*Kuch Pata Nahi*

by Roja on September 26, 2007, 02:43:26 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1253 times)
Roja
Guest
Manzil ka nishaan maalum nahi.
Jayeinge kahaan maalum nahi

Aa baithe hain mahfil mein magar,
Mahfil ki jubaan maalum nahi.

Jaane waale nahi aate magar
Jaate hai kahaan malum nahi

Lagte hai paraye hum ko kyu
Dil ke mehmaan malum nahi

Kyu pyaar mein jalne waalon par
Hansta hai jahaan malum nahi

Jis ko maine dilse chaha magar
Wo kyu mujhe jhooti kehta hai malum nahi
[/color][/size]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pata nahi kyun... by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Waqt Ka Kuch Pata Nahi (Dec.22.2006) by FAREE in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Waqt Ka Kuch Pata Nahi (Dec.22.2006) by FAREE in Shayri for Khumar -e- Ishq
kuch pata nahi chalta by chitralsony in Shairi for Manzar -e- Kudrat « 1 2  All »
Kuch pata na chala...Raaj by Sunil Malhotra in Shayri-E-Dard
~princess~
Guest
«Reply #1 on: September 26, 2007, 03:21:07 PM »
bohot khoob roja
aap to is site ki jaan bangaye

hum bhi try karte hai


Khoon se rangungi aaj mohobbat ki tasveer ko
Dekhega aaj wo bhi mere dua ki tabeer ko

Choka degi usse yeh junoon e ashiqui meri
Azmaungi aaj mein khuda ki likhi is taqdeer ko

Tadap tadap kar bolegi chaht meri mehfilon mein
Todjaungi aaj laaj ki har zzanjeer ko

Wo bhi yaad rakhega k kis lazmi ka dil to gaya
k hoga ehsaas in zakhmon ka mere us nazir ko


~Roshni~
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: September 26, 2007, 04:08:21 PM »
Thank you very much Roshni...Aapka jawab b very good...

Kahan koi aisa mila jispar duniya luta dete,
Har ek ne dhokha diya kis kisko bhula dete...
Apne dil ka dard dil main hi daba kar rakha hai,
Agar karte bayan to mehfil ko rulaa dete
[/color]
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #3 on: September 26, 2007, 05:34:07 PM »
Roja, that one is definitely a well balanced one. Good work.
Roshni you also worked nice and then Roja you again compiled nice 4 lines.
Logged
paani
Guest
«Reply #4 on: September 29, 2007, 06:59:51 AM »
Jaane waale nahi aate magar
Jaate hai kahaan malum nahi

So nice as usual RoJa..

princee too good
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: September 30, 2007, 12:42:02 AM »
Thank you very much for reading me Mr Ricky.. and

Thanks Paani...
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #6 on: September 30, 2007, 06:29:49 PM »
Quote from: "Roja"
Manzil ka nishaan maalum nahi.
Jayeinge kahaan maalum nahi

Aa baithe hain mahfil mein magar,
Mahfil ki jubaan maalum nahi.

Jaane waale nahi aate magar
Jaate hai kahaan malum nahi

Lagte hai paraye hum ko kyu
Dil ke mehmaan malum nahi

Kyu pyaar mein jalne waalon par
Hansta hai jahaan malum nahi

Jis ko maine dilse chaha magar
Wo kyu mujhe jhooti kehta hai malum nahi
[/color][/size]


touching lines Roja and roshu...!!!

Mehfillon ki bhi kaash Jubaan hoti Roja.....
Toh hum uss WaQt chup na baithe hote.......

Fikar bhi na karte unke Armaano ki......
Aur na hee apne Jazbaaton ki chot yoon seh rahe hote......

Yeh toh Gum ke Nishaan bhar bhi nahi......
Ke Andaaz dard ka Mohabbat ne abhi bayan kia nahi......

Raah nahi chali Hawa ne abhi mere Zakhmo par......
Aur lahoo ne mere abhi unke ASHQON ko piya nahi...!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 30, 2007, 07:08:51 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "Roja"
Manzil ka nishaan maalum nahi.
Jayeinge kahaan maalum nahi

Aa baithe hain mahfil mein magar,
Mahfil ki jubaan maalum nahi.

Jaane waale nahi aate magar
Jaate hai kahaan malum nahi

Lagte hai paraye hum ko kyu
Dil ke mehmaan malum nahi

Kyu pyaar mein jalne waalon par
Hansta hai jahaan malum nahi

Jis ko maine dilse chaha magar
Wo kyu mujhe jhooti kehta hai malum nahi
[/color][/size]


touching lines Roja and roshu...!!!

Mehfillon ki bhi kaash Jubaan hoti Roja.....
Toh hum uss WaQt chup na baithe hote.......

Fikar bhi na karte unke Armaano ki......
Aur na hee apne Jazbaaton ki chot yoon seh rahe hote......

Yeh toh Gum ke Nishaan bhar bhi nahi......
Ke Andaaz dard ka Mohabbat ne abhi bayan kia nahi......

Raah nahi chali Hawa ne abhi mere Zakhmo par......
Aur lahoo ne mere abhi unke ASHQON ko piya nahi...!!!


BAHUT KHOOB ROJA..BAHUT ACHA LIKHA HAI AAPNE...
GAURAV AAP NE BHI KHOOB KAHA
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: September 30, 2007, 07:18:00 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "Roja"
Manzil ka nishaan maalum nahi.
Jayeinge kahaan maalum nahi

Aa baithe hain mahfil mein magar,
Mahfil ki jubaan maalum nahi.

Jaane waale nahi aate magar
Jaate hai kahaan malum nahi

Lagte hai paraye hum ko kyu
Dil ke mehmaan malum nahi

Kyu pyaar mein jalne waalon par
Hansta hai jahaan malum nahi

Jis ko maine dilse chaha magar
Wo kyu mujhe jhooti kehta hai malum nahi
[/color][/size]


touching lines Roja and roshu...!!!

Mehfillon ki bhi kaash Jubaan hoti Roja.....
Toh hum uss WaQt chup na baithe hote.......

Fikar bhi na karte unke Armaano ki......
Aur na hee apne Jazbaaton ki chot yoon seh rahe hote......

Yeh toh Gum ke Nishaan bhar bhi nahi......
Ke Andaaz dard ka Mohabbat ne abhi bayan kia nahi......

Raah nahi chali Hawa ne abhi mere Zakhmo par......
Aur lahoo ne mere abhi unke ASHQON ko piya nahi...!!!


BAHUT KHOOB ROJA..BAHUT ACHA LIKHA HAI AAPNE...
GAURAV AAP NE BHI KHOOB KAHA
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: October 01, 2007, 03:35:23 PM »
Thanks Gavrav and khwaish
Logged
faiiz_76
Guest
«Reply #10 on: October 01, 2007, 09:22:36 PM »
very nice
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #11 on: October 03, 2007, 05:24:35 AM »
Thnx Khwahish and Roja
Logged
aaina
Guest
«Reply #12 on: March 06, 2009, 01:52:06 PM »
Manzil ka nishaan maalum nahi.
Jayeinge kahaan maalum nahi

Aa baithe hain mahfil mein magar,
Mahfil ki jubaan maalum nahi.

Jaane waale nahi aate magar
Jaate hai kahaan malum nahi

Lagte hai paraye hum ko kyu
Dil ke mehmaan malum nahi

Kyu pyaar mein jalne waalon par
Hansta hai jahaan malum nahi

Jis ko maine dilse chaha magar
Wo kyu mujhe jhooti kehta hai malum nahi
[/color][/size]

wowwwwwww..............roja kia baat hai bhut khoob ghazal kahi hai aapne kia kehne hain..................likhti rhiye

Logged
chitralsony
Guest
«Reply #13 on: March 06, 2009, 02:01:10 PM »
Manzil ka nishaan maalum nahi.
Jayeinge kahaan maalum nahi

Aa baithe hain mahfil mein magar,
Mahfil ki jubaan maalum nahi.

Jaane waale nahi aate magar
Jaate hai kahaan malum nahi

Lagte hai paraye hum ko kyu
Dil ke mehmaan malum nahi

Kyu pyaar mein jalne waalon par
Hansta hai jahaan malum nahi

Jis ko maine dilse chaha magar
Wo kyu mujhe jhooti kehta hai malum nahi
[/color][/size]
bhot khob roja ji really nice feelings
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 01:37:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer