meri life mai .. kisi ko meri ye ghazal bahot pasand hai

by clicksahil on May 16, 2005, 05:28:25 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 5425 times)
clicksahil
Guest
Yaad karun mai tujhe magar bhulaya kab hai
Tu to har waqt mere saath hai bichda kab hai
Mai to har ruthne walon ko sadaa deta hoon
Meri awaaz pe lekin koi rukta kab hai
Phirta hoon mara mara teri rahon mei
Iss safar mei mujhe saye kii tamanna kab hai
Bas yahi soch kar ab nahi chaha tujhe
Jis ko mai chahta hoon wo mujhe milta kab hai
Haan wahi shakhs wahi phool se chehre wala
Dil ka kya haal hai logon ko batata kab hai
sirf teri baaton ko maine yahan!!!!!!
mehsoos kiya hai tujhe dekha kab hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri jindagii meri muskaan by sameer3june19800 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
-Akhiri Ghazal Meri- by HumTum is back in Shayri-E-Dard
Meri pasand by deepika_divya in Songs & Lyrics
ghazal;Meri khabar tu lo ke mera haal he kharaab by khalidrawat in Shayri-E-Dard
Ek Nazm Meri Pasand Ki. by suman59 in Share Poetry You Like
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: May 16, 2005, 05:48:35 AM »
Quote from: "clicksahil"
Yaad karun mai tujhe magar bhulaya kab hai
Tu to har waqt mere saath hai bichda kab hai
Mai to har ruthne walon ko sadaa deta hoon
Meri awaaz pe lekin koi rukta kab hai
Phirta hoon mara mara teri rahon mei
Iss safar mei mujhe saye kii tamanna kab hai
Bas yahi soch kar ab nahi chaha tujhe
Jis ko mai chahta hoon wo mujhe milta kab hai
Haan wahi shakhs wahi phool se chehre wala
Dil ka kya haal hai logon ko batata kab hai
sirf teri baaton ko maine yahan!!!!!!
mehsoos kiya hai tujhe dekha kab hai
wah sahil ji....apki ye ghazal mujhe bhi behad pasand aayi,aise hi likhte rahiyega Usual Smile
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #2 on: May 16, 2005, 06:01:25 AM »
ye gazal tuh sach main bahut achi hai aur isse sunke aisa laga jaise ye mera hi haal byan kar rahi ho ............

kaise kaise ye zindagi ke riwaaj hote hai
jise chahen hum pana aksar uski ko khote hai
Logged
clicksahil
Guest
«Reply #3 on: May 16, 2005, 06:05:56 AM »
thnx nidhi....and thnx sandhaya....  

thnx for make me more enthusiastic towards verses... sandhaya ur verses is really worth for hats off....  

dil mein khushi ki shama sajata nahi koi
mere shaher mein ab to aata nahi koi
unka ek ek lavfz mujhe ab bhi yaad hai
mere khaton ko ab bhi jalata nahi koi
yaron hamare khun ka ajab he naseeb hai
isse mehndi hateli par sajata nahi koi
har shakhs apne khwab ki duniya mein hai magan
magar taabir kya hai khwaab ki batata nahi koi
Logged
sunny1982
Guest
«Reply #4 on: May 16, 2005, 06:14:49 AM »
Quote from: "sandhaya"
ye gazal tuh sach main bahut achi hai aur isse sunke aisa laga jaise ye mera hi haal byan kar rahi ho ............

kaise kaise ye zindagi ke riwaaj hote hai
jise chahen hum pana aksar uski ko khote hai


behta hu kasti par dur hai kinara , hawa se pooshta hu kya haal hai tumara
Logged
clicksahil
Guest
«Reply #5 on: May 16, 2005, 06:38:16 AM »
Laakh duri ho magar waada nibhate rehna
Jab bhi baarish ho mera sog manate rehna
Tum gaye ho to har shaam ye adat tehri
Bas kinare par khade haath hilate rehna
Logged
salil2002
Guest
«Reply #6 on: April 25, 2009, 07:14:34 AM »
Yaad karun mai tujhe magar bhulaya kab hai
Tu to har waqt mere saath hai bichda kab hai
Mai to har ruthne walon ko sadaa deta hoon
Meri awaaz pe lekin koi rukta kab hai
Phirta hoon mara mara teri rahon mei
Iss safar mei mujhe saye kii tamanna kab hai
Bas yahi soch kar ab nahi chaha tujhe
Jis ko mai chahta hoon wo mujhe milta kab hai
Haan wahi shakhs wahi phool se chehre wala
Dil ka kya haal hai logon ko batata kab hai
sirf teri baaton ko maine yahan!!!!!!
mehsoos kiya hai tujhe dekha kab hai

thnx nidhi....and thnx sandhaya.... 

thnx for make me more enthusiastic towards verses... sandhaya ur verses is really worth for hats off.... 

dil mein khushi ki shama sajata nahi koi
mere shaher mein ab to aata nahi koi
unka ek ek lavfz mujhe ab bhi yaad hai
mere khaton ko ab bhi jalata nahi koi
yaron hamare khun ka ajab he naseeb hai
isse mehndi hateli par sajata nahi koi
har shakhs apne khwab ki duniya mein hai magan
magar taabir kya hai khwaab ki batata nahi koi

ba
Laakh duri ho magar waada nibhate rehna
Jab bhi baarish ho mera sog manate rehna
Tum gaye ho to har shaam ye adat tehri
Bas kinare par khade haath hilate rehna

hut achche click sahil ji..............bahut hi badiya ghazal hai ..............yeh ghazal dil ko bahut chhu gayi
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: December 28, 2009, 05:22:09 PM »
Nice ones Click Sahil Ji
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #8 on: March 18, 2010, 04:53:59 PM »
BAHUT SHAANDAAR CLICKSAHILJI. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Yaad karun mai tujhe magar bhulaya kab hai
Tu to har waqt mere saath hai bichda kab hai
Mai to har ruthne walon ko sadaa deta hoon
Meri awaaz pe lekin koi rukta kab hai
Phirta hoon mara mara teri rahon mei
Iss safar mei mujhe saye kii tamanna kab hai
Bas yahi soch kar ab nahi chaha tujhe
Jis ko mai chahta hoon wo mujhe milta kab hai
Haan wahi shakhs wahi phool se chehre wala
Dil ka kya haal hai logon ko batata kab hai
sirf teri baaton ko maine yahan!!!!!!
mehsoos kiya hai tujhe dekha kab hai

Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #9 on: March 21, 2010, 12:29:18 AM »
Wah C.Sahill ji,very beautiful gazal.lovely creation. Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause icon_thumleft
Logged
sarfira
Guest
«Reply #10 on: July 08, 2011, 10:26:10 AM »
bht hi khoob ghazal…

sajakar mehfil yaha khamoshiyon ki
janaaje par apni muskurata kaun hai!!!
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #11 on: July 11, 2011, 05:27:00 PM »

sach mein bahot khubsurat likha hai....
aur mujhe bhi bahot pasand Aai....


always your
@lam


Logged
paani
Guest
«Reply #12 on: July 18, 2011, 09:04:51 AM »
Yaad karun mai tujhe magar bhulaya kab hai
Tu to har waqt mere saath hai bichda kab hai
Mai to har ruthne walon ko sadaa deta hoon
Meri awaaz pe lekin koi rukta kab hai
Phirta hoon mara mara teri rahon mei
Iss safar mei mujhe saye kii tamanna kab hai
Bas yahi soch kar ab nahi chaha tujhe
Jis ko mai chahta hoon wo mujhe milta kab hai
Haan wahi shakhs wahi phool se chehre wala
Dil ka kya haal hai logon ko batata kab hai
sirf teri baaton ko maine yahan!!!!!!
mehsoos kiya hai tujhe dekha kab hai


@clicksahil  lajawaab !!!!
Logged
khujli
Guest
«Reply #13 on: July 18, 2011, 09:06:30 AM »
Yaad karun mai tujhe magar bhulaya kab hai
Tu to har waqt mere saath hai bichda kab hai
Mai to har ruthne walon ko sadaa deta hoon
Meri awaaz pe lekin koi rukta kab hai
Phirta hoon mara mara teri rahon mei
Iss safar mei mujhe saye kii tamanna kab hai
Bas yahi soch kar ab nahi chaha tujhe
Jis ko mai chahta hoon wo mujhe milta kab hai
Haan wahi shakhs wahi phool se chehre wala
Dil ka kya haal hai logon ko batata kab hai
sirf teri baaton ko maine yahan!!!!!!
mehsoos kiya hai tujhe dekha kab hai



 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
akashsharma1990
Guest
«Reply #14 on: April 30, 2012, 06:33:51 AM »
bohot khub clicksahil sir..
http://www.yoindia.com/shayariadab/miscellaneous-shayri/kaisa-yeh-dar-t74267.0.html;
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 16, 2024, 11:19:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer