- Mayusi Ka Mausam -

by Meena on September 04, 2005, 12:13:19 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2673 times)
Meena
Guest
Kabhi kabhi dil bohot udas sa ho jata hai, ek mayusi si cha jati hai dil pe. ussi jazbaato ke nam meri yeh poem hai:

Mayusi ka mausam zindagi me kuch is tara se cha gaya,
Ke dil me chupa maut ka arman woh jagha gaya

Kushiyon ko ruksat kiya humne ansowon ki doli me,
Kamoshi aur tanhyi jaise saathioyn se woh mila gaya,

Zindagi ke andhere me badak rahe hai aaj hum,
Jabse  har asha aur har umeed ke diye ko woh buja gaya,

Juriyan hai chehre pe aur ankhen hai kali kali,
Apni pehechan is tara se who mere chehre pe saja gaya!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mausam by tushar_4u_im in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
mausam by amazing_world in Shayri for Khumar -e- Ishq
mausam by muna massood in Shairi for Manzar -e- Kudrat
~*~Meri Mayusi~*~ by pankshivam in Shayri-E-Dard
Mayusi unki dekhkar baichain hum bhi ho rahe hai by nandbahu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1 on: September 04, 2005, 12:24:31 PM »
wow ek se badh kar ek poem hain aapke...!!!
bahut khoob likha hai meenu sis...!!!

but
kabhi kabhi mayusi ka mausam cha jana bhi zindagi ka ek modh hai...
aur zindagi kabhi kisi ek liye ek jaisi nahin hoti hai aur pal pal badalta rehta hai...
Logged
Amanush...
Guest
«Reply #2 on: September 04, 2005, 12:28:30 PM »
Jab bhi ye dil oudass hota hai
Jaane kaun aas paas hota hai


(Gane ki bol hai)

Usual Smile
Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: September 04, 2005, 01:59:18 PM »
Quote from: "Meena"
Kabhi kabhi dil bohot udas sa ho jata hai, ek mayusi si cha jati hai dil pe. ussi jazbaato ke nam meri yeh poem hai:

Mayusi ka mausam zindagi me kuch is tara se cha gaya,
Ke dil me chupa maut ka arman woh jagha gaya

Kushiyon ko ruksat kiya humne ansowon ki doli me,
Kamoshi aur tanhyi jaise saathioyn se woh mila gaya,

Zindagi ke andhere me badak rahe hai aaj hum,
Jabse  har asha aur har umeed ke diye ko woh buja gaya,

Juriyan hai chehre pe aur ankhen hai kali kali,
Apni pehechan is tara se who mere chehre pe saja gaya!


waah waah ..... bhoot khoob Meena - JIII ....  kcuh nhi likhunga ...fir khoge ke chinese mein lecture diya sad5


Juriyan hai chehre pe aur ankhen hai kali kali,
Apni pehechan is tara se who mere chehre pe saja gaya


yeh lines bahut achi hai ..... aur kha hai kitni baar ke cream lagaya kro ankhoon pe  ... manti ho baat ko  Puzzled !

mujhey tum bhool jaana chahte ho
ke khud ko aazmaana chaahte ho

likhe the jo kabhi maine wafaa ke
vo saare khat jalaana chaahte ho

mitaa kar kaagazo ke chand tukre
mujhey dil se mitaana chaahte ho

ujaada aashiyaan meri wafaa ka
makaan kiska sajaana chaahte ho

rakho woh baat yaaro se bhi chupa ke
dusmano se jo chhupaana chaahte ho

ke mat chhino kisi ki muskuraahat
agar tum muskuraana chaahte ho !!!!
Logged
nikki
Guest
«Reply #4 on: September 04, 2005, 02:20:46 PM »
awesum....Meena sis kamaal ka likhti ho aap..........really very very beautifull.................padh kar bahut hi acha laga....
tussi gr8 ho Humtum ...jawaab ho to aap jaisa...wah ji wah
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #5 on: September 04, 2005, 05:22:08 PM »
Amazing work sis.......bohat hi khoob likha hai.

And humtum.....kya kahoon aapse main to waise hi aapki poetry ki fan hoon,jaisi poetry mujhe pasand hai aap bilkul waisi likhte hain Usual Smile .
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: September 05, 2005, 08:14:59 AM »
very  nice  meena  ..........hum  tum
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: September 05, 2005, 10:32:55 AM »
Meena n Humtum............... Just superb !!!!
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #8 on: September 05, 2005, 10:41:39 AM »
Quote from: "Meena"
Kabhi kabhi dil bohot udas sa ho jata hai, ek mayusi si cha jati hai dil pe. ussi jazbaato ke nam meri yeh poem hai:

Mayusi ka mausam zindagi me kuch is tara se cha gaya,
Ke dil me chupa maut ka arman woh jagha gaya

Kushiyon ko ruksat kiya humne ansowon ki doli me,
Kamoshi aur tanhyi jaise saathioyn se woh mila gaya,

Zindagi ke andhere me badak rahe hai aaj hum,
Jabse  har asha aur har umeed ke diye ko woh buja gaya,

Juriyan hai chehre pe aur ankhen hai kali kali,
Apni pehechan is tara se who mere chehre pe saja gaya!




wah bohut achaa likha meena ji
Logged
Meena
Guest
«Reply #9 on: September 05, 2005, 03:13:58 PM »
Quote from: "salma4u"
wow ek se badh kar ek poem hain aapke...!!!
bahut khoob likha hai meenu sis...!!!

but
kabhi kabhi mayusi ka mausam cha jana bhi zindagi ka ek modh hai...
aur zindagi kabhi kisi ek liye ek jaisi nahin hoti hai aur pal pal badalta rehta hai...


shukriya salma sis!!!! sahi kaha ke yeh bhi zindagi ka ek hissa hai:

badalte rahe mausam, badalte rahe lamhe,
hum to chalte rahe par na thi koi manzil samne!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #10 on: September 05, 2005, 03:14:42 PM »
Quote from: "Meena"
Kabhi kabhi dil bohot udas sa ho jata hai, ek mayusi si cha jati hai dil pe. ussi jazbaato ke nam meri yeh poem hai:

Mayusi ka mausam zindagi me kuch is tara se cha gaya,
Ke dil me chupa maut ka arman woh jagha gaya

Kushiyon ko ruksat kiya humne ansowon ki doli me,
Kamoshi aur tanhyi jaise saathioyn se woh mila gaya,

Zindagi ke andhere me badak rahe hai aaj hum,
Jabse  har asha aur har umeed ke diye ko woh buja gaya,

Juriyan hai chehre pe aur ankhen hai kali kali,
Apni pehechan is tara se who mere chehre pe saja gaya!

It's Beautiful Meena....
Logged
Meena
Guest
«Reply #11 on: September 05, 2005, 03:17:09 PM »
Quote from: "Amanush..."
Jab bhi ye dil oudass hota hai
Jaane kaun aas paas hota hai


(Gane ki bol hai)

Usual Smile


wow chachu, nice to c u back!!!!! :D

tanhaiyo se bandan jod liya hai,
jabse is duniya se muh mod liya hai!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #12 on: September 05, 2005, 03:22:30 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
![/b]


waah waah ..... bhoot khoob Meena - JIII ....  kcuh nhi likhunga ...fir khoge ke chinese mein lecture diya sad5


Juriyan hai chehre pe aur ankhen hai kali kali,
Apni pehechan is tara se who mere chehre pe saja gaya


yeh lines bahut achi hai ..... aur kha hai kitni baar ke cream lagaya kro ankhoon pe  ... manti ho baat ko  Puzzled !

mujhey tum bhool jaana chahte ho
ke khud ko aazmaana chaahte ho

likhe the jo kabhi maine wafaa ke
vo saare khat jalaana chaahte ho

mitaa kar kaagazo ke chand tukre
mujhey dil se mitaana chaahte ho

ujaada aashiyaan meri wafaa ka
makaan kiska sajaana chaahte ho

rakho woh baat yaaro se bhi chupa ke
dusmano se jo chhupaana chaahte ho

ke mat chhino kisi ki muskuraahat
agar tum muskuraana chaahte ho !!!!


lol thank u humtum ji...chinese me nahin par aap jab punjabi bolte ho to zada ache lagte ho  :wink: ek bar phir se apne bohot hi acha likha!!

aaj woh humse yuh baat karte hai ajnabiyon ke jaise,
nahin jante wo ke unke bina pal guzarte hai sadiyon ke jaise!
honton pe hasi dekh kar sochte hai woh ke hhume koi gum nahin,
nahin jante woh ke jee rahe hai hum yaha quaidiyon ke jaise!
Logged
Meena
Guest
«Reply #13 on: September 05, 2005, 03:24:39 PM »
nikki:
thanx kuddiye, humaesha ke liye meri poem pasand karne ke liye!!!

nidhi:
shukriya sis!!!!

waheed:
thanx waheed!!!!

talat:
thanx kuddiye!

amit:
shukriya ji shukriya!

aryaan ji:
thank u!!!!

 :D
Logged
pagal_nahi_masoom_houn
Guest
«Reply #14 on: September 05, 2005, 03:36:02 PM »
Quote from: "Meena"
Kabhi kabhi dil bohot udas sa ho jata hai, ek mayusi si cha jati hai dil pe. ussi jazbaato ke nam meri yeh poem hai:

Mayusi ka mausam zindagi me kuch is tara se cha gaya,
Ke dil me chupa maut ka arman woh jagha gaya

Kushiyon ko ruksat kiya humne ansowon ki doli me,
Kamoshi aur tanhyi jaise saathioyn se woh mila gaya,

Zindagi ke andhere me badak rahe hai aaj hum,
Jabse  har asha aur har umeed ke diye ko woh buja gaya,

Juriyan hai chehre pe aur ankhen hai kali kali,
Apni pehechan is tara se who mere chehre pe saja gaya!


bohat ala  realy heart touching thx  for sharing
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 07:38:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer