Kuch Aksher...

by apnaa_koi on April 20, 2005, 01:44:30 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 788 times)
apnaa_koi
Guest
Thumara kahaal tau dil aur jaan say rukhayn gay
Aap humay apnaa maano naa mano
Hum tu apsay he payar kerthay rahin gay

************************************************

Un harthoun key lakeeroun ko kesse mitta dun
Reth mein, poun kay sath, jo dill key nishaan pardii hai... vo kesse mitta dun
Yeh sach hai key jaana paarda apko choord ker...
Likin vo lamhe, vo baatein, vo yaardein... kesse buladun

************************************************

Zara soorcho gar hum sath hothi
Tu kiya din hothay,
Kaisee shaamin ho the,
Payar bharee raatein ho thi...
Na soorthi naa soornay daythi

************************************************

Jub tum naaa ho gay
hum khayalon main baatein karayn gay tum say
Jo baat hum nay kissi say na kahe ho, vo saab baatein karlain gay tum se
************************************************

Dill ko Koray kagaz key tara soona choordo gay, tu kiya faida jeenay kaa
Us ko kissi per naa lagou gay, tu kiyaa faidaa jeenay kaa
Aye dost... Zindage layker aye ge Sad-rang
Un rangoun mein naa doobo gay tu kiya faidaa jeenay ka...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kuch kuch hota hai by ilu in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Kuch Kuch Hota Hai by waheed_rose2004 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Kuch toot gaye kuch baaqi hain!!!! by Talat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dekh ka tume KUCH KUCH HOTA HAI, by faizan's in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hosh jab hamaiN kuch kuch aanay lagi by Brijinder in Shayri for Khumar -e- Ishq
~Rohan~
Guest
«Reply #1 on: April 20, 2005, 03:40:07 PM »
Quote from: "apnaa_koi"


Dill ko Koray kagaz key tara soona choordo gay, tu kiya faida jeenay kaa
Us ko kissi per naa lagou gay, tu kiyaa faidaa jeenay kaa
Aye dost... Zindage layker aye ge Sad-rang
Un rangoun mein naa doobo gay tu kiya faidaa jeenay ka...


nice
Logged
~Saloni~
Guest
«Reply #2 on: April 20, 2005, 03:44:36 PM »
Quote from: "apnaa_koi"
Thumara kahaal tau dil aur jaan say rukhayn gay
Aap humay apnaa maano naa mano
Hum tu apsay he payar kerthay rahin gay

************************************************

Un harthoun key lakeeroun ko kesse mitta dun
Reth mein, poun kay sath, jo dill key nishaan pardii hai... vo kesse mitta dun
Yeh sach hai key jaana paarda apko choord ker...
Likin vo lamhe, vo baatein, vo yaardein... kesse buladun

************************************************

Zara soorcho gar hum sath hothi
Tu kiya din hothay,
Kaisee shaamin ho the,
Payar bharee raatein ho thi...
Na soorthi naa soornay daythi

************************************************

Jub tum naaa ho gay
hum khayalon main baatein karayn gay tum say
Jo baat hum nay kissi say na kahe ho, vo saab baatein karlain gay tum se
************************************************

Dill ko Koray kagaz key tara soona choordo gay, tu kiya faida jeenay kaa
Us ko kissi per naa lagou gay, tu kiyaa faidaa jeenay kaa
Aye dost... Zindage layker aye ge Sad-rang
Un rangoun mein naa doobo gay tu kiya faidaa jeenay ka...



WAAAAAAAAAAAH   thamx for sharing
Logged
apnaa_koi
Guest
«Reply #3 on: April 21, 2005, 02:35:39 AM »
Rohan.... Saloni...

Shukariya adaa kerthi houn...  Yeh meray avval-avval sher hain, tu bohat acha lagaa key passand aye...  

Apnaa_Koi
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #4 on: April 23, 2005, 06:22:03 PM »
Good one Apnaa Koi..

"
Tumhye Malaoom Hai Jaana !
K Tum Bhi Eak Qatil Hoo
Mere Ander Ka Ek Hansta Hoa Insaan
Tum Nay Maar Dalla Hai.
"

Sari Umar Piyar Lota K’wafa Nibha K
Kuch Logo Ka Daman khali Bhi Rahta Hai
Dekhoo'jasey Mera…..


"
Kya Bataye K Haal Kasa Hai?
Zindagee Ki Kitaab Main RakhaPhool Sokhey Gulab Jasa Hai .....
"



Ques....
Logged
apnaa_koi
Guest
«Reply #5 on: April 24, 2005, 12:25:39 AM »
Shukaria Ques Ji... Apka arz kiyaa bhi bohat achaa lagaa Huzoor...

Qatil bulaker muji jhoota ilzaam maat do jaana
Jaan-e-zaar mein ek aur ilzaam maat do jaana...
Agar hai tumhe yaqeen key apke mujarim mein houn
Tu kerthi houn yeh jaan tu per qurbaan jaana...

******

Daman kalii ho yan pur
Yeh dehknay walii key annk mein hotha hai
Ghoor say dehko tu siyaahiyon mein bhi roshanni hai

******

Sokay gulab bhi ek kahanii bayaarn kerthay hain
Guzare howe kal khayaal mein lay artha hain
Vo waqt jub zindage muattar thi
Un dino key yaard dilaathi hain...

Apnaa_koi
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #6 on: April 24, 2005, 03:17:24 PM »
Well said Aapna Koi..

"
Sokay gulab bhi ek kahanii bayaarn kerthay hain
Guzare howe kal khayaal mein lay artha hain
Vo waqt jub zindage muattar thi
Un dino key yaard dilaathi hain...

"

Ques...
Logged
pandit
Guest
«Reply #7 on: April 24, 2005, 03:55:54 PM »
wah apna koi ......................................
kya baat hai.............................................. ...
Logged
nishita
Guest
«Reply #8 on: April 24, 2005, 05:20:59 PM »
Quote from: "apnaa_koi"
Shukaria Ques Ji... Apka arz kiyaa bhi bohat achaa lagaa Huzoor...

Qatil bulaker muji jhoota ilzaam maat do jaana
Jaan-e-zaar mein ek aur ilzaam maat do jaana...
Agar hai tumhe yaqeen key apke mujarim mein houn
Tu kerthi houn yeh jaan tu per qurbaan jaana...

******

Daman kalii ho yan pur
Yeh dehknay walii key annk mein hotha hai
Ghoor say dehko tu siyaahiyon mein bhi roshanni hai

******

Sokay gulab bhi ek kahanii bayaarn kerthay hain
Guzare howe kal khayaal mein lay artha hain
Vo waqt jub zindage muattar thi
Un dino key yaard dilaathi hain...

Apnaa_koi



nice
Logged
apnaa_koi
Guest
«Reply #9 on: April 24, 2005, 06:05:22 PM »
Ques Ji... Pandit Ji... Nishita Ji...

Nawaazish, karam, shukaria, meharbane...

Apnaa_koi
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #10 on: April 24, 2005, 06:08:55 PM »
Bahut khoob Apna koi ... And ... Qutub ...

Keep it up ...


Tu qaatil tera chehra qaatil,
Chehre ka ye kala till bhi qaatil,
Bhool kar bhi kahin tum dekh na lena aaina,
Ki kahin maar na de qaatil ko qaatil ......(nm)
Logged
apnaa_koi
Guest
«Reply #11 on: April 24, 2005, 06:59:12 PM »
Ji,  kiyaa baat hai... apkaa lickaa bhi bohat achaa lagaa....

Qaatil Hamaray Annkin, Qaatil Yeh Kala Till
Dehk naa laynaa nazir mein nazir daal ker
Ho naa jiye apko mushkil...

Tumhaara khaer talab... Apnaa_koi
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #12 on: April 24, 2005, 07:40:26 PM »
Bahoot Khoob.. Just_Hate_Love

"
Tu qaatil tera chehra qaatil,
Chehre ka ye kala till bhi qaatil,
Bhool kar bhi kahin tum dekh na lena aaina,
Ki kahin maar na de qaatil ko qaatil
"

Well said Aapnaa Koi....
"
Qaatil Hamaray Annkin, Qaatil Yeh Kala Till
Dehk naa laynaa nazir mein nazir daal ker
Ho naa jiye apko mushkil...
"

Good all..

Ques...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 26, 2026, 12:04:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8523 Real Poets and poetry admirer