Mujhe maaf karna

by jannatjahan on April 15, 2009, 10:34:54 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 7665 times)
jannatjahan
Guest
Mujhse sabhi kehte hain ki mai DARD baantati hun,
DARd nahi dar-asal, bikhre sabhi zindagi ke panne sametati hun,

Kaante hain meri raahon me phulon ka sparsh kahan se laaun,
ho raahon me sabke phul , magar ye dua mangti hun,

badnasibi se ghiri zindagi, khusiyon ke geet kaise gaaun
machalte hai mere bhi armaan jab tab,par apne hathon apni ichhaon ka gala dabati hun

ho chuki hun kaid mai gum ki salakhon me
dard se hi mai apne dard ko seenchti hun

khamosh si hai duniya meri ,khamosi hi humsafar
khamosi ke dhage se ab har ek riste ko jodti hun,

Mujhe maaf karna, na de saki khusiyaan kisi ko
mai ek sukhi si dali AAg me lipati hun

na kehna ab ki mai dard baanti hun
bikhre hue Zindagi ke panne sametati hun
[/b]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MUJHE MAAF KARNA by sweet suh in Shayeri for Dard -e- Bewafai
jaam-- mujhe maaf karna~~~ Saahil by salil2002 in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2 3  All »
Aashiq -- Maut mujhe maaf karna ~~ Saahil by -Saahil- in Shayri-E-Dard
ALWIDA~~ Maaf Karna ~~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard
Hun Me Insaan Aae Khuda Hojae Khata Tof Maaf Karna by Shayaries_King in Share:Devotional Poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 4 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 15, 2009, 10:44:12 AM »
Bohatr Achche Shwetha Ji,.
Yunhi Likhte rahiye,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #2 on: April 15, 2009, 10:48:13 AM »
Bahoot Khoob Shweta Ji. Keep writing.....
Logged
salma786
Guest
«Reply #3 on: April 15, 2009, 10:52:54 AM »
Mujhse sabhi kehte hain ki mai DARD baantati hun,
DARd nahi dar-asal, bikhre sabhi zindagi ke panne sametati hun,

Kaante hain meri raahon me phulon ka sparsh kahan se laaun,
ho raahon me sabke phul , magar ye dua mangti hun,

badnasibi se ghiri zindagi, khusiyon ke geet kaise gaaun
machalte hai mere bhi armaan jab tab,par apne hathon apni ichhaon ka gala dabati hun

ho chuki hun kaid mai gum ki salakhon me
dard se hi mai apne dard ko seenchti hun

khamosh si hai duniya meri ,khamosi hi humsafar
khamosi ke dhage se ab har ek riste ko jodti hun,

Mujhe maaf karna, na de saki khusiyaan kisi ko
mai ek sukhi si dali AAg me lipati hun

na kehna ab ki mai dard baanti hun
bikhre hue Zindagi ke panne sametati hun
[/b]

Bahoot bahoot khoob shwetha sis very touching Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #4 on: April 15, 2009, 11:02:00 AM »

         
  AAPKEY DARD MAIN HI KHUSHIAN CHIPI HUI HAIN ZARAA TALAASHNEY KI KOSHISH TO
 
  KARAIN....................NICE COMPOSITION

                 KA
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #5 on: April 15, 2009, 11:08:02 AM »
Bahoot bahoot khoob shwetha sis very touching Clapping Smiley Clapping Smiley
Thanks dear salma
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #6 on: April 15, 2009, 11:13:38 AM »
         
  AAPKEY DARD MAIN HI KHUSHIAN CHIPI HUI HAIN ZARAA TALAASHNEY KI KOSHISH TO
 
  KARAIN....................NICE COMPOSITION

                 KA
kosis hi to karti aayee hun aaj tak....chaliye aap kehte hain to kosis jari rahegi.... anyways thanks KA
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #7 on: April 15, 2009, 11:16:06 AM »
Bahoot Khoob Shweta Ji. Keep writing.....
Thanks dear sophi
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #8 on: April 15, 2009, 11:20:21 AM »
Bohatr Achche Shwetha Ji,.
Yunhi Likhte rahiye,.
Thanks Dear Azeem
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: July 07, 2009, 08:34:58 PM »
Mujhse sabhi kehte hain ki mai DARD baantati hun,
DARd nahi dar-asal, bikhre sabhi zindagi ke panne sametati hun,

Kaante hain meri raahon me phulon ka sparsh kahan se laaun,
ho raahon me sabke phul , magar ye dua mangti hun,

badnasibi se ghiri zindagi, khusiyon ke geet kaise gaaun
machalte hai mere bhi armaan jab tab,par apne hathon apni ichhaon ka gala dabati hun

ho chuki hun kaid mai gum ki salakhon me
dard se hi mai apne dard ko seenchti hun

khamosh si hai duniya meri ,khamosi hi humsafar
khamosi ke dhage se ab har ek riste ko jodti hun,

Mujhe maaf karna, na de saki khusiyaan kisi ko
mai ek sukhi si dali AAg me lipati hun

na kehna ab ki mai dard baanti hun
bikhre hue Zindagi ke panne sametati hun
[/b]

ek ek shabd dard mai lipta hua.....Nice work jannatjahan
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #10 on: July 08, 2009, 11:39:01 AM »

 BAHUT KHOOB JANNAT JI   Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Roja
Guest
«Reply #11 on: July 08, 2009, 11:50:58 AM »
Shwetha her ek line mera dil ko chu gaya dear. Wonderful creation  Applause Applause...
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #12 on: July 08, 2009, 12:08:13 PM »
bahut bahut khub janat ji.....har alfaaj me dard Applause Applause Applause
               
                Khud nahi chunta koi dard ki raahe
                Ye bhi zindagi ka ek pahlu hai,jo har haal me sehna hai...
                 Jis haal me b rakhe khuda ,uski rja me hi rehna hai....
                   
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 02, 2024, 02:41:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]

[October 29, 2024, 06:05:52 AM]

[October 27, 2024, 11:20:13 AM]

[October 27, 2024, 11:11:07 AM]

[October 27, 2024, 10:00:45 AM]

[October 27, 2024, 09:34:15 AM]

[October 19, 2024, 08:53:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer