoon.......................
 
 
  keh do ek baar sajna  itna kyoun pyaar sajna  hai mujh main aisa bhi kya re ......................sach tumhaare shabdoon main khona chahti hoon ......ha ha ha 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #13 on: December 27, 2005, 11:35:50 AM »   | 
								
						 | 
							 
 kaha ho tum chale aao  ki ek ek din bhaari padta hai ek ek din karke saal gujar jaata hai saal aise guzrate rahe toh zindagi guzar jaata hai zindagi guzar gayi toh lout ke na kooi aata hai bina ichcha purti marn ko bhoot banna padta hai bhoot ko fir sabko pareshaan karna padta hai bhoot pareshan karega toh sabko drana padta hai fir har haal main bhoot ko dar dar ke yaad karna padta hai or apne kismat pe rona padta hai ..........ha ha .....just kidding .............. 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							tanhachand
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #14 on: December 29, 2005, 11:52:39 AM »   | 
								
						 | 
							  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	 |