| 
							ranjana
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							 jinhe chahata hai yeh dil unka in haatho ki lakeero mein dedaar kyu nahi hota jo basate hain hamare dil mein unhe hamse pyaar kyu nahi hota
  dekha toh thaa unki nazaro mein bhi pyaar hamane fir kyu kabhi kisi bhi mulaqaat ka un per asar nahi hota
  khud ko kho kar bhi hum kahan paa sake un ko unki tabiyat mein ranjish ka asar kam kyu nahi hota
  hamne maana yeh ishq ek khubsuart dhokha hai fir bhi is dil ko kyu unke nazare hamse fer lene ka asar kyu nahi hota
  ek muddat se hum dube hain bas unki hi yaado mein hamaari kisi bhi raha se unka gujar kyu nahi hota
  kash ki unko bana sakate hum taqdeer apani per jab se ruhte hain woh ab hame apne naseeb per bhi etebaar kyu nahi hota !! 
                                            
                                             
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
			 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							phoenix
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #1 on: September 03, 2006, 09:34:55 PM »   | 
								
						 | 
							 
 lakeeron mein basti agar dunia toh baat  hi kya thi khushiyan milti itni aasani se toh baat kya thi hum toh chale aaye hain baazar mein baichne khud ko jo hoti sang lakeeren toh hamari aukaat kya thi 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							badnaam_shayar
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #2 on: September 03, 2006, 09:35:21 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Superb Ranju kuch lines toh dil ko choo gayi.....
  Dasht-e-Sehra ke woh Veeran Safar...... Jinpar Talaash ki humne khushi aur bhatke Darbadar......
  Choo lete jo tum uss WaQt Ehsaas-e-Dil hamare...... Phir na poochte kahan gaya woh mera Humsafar.......!!!!!!!!!!!! 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							ranjana
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #3 on: September 03, 2006, 09:42:50 PM »   | 
								
						 | 
							 
 lakeeron mein basti agar dunia toh baat  hi kya thi khushiyan milti itni aasani se toh baat kya thi hum toh chale aaye hain baazar mein baichne khud ko jo hoti sang lakeeren toh hamari aukaat kya thi in lakeero mein kabhi hamne apna naseeb dekha thaa unke saath saath apni zindagi ko rangeen dekha thaa kar diya thaa dil ka soda hamne ek bharose per kabhi teri aankho mein bhi hamne dosti ka nur dekha thaa!!  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							phoenix
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #4 on: September 03, 2006, 09:50:56 PM »   | 
								
						 | 
							 
 lakeeron mein basti agar dunia toh baat  hi kya thi khushiyan milti itni aasani se toh baat kya thi hum toh chale aaye hain baazar mein baichne khud ko jo hoti sang lakeeren toh hamari aukaat kya thi in lakeero mein kabhi hamne apna naseeb dekha thaa unke saath saath apni zindagi ko rangeen dekha thaa kar diya thaa dil ka soda hamne ek bharose per kabhi teri aankho mein bhi hamne dosti ka nur dekha thaa!! shayad dil mein pyaar ki umeed kam thi hunar kam tha ya mujhme mohaabat ki aag kam thi aaj bhi dekhta hun in haatho ko badnaseebi se mein inme kuch noor kam tha ya lakeeron ki pehchaan kam thi  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							ranjana
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #5 on: September 03, 2006, 09:51:22 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Superb Ranju kuch lines toh dil ko choo gayi.....
  Dasht-e-Sehra ke woh Veeran Safar...... Jinpar Talaash ki humne khushi aur bhatke Darbadar......
  Choo lete jo tum uss WaQt Ehsaas-e-Dil hamare...... Phir na poochte kahan gaya woh mera Humsafar.......!!!!!!!!!!!! shukriya gaurav......very nice ....... ek muddat se unki yaado ke ghere mein hain hum is duniya ki bheed mein ab bhi akele hain hum ruka hai kab se ek hi raha per meri zindagi ka carvaan  in veraan si aankho se ab unko kyu pukaarate hain hum !!  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							badnaam_shayar
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #6 on: September 03, 2006, 10:00:03 PM »   | 
								
						 | 
							 
 Superb Ranju kuch lines toh dil ko choo gayi.....
  Dasht-e-Sehra ke woh Veeran Safar...... Jinpar Talaash ki humne khushi aur bhatke Darbadar......
  Choo lete jo tum uss WaQt Ehsaas-e-Dil hamare...... Phir na poochte kahan gaya woh mera Humsafar.......!!!!!!!!!!!! shukriya gaurav......very nice ....... ek muddat se unki yaado ke ghere mein hain hum is duniya ki bheed mein ab bhi akele hain hum ruka hai kab se ek hi raha per meri zindagi ka carvaan  in veraan si aankho se ab unko kyu pukaarate hain hum !!  Yeh Lakeeren Kabhi Zindagi nahi badla karti...... Chahe laga lo Zor jitna par Badnaam Hasti asaani se nahi mitti......
  Rukh badal de hawa itna Zor hum apni Mahobbat me rakhte hai....... Chalak jo pyale mere Naam se toh Khuda ke bhi Takhat hilte hai......
  Jaan hai jab talak mujhme...... Armaan Dafan ho nahi payenge.......
  Chahe mitt jaye yeh Dunia....... Par hum harr Raah saath tera nibhayenge.......
  Laga le Kashti or Kinare mujhe bana de...... Nahi Lakeer haath me toh Dil me bana de.........!!!!!!!! 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							ranjana
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #7 on: September 03, 2006, 10:03:03 PM »   | 
								
						 | 
							 
 lakeeron mein basti agar dunia toh baat  hi kya thi khushiyan milti itni aasani se toh baat kya thi hum toh chale aaye hain baazar mein baichne khud ko jo hoti sang lakeeren toh hamari aukaat kya thi in lakeero mein kabhi hamne apna naseeb dekha thaa unke saath saath apni zindagi ko rangeen dekha thaa kar diya thaa dil ka soda hamne ek bharose per kabhi teri aankho mein bhi hamne dosti ka nur dekha thaa!! shayad dil mein pyaar ki umeed kam thi hunar kam tha ya mujhme mohaabat ki aag kam thi aaj bhi dekhta hun in haatho ko badnaseebi se mein inme kuch noor kam tha ya lakeeron ki pehchaan kam thi ishq ajeeb hai per is se bachane ki surat bhi kya hai dekhte hain hum apni zindagi ko yun rang badalte hue kabhi mere dil ko aa ke tum samajhao ki kabhi kabhi kyu ajab khel khel jaati hai yeh lakeeren!!  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							ranjana
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #8 on: September 03, 2006, 10:19:20 PM »   | 
								
						 | 
							 
 bahut hi sunder gauarv ........
  dil mein jo ban jaati hain lakeere  woh ta umar fir mitta nahi karti 
  kabhi kabhi dub jaati hai kishati bhi kinaaro per kyu usko shail ki panhaa mila nahi karti 
  hamne maana thaa jinko apna naseeb zindgai ka  kyu inke haatho mein hamaare ishq ki lakeere likhi nahi hoti
  kyu mil jaate hain woh  hi raahi hame raha mein jinki raha kabhi hamari manzil hua  nahi karti !! 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							waheed_rose2004
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #9 on: September 03, 2006, 10:45:15 PM »   | 
								
						 | 
							 
 very  nice sharing  Ranajana,.......  Gaurav  Bhai.....  Phoenixxxxxxxxx.........  good going....
  kya  bhala mujhe parakhne ka  nateeja nikla jakham dil aap ki  nazar se gahra nikla  tishnagi jam gayee pather  ki tarah honthon per doobkar bhi main tere  dariya se  pyasa nikla...... 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							phoenix
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #10 on: September 03, 2006, 10:57:17 PM »   | 
								
						 | 
							 
 very  nice sharing  Ranajana,.......  Gaurav  Bhai.....  Phoenixxxxxxxxx.........  good going....
  kya  bhala mujhe parakhne ka  nateeja nikla jakham dil aap ki  nazar se gahra nikla  tishnagi jam gayee pather  ki tarah honthon per doobkar bhi main tere  dariya se  pyasa nikla...... bahut khoob waheed bhai  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							anjani_si
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #11 on: September 04, 2006, 02:30:53 AM »   | 
								
						 | 
							 
 Superb Ranju kuch lines toh dil ko choo gayi.....
  Dasht-e-Sehra ke woh Veeran Safar...... Jinpar Talaash ki humne khushi aur bhatke Darbadar......
  Choo lete jo tum uss WaQt Ehsaas-e-Dil hamare...... Phir na poochte kahan gaya woh mera Humsafar.......!!!!!!!!!!!! cho khe nikle te hum teri ghali se yaadoin ke sahare chal pare te kisi talash mein guzarein hain hum usse ishq ki badnaam ghali se dupatte mein sammath karh tujhe hum le aye apne saath mein :D:D  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							ranjana
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #12 on: September 04, 2006, 11:06:51 AM »   | 
								
						 | 
							 
 very  nice sharing  Ranajana,.......  Gaurav  Bhai.....  Phoenixxxxxxxxx.........  good going....
  kya  bhala mujhe parakhne ka  nateeja nikla jakham dil aap ki  nazar se gahra nikla  tishnagi jam gayee pather  ki tarah honthon per doobkar bhi main tere  dariya se  pyasa nikla...... shukriya waheed .....bahut khoob likha hai aapne.... bujh na saki meri payaas samander ke kinaare reh kar bhi  rait si is payaas mein trishna ke siva kuch bhi nahi zindagi bhatak rahi hai yun hi sehera mein meri  yahan tanhaai ke siva koi saathi bhi nahi !!  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							_Vicky_
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #13 on: September 04, 2006, 12:02:43 PM »   | 
								
						 | 
							 
 very  nice sharing  Ranajana,.......  Gaurav  Bhai.....  Phoenixxxxxxxxx.........  good going....
  kya  bhala mujhe parakhne ka  nateeja nikla jakham dil aap ki  nazar se gahra nikla  tishnagi jam gayee pather  ki tarah honthon per doobkar bhi main tere  dariya se  pyasa nikla...... kya baat hai!.... WAHEED BHAI.. bahut khoob likha hai aapne... bahut khoob....................... and u too good RANJANA, ANJANI JI................  
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	
		
		
			
				
					
						| 
							ranjana
							 
								Guest 
							 
						 | 
						
							
                                                                    
								  | 
								
                                                                
                 
									
									   «Reply #14 on: September 04, 2006, 11:29:20 PM »   | 
								
						 | 
							 
 bahut dur tak chala mere saath unki yaado ka silsila  fir kahi koi nishaan mujhe unka baaki na mila mili mujhe zamaane bhar ki khushiya.n  yahan magar pyaar sirf kyu mujhe tumhara na mila!! 
						 | 
					 
					
						
							
								| 
								 | 
							 
								| 
								 | 
								
									 
									Logged
								 | 
							  
						 | 
					 
				 
			 |  
		 	 | 
	 |