LAMBI JUDAAI

by BHONDU on September 08, 2006, 01:07:17 PM
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Author  (Read 9219 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
TERE BINA HER PAL YAAD TUMHARI AAYI.
HAY! KISNE LIKH DI AAPNE PYAR MEIN YE LAMBI JUDAAI.

PEHLE MILA THA KHWABOON KA MAHAL
AB MILI HAI GUMO KI KHAAI..... LAMBI JUDAAI.

REHTI THI JAHAN TERI MUSKURAHAT MERE DIL KE ARMANOO MEIN.
AB BASTI HAI WAHAN VEERANIYAN AUR... TANHAAYEE... LAMBI JUDAAI.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Lambi Judaai by Ravi_Dave in Shayri for Khumar -e- Ishq
Lambi Kali Raat by Brijinder in Shayri for Khumar -e- Ishq
lambi umar by vikas2210 in Shayri-E-Dard
** Lambi Jeevan** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Lambi Lambi raaton me,,,,,-Muzammil- by Muzammil, in Shayeri for Dard -e- Bewafai
sharma.reema@yahoo.com
Guest
«Reply #1 on: September 08, 2006, 01:30:18 PM »
Beet jaate hai jo zamane nahin aate,
Aate bhi hai toh woh log purane nahin aate,
Kuch is kadar bikhra hai aashiyana humara,
Jahan panchhi bhi raat bitaane nahin aate.....!!!!!!!!
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #2 on: September 08, 2006, 01:52:33 PM »
The Style Guru Says.....


Very nice BHondu Ji & Reema Ji!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 08, 2006, 02:37:28 PM »
Quote from: "sharma.reema@yahoo.com"


Beet jaate hai jo zamane nahin aate,
Aate bhi hai toh woh log purane nahin aate,
Kuch is kadar bikhra hai aashiyana humara,
Jahan panchhi bhi raat bitaane nahin aate.....!!!!!!!!


bahut aache reema ji...

ab wo log purane nhi aate
humko kabhi wo hasna nhi aate
aankho mein pyaar liye baithay hai kab se hum.
kya kare wo humein mananey nhi aate.
beet gaye hai jo zamane wo zamane nhi ate.
Logged
sharma.reema@yahoo.com
Guest
«Reply #4 on: September 09, 2006, 09:06:17 AM »
Ek raat ki hi humein jannat naseeb hui,
jab izhaar kiya tha unhone nashe mein,
aur hosh mein aate hi woh "bewafa" ho gaye....

Regards,
Reema Sharma..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 09, 2006, 04:12:36 PM »
Quote from: "sharma.reema@yahoo.com"


Ek raat ki hi humein jannat naseeb hui,
jab izhaar kiya tha unhone nashe mein,
aur hosh mein aate hi woh "bewafa" ho gaye....

Regards,
Reema Sharma..


bahut aache reema ji...

jannat dikh gaya unke us ijhaar mein.....
per jannnat mein pahuchne se pehle maut jitna gehra unki bewafaai ka dariya tha.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 04, 2006, 02:13:58 PM »
bahoot Khoob,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 04, 2006, 02:17:44 PM »
Raat Ki Jannath Hume Kuch Is Kadar Mili,..
Ke Raat Bhar Hum Tanhaa The Koi Nahi Tha Hum Safar Mera,..

Reh Jaata Duniya Mein Hi Main Agar Wo Saath Dene Ka Waada Karte,..
Aaj Jannath Mein Rehkar Bhi Bahoot Akela Hoon Main,..

______________________________________-jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #8 on: November 04, 2006, 05:12:04 PM »
Bahut achhe bhondu ji, reema ji and azeem..

Tere Pyaar Mein Ruswa Hokar Jaaye Kahan Deewane Log,
Jaane Kya Kya Puch Rahe Hai Ye Jaane Pehchane Log,

Jaise TuMhe HuMne Chaha Tha Kuan Bhala Yun Chahega,
Maana Aur Bahut Bahut Ayenge TuMse Pyaar Jatane Log,

Kaise Dukhon Ke MausaM Aaye Kaisi Aag Lagi Yaaron,
Ab Saharon Se Laate Hai Phoolon Ke Nazraane Log,

Kal MaataM BeqiMat Hoga Aaj Inki Tauqiir Karo,
Dekho Khoon-E-Jigar Se Kya Kya Likhte Hai Afsaane Log,

Jaante Hai Ye Ishq Musalsal Rog Hai Aah-O-Zaari Ka,
Phir Bhi Uske Kooche Mein Jaate Hai UMr Gawane Log...
* * * * *
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: November 06, 2006, 12:47:24 PM »
Shukriya Husena Sis,..
And Nice One,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 06, 2006, 12:49:05 PM »
Dard Ke Panne Kuch is Tarah hain Meri Zindagi Ki Kitaab Pe,..
Ke Har Koi Kareeb Aata Hai Mere, Ek Naya Gham Lekar,..

_______________________________________-jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: November 06, 2006, 12:52:03 PM »
Auron Ne Kiye Jo Zulm Hum Pe, Unse Koi Gila Nahi,..
Gila To Aapno Se Hai Jinhe Mere Siwa Koi Aur Mila Nahi,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #12 on: November 06, 2006, 06:02:37 PM »

Meri Dua Hai Ke Khush Raho TuM,
Mile Na Koi GaM Jahan Bhi Raho TuM,
SaMundar Ki Tarah Dil Hai Gehra Tera,
Khushiyon Se Bhara Rahe DaaMan Tera,
TuM Jo Kaho Wo Har Khwahish Puri Ho TuMhari,
Khudase Bhi Bas Yehi Dua Hai HaMari,
Tohfa Kya Doon TuMhe Duwaon Ke Siwa,
Ke Khuda HaMesha Rahe Raazi TuMse Sada...
* * * * *
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: November 08, 2006, 02:21:38 PM »
Bahoot Khoob Husena Sis,,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: November 08, 2006, 02:24:16 PM »
Ye Judaai Hi Ek Din Milaayegi Mujhe Us Se,..
Iska Yakheen Hai Mujhe,..
Kyun Milta Hai banda Khuda Se,..
Duniaa Se Judaa Hone Ke Baad Hi,,.

____________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 01:28:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer