kyun nazarandaaz kar gaye

by saahill on February 17, 2011, 06:23:26 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1324 times)
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
raushni ki talaash mein hum andhere apne naam kar gaye
chaha to tha tumein jindagi banana zinda laash humein kar gaye ,

saansein to chal rahi hain tham tham ke meri ab to
chalti sanson mein meri woh maut ka ehsaas bhar gaye ,

koshish thi har pal teri zulfon ke saaye mein rehne ki
socha hi tha itna ke woh gham ki dhoop kar gaye ,

pyaasa na tha main tere aankhon ke sagar mein doobkar main
phir kyun aansuon ki tarah nikal aankhon se mujhse kinaara kar gaye maine

do pal ki khushi ko paane mein hum yeh bhool gaye
ke tammam umar ke liye  hum dukh ko apne naam kar gaye

maine ankhon mein apne bas uske hi khawab sazaaye they ,
na jaane kyun woh is kadar mujhe nazarandaaz kar gaye
Logged
nirala
Guest
«Reply #1 on: February 17, 2011, 06:51:02 AM »
wah sahil ji---
mastam post.
dard aur sikayat dono ka ehsaas
daad hai ji
"
thanx
"
Logged
manjum
Guest
«Reply #2 on: February 17, 2011, 08:45:41 AM »
kya baat hai sahilji..... bahut khub

 Applause Applause
Logged
Matrix Guy
Guest
«Reply #3 on: February 17, 2011, 10:33:38 AM »
aachi peshkash he sahil ji......
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #4 on: February 17, 2011, 11:04:38 AM »
shukrya dosto

Logged
Anshumali
Guest
«Reply #5 on: February 17, 2011, 12:10:09 PM »
raushni ki talaash mein hum andhere apne naam kar gaye
chaha to tha tumein jindagi banana zinda laash humein kar gaye ,

saansein to chal rahi hain tham tham ke meri ab to
chalti sanson mein meri woh maut ka ehsaas bhar gaye ,

koshish thi har pal teri zulfon ke saaye mein rehne ki
socha hi tha itna ke woh gham ki dhoop kar gaye ,

pyaasa na tha main tere aankhon ke sagar mein doobkar main
phir kyun aansuon ki tarah nikal aankhon se mujhse kinaara kar gaye maine

do pal ki khushi ko paane mein hum yeh bhool gaye
ke tammam umar ke liye  hum dukh ko apne naam kar gaye

maine ankhon mein apne bas uske hi khawab sazaaye they ,
na jaane kyun woh is kadar mujhe nazarandaaz kar gaye

ehsaas bahut khoob lage hume ... saahill ji !

Very Nice Creation ... dil se daad !!!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #6 on: February 20, 2011, 10:43:40 AM »
BAhut Khub Sahill JI
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #7 on: February 20, 2011, 10:51:28 AM »
very nice saahil ji
 Applause
nirala ji theek kehten hai dard aur shikayat dono ek saath
good try
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 03:44:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer