| 
			| 
					
						| Intezar 
								Guest
 |    Mujhe na uljhaao tum is tarah bhi apni saanso me
 Ki dard ban kar nazar aane lagu tumhari ankho me,
 Kabhi jo mehsus karna chaho tum tanhaai me mujhe
 Dhoond lena mil jayega mera wajood teri baahon me
 
 Is gujarte wakt mein abhi to bahut kuch hona tha
 Chhupa kar sar apna tere phelu me bahut rona tha,
 Main ho gaya khaak kuch adhoori si khwaahish liye
 Abhi to rokar tera ye daaman ansuo se bhigona tha
 
 kabi to sun is mitti se siskiyan meri ab bhi aati hai
 tu anjane me hi sahi jab is raah se  gujar jati hai,
 Tu qaid hai apni had  mein maine ye bhi maana magar
 Phir meri kabra dekh kar kyo teri ankh bhar aati hai
 
 Kuch is tarah main teri yaadon se huaa be- zaar hoon
 bas kisi ki duaaon ke beech mein dafan ek mazaar hoon,
 Jisme tamaam sadiyan gujaar di raah takte takte tune
 Jo karte karte tu guzar gayaa main wahi 'Intezar' hoon… !
 
 
 Shukriya
 Intezar !
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	| 
			| 
					
						| killbill | 
                                                                    |  |   «Reply #1 on: December 01, 2010, 08:00:14 AM »  |  | 
 wah wah bhot mast
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| madhuwesh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #2 on: December 01, 2010, 09:09:35 AM »  |  | 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Intezar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #3 on: December 01, 2010, 03:41:04 PM »  |  | 
 bahut bahut shukriya Killbill ji bas yun hi saath rahiye humesha... Intezar ! wah wah bhot mast
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| killbill | 
                                                                    |  |   «Reply #4 on: December 01, 2010, 03:57:38 PM »  |  | 
 mera wajood teri baahon me meri zindagi teri panaon me dil ka sukoon teri nigahon me bas ja iss kadar ruh me mere jaise basta hai tu meri duwaon me!!!! hehehe lo ab tumhara poem bigaad dia mene    aisa saath dunga to tum nikal padoge dande lekar meri galiyon me ... mujhe marne ke liye.. khus rahiye Intezaar ji |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Intezar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #5 on: December 01, 2010, 04:02:35 PM »  |  | 
 Shukriya Madhuwesh ji aapko hamaara likhna aur hamaara dard pasand aaya... bahut bahut shukriya aapka... aur dard to har dil mein hota hai madhuwesh ji... aapke regular comments ke liye bhi shukriya... Intezar ! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Intezar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #6 on: December 01, 2010, 04:04:33 PM »  |  | 
 kaise bhi rehiye bas saath rehiye...  phir koi dard de ya de sitam kisi se kya shikwa killbill ji bas wo hamesha mere saath rahe... Intezar ! mera wajood teri baahon me meri zindagi teri panaon me dil ka sukoon teri nigahon me bas ja iss kadar ruh me mere jaise basta hai tu meri duwaon me!!!! hehehe lo ab tumhara poem bigaad dia mene    aisa saath dunga to tum nikal padoge dande lekar meri galiyon me ... mujhe marne ke liye.. khus rahiye Intezaar ji |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| brokenbyluv 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #7 on: December 01, 2010, 04:32:14 PM »  |  | 
    Behad umda peshaksh hai intezar ji bahut khoob..Mujhe na uljhaao tum is tarah bhi apni saanso me
 Ki dard ban kar nazar aane lagu tumhari ankho me,
 Kabhi jo mehsus karna chaho tum tanhaai me mujhe
 Dhoond lena mil jayega mera wajood teri baahon me
 
 Is gujarte wakt mein abhi to bahut kuch hona tha
 Chhupa kar sar apna tere phelu me bahut rona tha,
 Main ho gaya khaak kuch adhoori si khwaahish liye
 Abhi to rokar tera ye daaman ansuo se bhigona tha
 
 kabi to sun is mitti se siskiyan meri ab bhi aati hai
 tu anjane me hi sahi jab is raah se  gujar jati hai,
 Tu qaid hai apni had  mein maine ye bhi maana magar
 Phir meri kabra dekh kar kyo teri ankh bhar aati hai
 
 Kuch is tarah main teri yaadon se huaa be- zaar hoon
 bas kisi ki duaaon ke beech mein dafan ek mazaar hoon,
 Jisme tamaam sadiyan gujaar di raah takte takte tune
 Jo karte karte tu guzar gayaa main wahi 'Intezar' hoon… !
 
 
 Shukriya
 Intezar !
 
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Intezar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #8 on: December 01, 2010, 04:34:52 PM »  |  | 
 shukriya brokenbyluv ji... bahut bahut shukriya aapka ki aap ne idhar ka rukh kiya... kayi arse ho gaye the aap ke comments ko... yun hi aate rehiye... muskuraate rahiye aur phir se ek baar aap ka tahe dil se shukriya... 
 Intezar !
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| brokenbyluv 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #9 on: December 01, 2010, 04:42:47 PM »  |  | 
 shukriya brokenbyluv ji... bahut bahut shukriya aapka ki aap ne idhar ka rukh kiya... kayi arse ho gaye the aap ke comments ko... yun hi aate rehiye... muskuraate rahiye aur phir se ek baar aap ka tahe dil se shukriya... 
 Intezar !
 
 Maafi chahungi intezar ji aage se zarur apki threads per commment karne ki koshish karungi..take care..
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Intezar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #10 on: December 01, 2010, 04:46:23 PM »  |  | 
 aap to dil se laga baithe hamaari baaton ko... comments ki jaroorat nahin hai aap ne ek nazar bhar dekh liya yahan wahi kaafi hai...  hume logo ka haal pataa chal jaata hai  unke ek baar yaha se guzar bhar jaane se... ! Intezar ! Maafi chahungi intezar ji aage se zarur apki threads per commment karne ki koshish karungi..take care..
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| brokenbyluv 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #11 on: December 01, 2010, 04:47:24 PM »  |  | 
 aap to dil se laga baithe hamaari baaton ko... comments ki jaroorat nahin hai aap ne ek nazar bhar dekh liya yahan wahi kaafi hai... Bahut khoob...shukriya..hume logo ka haal pataa chal jaata hai
 unke ek baar yaha se guzar bhar jaane se... !
 
 Intezar !
 
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Rajesh Harish 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #12 on: December 05, 2010, 05:14:18 PM »  |  | 
 Good one Intezar Ji |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Intezar 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #13 on: December 06, 2010, 12:26:27 AM »  |  | 
 Shukriya Rajesh ji bahut bahut shukriya aapka...  Intezar ! Good one Intezar Ji
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |