Mere dil dhadkane ka aalam na poocho

by Deepati on December 08, 2008, 05:22:08 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Author  (Read 6055 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #45 on: December 20, 2008, 04:02:28 PM »

Wah Wah, Bahut Khoob, Jasbir Ji

Aapko bhool jaayen ham itane tou bewafa nahin
aap se kya gila karein aapse kuch gila nahin

sheesha-e-dil kaa todna unka tou ek khel hai
hamse hii bhool ho gayi unki koi khata nahin

kaash woh apne gam mujhe de de tou kuch sakoon mile
woh kitana badnaseeb hai gam hii jise mila nahin

karna hai gar wafa tou kya kaise wafa ko chod doon
kahte hain is gunaah kii hoti koyi saza nahin


NM

Thanks Deepati


I am just laughing away at the line you mentioned here
woh kitna badnaseeb hai gam hii jisey mila nahi.... kamaal hai
aisa bhi hota hai kya ?



BEWAFA AAP NAHI, TOH BEWAFA HUM BHI NAHI
YAAD KARO HUMKOH, BHOOLNEY WALEY HUM BHI NAHI

INDIA HO YA CANADA, DOORI KA KAHA EHSAAS HAI
MILTEY RAHA KARO ISI TARAH, EK HI BAAT HAI

GILEY SHIKWEY BHI KARTEY RAHENGEY
DOSTI YAARI MEH YEH SILSILEY BHI CHALTEY RAHENGEY



JASBIR SINGH

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #46 on: December 20, 2008, 05:14:54 PM »
Nice Jas Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #47 on: December 20, 2008, 07:58:30 PM »
Nice Jas Ji

THANKS RAJESH


JASBIR SINGH
Logged
Deepati
Guest
«Reply #48 on: December 21, 2008, 06:22:18 PM »
Thanks Deepati


I am just laughing away at the line you mentioned here
woh kitna badnaseeb hai gam hii jisey mila nahi.... kamaal hai
aisa bhi hota hai kya ?



BEWAFA AAP NAHI, TOH BEWAFA HUM BHI NAHI
YAAD KARO HUMKOH, BHOOLNEY WALEY HUM BHI NAHI

INDIA HO YA CANADA, DOORI KA KAHA EHSAAS HAI
MILTEY RAHA KARO ISI TARAH, EK HI BAAT HAI

GILEY SHIKWEY BHI KARTEY RAHENGEY
DOSTI YAARI MEH YEH SILSILEY BHI CHALTEY RAHENGEY



JASBIR SINGH



Chalo kisi ke honthon pe muskurahat tou aayi - chahe baat kuch bhi ho Giggle

Kabhi kabhi yuhin hamne dil ko samjhaaya hai
jo baat khud naa samjhe auron ko samjhaaya hai

hamse naa poocho mayne kuch baaton ke
kisi ne jo likha tha hamne tou wohi dohraaya hai Winking Usual Smile

ham milte hain, milte hii rahenge
hamne doston kaa saath sada hii nibhaaya hai
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #49 on: December 21, 2008, 06:57:59 PM »
Chalo kisi ke honthon pe muskurahat tou aayi - chahe baat kuch bhi ho Giggle

Kabhi kabhi yuhin hamne dil ko samjhaaya hai
jo baat khud naa samjhe auron ko samjhaaya hai

hamse naa poocho mayne kuch baaton ke
kisi ne jo likha tha hamne tou wohi dohraaya hai Winking Usual Smile

ham milte hain, milte hii rahenge
hamne doston kaa saath sada hii nibhaaya hai

Nice one Deepa
Logged
Pooja
Guest
«Reply #50 on: December 21, 2008, 09:08:51 PM »
bahoot khoob Deepti, lil bro and Jas ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #51 on: December 22, 2008, 01:40:47 AM »
Apna Gham Mujhe Auron Se Judaa Lagta Hai,.
Is Liye Haal Apna Kisiko, Main Sunaata Nahi,.

Hain Dil Mein Ghaav Itne, Iska Andaaz Maloom Nahi,.
Aur Bhi Zakham Lene Tayyar Hoon, Par Koi Mujhe Aazmaata Nahi,.

Itne Dard Chupe Hain, Ro Padoon To Zamaana Doob Jaaye,.
Aur Sab Kehte Hain, "Azeem" Tu Kyun Muskuraata Nahi,.

Logon Ki Fitrat Hai, Haal Sunna Aur Kinaare Ho Jaana,.
Sab Se Waakheef Hoon Main, Isliye Kisi Ko Kuch Bataata nahi,.

______________________________________-Jaanasheen-




Wah Jaanasheen Ji, Bahut khoob  Applause

 
Logged
Deepati
Guest
«Reply #52 on: December 22, 2008, 01:41:47 AM »
Nice one Deepa

Thanks, Rajesh Ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #53 on: December 22, 2008, 01:42:34 AM »
bahoot khoob Deepti, lil bro and Jas ji

Bahut bahut shukriya, Pooja Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #54 on: December 22, 2008, 05:50:36 AM »
Chalo kisi ke honthon pe muskurahat tou aayi - chahe baat kuch bhi ho Giggle

Kabhi kabhi yuhin hamne dil ko samjhaaya hai
jo baat khud naa samjhe auron ko samjhaaya hai

hamse naa poocho mayne kuch baaton ke
kisi ne jo likha tha hamne tou wohi dohraaya hai Winking Usual Smile

ham milte hain, milte hii rahenge
hamne doston kaa saath sada hii nibhaaya hai

wah bahut khoob Deepati,



AAP DOSTI NIBHAOGEY HO TOH HUM BHI PICHEY REHNEY WALEY NAHI
TANHA AAP KOH CHODD, BEWAFA HUM BHI HONEY WALEY NAHI

AAP KI ANOKHI ADA HAMEY BHAA GAYI
KHUDD NAHI SAMJEY, HAMEY SAMJA DI

AISEY HI DOSTOH SEY HUM KHUSH RAHA KARTEY HAI
JOH MILTEY HAI HASS KEY AUR HASAYA KARTEY HAI



JASBIR SINGH

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #55 on: December 22, 2008, 05:52:26 AM »
bahoot khoob Deepti, lil bro and Jas ji

Thanks JI

AAP BHI KUCH KEH DIA KARO
JHOLI MEH HAMARI
KUCH SHABDOH KEY PHOOL DIA KARO

JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: December 22, 2008, 12:33:27 PM »
Wah Jaanasheen Ji, Bahut khoob  Applause

 

Shukriya Deepti Ji,.

Meri Chahatein Aur Bhi Thi, Use Paane Ke Alaawa,.
Ek Chahat Poori Na Ho Paayi, To sab Ko Maine Chord Diya,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Deepati
Guest
«Reply #57 on: December 23, 2008, 07:28:53 AM »
wah bahut khoob Deepati,



AAP DOSTI NIBHAOGEY HO TOH HUM BHI PICHEY REHNEY WALEY NAHI
TANHA AAP KOH CHODD, BEWAFA HUM BHI HONEY WALEY NAHI

AAP KI ANOKHI ADA HAMEY BHAA GAYI
KHUDD NAHI SAMJEY, HAMEY SAMJA DI

AISEY HI DOSTOH SEY HUM KHUSH RAHA KARTEY HAI
JOH MILTEY HAI HASS KEY AUR HASAYA KARTEY HAI



JASBIR SINGH



Thanks and very nice, Jasbir Ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #58 on: December 23, 2008, 07:30:22 AM »
Shukriya Deepti Ji,.

Meri Chahatein Aur Bhi Thi, Use Paane Ke Alaawa,.
Ek Chahat Poori Na Ho Paayi, To sab Ko Maine Chord Diya,.

______________________________-Jaanasheen-

Very nice lines, Jaanasheen Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #59 on: December 23, 2008, 04:27:49 PM »
Thanks and very nice, Jasbir Ji

Thanks Deepati

Jasbir Singh
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 06:13:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer