Kuch Aise Bhi Faisle "Khwaish"

by khwaish on May 11, 2012, 11:26:01 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1577 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Mere Door Jaane Se yeh Waqt Nahi Rukha,
Yeh Saansein Nahi Rukhi To Phir Tumhari Zindagi Kaise Rukh Gayi,
Jo Waqt Hum Saath Bitaa paate Naa Woh Tumhare Bas Mein The Naa Mere,
Woh To Sirf Ek Kalpana Hai Aur Kalpana Ke Liye Kaisa Rona,
Yaad Woh Rakho Jo Waqt Humne Saath Beetaye Hai
Aur Tum jab Woh Waqt Yaad Karogi To Sirf Muskuraogi..
Main jaanta Hoon Bhoola Nahi Sakogi Mujhe,
Lekin Yaad Kuch Yuh Rakhna Ke Tumhare Jeene Ke Kaam Aa Sakoon

                     ~~Tum Bin~~



RishtoN Ki Ehmmiyat Bataate Hai Faasle
Door Rehkar Bhi Kareeb Le Aate Hai Faasle

JahaaN Bhi Rehta Hoon Teri Baat Karta Hoon
Jazbaat Ko lafzoN Mein Sunaate Hai Faasle

Har Koi Uljha Hai Apni Hi Uljhano Mein
TanhaiyoN Mein bahut Rulaate Hai Faasle

Kabhi Waqt To Kabhi To Kuch Halaat Ke Sadke
Insaan Ko Bahut Tadpaate Hai Faasle

Kuch Nishaniyan Jo Ab Bhi Dil Ke Kareeb Hai
Hardum Harpal Kisi Ki yaad Dilaate Hai Faasle

Des-Pardes Mein Kitne Apne Bichde Hai...!!!
Ashq AankhoN Mein Le Aate Hai Faasle

Jism To Do The Par Dil Ek Naa Ho Saka..!!!
Kuch Aise Bhi Faisle Sunaate Hai Faasle

Chehre Par Khokli Si Muskaan Sajaa Kar
AankhoN Se Sab Kuch keh Jaate Hai Faasle


                ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
Anahita
Guest
«Reply #1 on: May 11, 2012, 11:28:53 AM »
Niiice  Thumbs UP
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
soudagar
Guest
«Reply #2 on: May 11, 2012, 11:33:51 AM »
Mere Door Jaane Se yeh Waqt Nahi Rukha,
Yeh Saansein Nahi Rukhi To Phir Tumhari Zindagi Kaise Rukh Gayi,
Jo Waqt Hum Saath Bitaa paate Naa Woh Tumhare Bas Mein The Naa Mere,
Woh To Sirf Ek Kalpana Hai Aur Kalpana Ke Liye Kaisa Rona,
Yaad Woh Rakho Jo Waqt Humne Saath Beetaye Hai
Aur Tum jab Woh Waqt Yaad Karogi To Sirf Muskuraogi..
Main jaanta Hoon Bhoola Nahi Sakogi Mujhe,
Lekin Yaad Kuch Yuh Rakhna Ke Tumhare Jeene Ke Kaam Aa Sakoon

                     ~~Tum Bin~~



RishtoN Ki Ehmmiyat Bataate Hai Faasle
Door Rehkar Bhi Kareeb Le Aate Hai Faasle

JahaaN Bhi Rehta Hoon Teri Baat Karta Hoon
JazbaatoN Ko lafzoN Mein Sunaate Hai Faasle

Har Koi Uljha Hai Apni Hi Uljhano Mein
TanhaiyoN Mein bahut Rulaate Hai Faasle

Kabhi Waqt To Kabhi To Kuch Halaat Ke Sadke
Insaan Ko Bahut Tadpaate Hai Faasle

Kuch Nishaniyan Jo Ab Bhi Dil Ke Kareeb Hai
Hardum Harpal Kisi Ki yaad Dilaate Hai Faasle

Des-Pardes Mein Kitne Apne Bichde Hai...!!!
Ashq AankhoN Mein Le Aate Hai Faasle

Jism To Do The Par Dil Ek Naa Ho Saka..!!!
Kuch Aise Bhi Faisle Sunaate Hai Faasle

Chehre Par Khokli Si Muskaan Sajaa Kar
AankhoN Se Sab Kuch keh Jaate Hai Faasle


                ~~~~~Khwaish~~~~~



icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut icon_salut


lajawab behisab gehra soch ka samandar aur upar se aapki kalam ka jadu....yoindia ka koi member agar aapki rachna na padhe to yoindia ka safar adhura hi reh gaya uska samjho....i really salut you..... notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #3 on: May 11, 2012, 11:44:02 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut bahut bahut khoob.... Usual Smile
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: May 11, 2012, 12:30:47 PM »
bahut khoob
Logged
sarfira
Guest
«Reply #5 on: May 11, 2012, 01:17:12 PM »
sahi kaha aapne Khwaish ji
bahot kuch keh jate hain ye Faasle

bahot khoob kalaam se nawaza h aapne bazm ko
daad kubul karen
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: May 11, 2012, 05:21:12 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob likha hai aapne Khwaish ji...!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 11, 2012, 06:44:49 PM »
Niiice  Thumbs UP
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Aapka Bahut Bahut Shukriya Anahita Ji icon_flower icon_flower
Logged
mkv
Guest
«Reply #8 on: May 12, 2012, 07:00:44 AM »
Bahut khoob Khwaish jee
 Applause Applause Applause
Logged
khujli
Guest
«Reply #9 on: May 12, 2012, 09:00:14 AM »
bahut khoob khawaish ji,

ek baat kahna chaho.n ga.  jazbaat khud hi plural hai lehaza jazbaaton nahin hota hai. aap verify kar sakte hain


 Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #10 on: May 12, 2012, 09:05:42 AM »
Mere Door Jaane Se yeh Waqt Nahi Rukha,
Yeh Saansein Nahi Rukhi To Phir Tumhari Zindagi Kaise Rukh Gayi,
Jo Waqt Hum Saath Bitaa paate Naa Woh Tumhare Bas Mein The Naa Mere,
Woh To Sirf Ek Kalpana Hai Aur Kalpana Ke Liye Kaisa Rona,
Yaad Woh Rakho Jo Waqt Humne Saath Beetaye Hai
Aur Tum jab Woh Waqt Yaad Karogi To Sirf Muskuraogi..
Main jaanta Hoon Bhoola Nahi Sakogi Mujhe,
Lekin Yaad Kuch Yuh Rakhna Ke Tumhare Jeene Ke Kaam Aa Sakoon

                     ~~Tum Bin~~



RishtoN Ki Ehmmiyat Bataate Hai Faasle
Door Rehkar Bhi Kareeb Le Aate Hai Faasle

JahaaN Bhi Rehta Hoon Teri Baat Karta Hoon
JazbaatoN Ko lafzoN Mein Sunaate Hai Faasle

Har Koi Uljha Hai Apni Hi Uljhano Mein
TanhaiyoN Mein bahut Rulaate Hai Faasle

Kabhi Waqt To Kabhi To Kuch Halaat Ke Sadke
Insaan Ko Bahut Tadpaate Hai Faasle

Kuch Nishaniyan Jo Ab Bhi Dil Ke Kareeb Hai
Hardum Harpal Kisi Ki yaad Dilaate Hai Faasle

Des-Pardes Mein Kitne Apne Bichde Hai...!!!
Ashq AankhoN Mein Le Aate Hai Faasle

Jism To Do The Par Dil Ek Naa Ho Saka..!!!
Kuch Aise Bhi Faisle Sunaate Hai Faasle

Chehre Par Khokli Si Muskaan Sajaa Kar
AankhoN Se Sab Kuch keh Jaate Hai Faasle


                ~~~~~Khwaish~~~~~

Bahut behtarien peskash khwaish ji lajwaab.................Usual Smile
Logged
dolly
Guest
«Reply #11 on: May 12, 2012, 10:18:16 AM »
beautiful khwahishji...

ApplauseApplauseApplauseApplauseApplause
Logged
Quateel Ahmad
Guest
«Reply #12 on: May 12, 2012, 06:32:10 PM »
 Applause Applause Khoob kaha Khwaishji
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #13 on: September 13, 2012, 04:55:51 PM »
Mere Door Jaane Se yeh Waqt Nahi Rukha,
Yeh Saansein Nahi Rukhi To Phir Tumhari Zindagi Kaise Rukh Gayi,
Jo Waqt Hum Saath Bitaa paate Naa Woh Tumhare Bas Mein The Naa Mere,
Woh To Sirf Ek Kalpana Hai Aur Kalpana Ke Liye Kaisa Rona,
Yaad Woh Rakho Jo Waqt Humne Saath Beetaye Hai
Aur Tum jab Woh Waqt Yaad Karogi To Sirf Muskuraogi..
Main jaanta Hoon Bhoola Nahi Sakogi Mujhe,
Lekin Yaad Kuch Yuh Rakhna Ke Tumhare Jeene Ke Kaam Aa Sakoon

                     ~~Tum Bin~~



RishtoN Ki Ehmmiyat Bataate Hai Faasle
Door Rehkar Bhi Kareeb Le Aate Hai Faasle    Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

JahaaN Bhi Rehta Hoon Teri Baat Karta Hoon
JazbaatoN Ko lafzoN Mein Sunaate Hai Faasle  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Har Koi Uljha Hai Apni Hi Uljhano Mein
TanhaiyoN Mein bahut Rulaate Hai Faasle   Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kabhi Waqt To Kabhi To Kuch Halaat Ke Sadke
Insaan Ko Bahut Tadpaate Hai Faasle  Applause Applause Applause

Kuch Nishaniyan Jo Ab Bhi Dil Ke Kareeb Hai
Hardum Harpal Kisi Ki yaad Dilaate Hai Faasle   Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Des-Pardes Mein Kitne Apne Bichde Hai...!!!
Ashq AankhoN Mein Le Aate Hai Faasle  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Jism To Do The Par Dil Ek Naa Ho Saka..!!!
Kuch Aise Bhi Faisle Sunaate Hai Faasle  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Chehre Par Khokli Si Muskaan Sajaa Kar
AankhoN Se Sab Kuch keh Jaate Hai Faasle  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley tearyeyed


                ~~~~~Khwaish~~~~~


Bohat Aache Khwaish Jee!!!! Dard ko, faaslo ko bohat aache se bayaan kiya hai aap ne..!!   Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
suman59
Guest
«Reply #14 on: September 13, 2012, 05:04:02 PM »
Mere Door Jaane Se yeh Waqt Nahi Rukha,
Yeh Saansein Nahi Rukhi To Phir Tumhari Zindagi Kaise Rukh Gayi,
Jo Waqt Hum Saath Bitaa paate Naa Woh Tumhare Bas Mein The Naa Mere,
Woh To Sirf Ek Kalpana Hai Aur Kalpana Ke Liye Kaisa Rona,
Yaad Woh Rakho Jo Waqt Humne Saath Beetaye Hai
Aur Tum jab Woh Waqt Yaad Karogi To Sirf Muskuraogi..
Main jaanta Hoon Bhoola Nahi Sakogi Mujhe,
Lekin Yaad Kuch Yuh Rakhna Ke Tumhare Jeene Ke Kaam Aa Sakoon

                     ~~Tum Bin~~



RishtoN Ki Ehmmiyat Bataate Hai Faasle
Door Rehkar Bhi Kareeb Le Aate Hai Faasle

JahaaN Bhi Rehta Hoon Teri Baat Karta Hoon
JazbaatoN Ko lafzoN Mein Sunaate Hai Faasle

Har Koi Uljha Hai Apni Hi Uljhano Mein
TanhaiyoN Mein bahut Rulaate Hai Faasle

Kabhi Waqt To Kabhi To Kuch Halaat Ke Sadke
Insaan Ko Bahut Tadpaate Hai Faasle

Kuch Nishaniyan Jo Ab Bhi Dil Ke Kareeb Hai
Hardum Harpal Kisi Ki yaad Dilaate Hai Faasle

Des-Pardes Mein Kitne Apne Bichde Hai...!!!
Ashq AankhoN Mein Le Aate Hai Faasle

Jism To Do The Par Dil Ek Naa Ho Saka..!!!
Kuch Aise Bhi Faisle Sunaate Hai Faasle

Chehre Par Khokli Si Muskaan Sajaa Kar
AankhoN Se Sab Kuch keh Jaate Hai Faasle


                ~~~~~Khwaish~~~~~


bahut umda peshkash. bahut khoob khwaish jee  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 07:21:47 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.168 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer