Mujhe Maut Se Nawaaziye.......

by Alam Qazi on February 02, 2011, 06:55:42 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1231 times)
Alam Qazi
Guest

Mere Dard Ki Qitaab Mein, Har Harf Sogwaar Hai
Masarrato'n Se Nahi, Mujhe Dard-O-Gham Se Pyar Hai,

Na Gul Chahiye, Na Gulista'n Ka Khwaab Hai
Phir Bhi Lahoo Mera, Kyun Chaman Pe Nisaar Hai,

Zindagi Se Nahi, Mujhe Maut Se Nawaaziye
Ki Ab Rooh Ye Meri, Parwaaz Ko Bekaraar Hai,

Khataa Uski Thee Magar, Ilzaam Mujhpe Aagya
Kaun Kare Insaaf Ab, Ki Kaun Gunehgaar Hai,

Mere Jism Ko Na Dekhiye, Gaur Se Tum Is Tarah
Ye Toot_Tee Dhadkane, Meri Saan's Se Bezaar Hai.....


___________Alam
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mujhe Maut Bhi Aaati Nahi..... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
<>*Mujhe maut k aur kareeb le jata hai…*<> by *KasaK*....Dil Ki in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
ab mujhe meri maut by saahill in Shayri-E-Dard
Mujhe Maut Ki Talash Hain ...!! by Kaushal Sharma in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Mujhe Duain E Maut Dena ..... by Kaushal Sharma in Shayri-E-Dard
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: February 02, 2011, 07:19:46 PM »

Mere Dard Ki Qitaab Mein, Har Harf Sogwaar Hai
Masarrato'n Se Nahi, Mujhe Dard-O-Gham Se Pyar Hai,

Na Gul Chahiye, Na Gulista'n Ka Khwaab Hai
Phir Bhi Lahoo Mera, Kyun Chaman Pe Nisaar Hai,

Zindagi Se Nahi, Mujhe Maut Se Nawaaziye
Ki Ab Rooh Ye Meri, Parwaaz Ko Bekaraar Hai,

Khataa Uski Thee Magar, Ilzaam Mujhpe Aagya
Kaun Kare Insaaf Ab, Ki Kaun Gunehgaar Hai,

Mere Jism Ko Na Dekhiye, Gaur Se Tum Is Tarah
Ye Toot_Tee Dhadkane, Meri Saan's Se Bezaar Hai.....


___________Alam


Bahut khoob Ghazal kahi hai aapne ... Alam Qazi Ji !

har ashaar ek se baDhkar ek hai ... Very Impressive Creation .. !

dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen ... !

khush rahen ...
duaaon ke saath ... !
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: February 03, 2011, 03:35:45 AM »
Mashaalaah bahut hi achhi kalaam hai.
jhakaashhhhhh.
dil se daad aapko.
"
thanx
"
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: February 03, 2011, 09:00:11 AM »

Mere Dard Ki Qitaab Mein, Har Harf Sogwaar Hai
Masarrato'n Se Nahi, Mujhe Dard-O-Gham Se Pyar Hai,

Na Gul Chahiye, Na Gulista'n Ka Khwaab Hai
Phir Bhi Lahoo Mera, Kyun Chaman Pe Nisaar Hai,

Zindagi Se Nahi, Mujhe Maut Se Nawaaziye
Ki Ab Rooh Ye Meri, Parwaaz Ko Bekaraar Hai,

Khataa Uski Thee Magar, Ilzaam Mujhpe Aagya
Kaun Kare Insaaf Ab, Ki Kaun Gunehgaar Hai,

Mere Jism Ko Na Dekhiye, Gaur Se Tum Is Tarah
Ye Toot_Tee Dhadkane, Meri Saan's Se Bezaar Hai.....


___________Alam



wah wah bahut koob ALAM SAHAB. KYA LAFZO MEIN PIRIYA HAI KHYAAL AAPNE. MINDBLOWING........!!!!
Logged
manjum
Guest
«Reply #4 on: February 03, 2011, 09:22:00 AM »
wah wah alamji...

bahut umda bahut khub...

 Applause Applause Applause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #5 on: February 06, 2011, 12:22:11 PM »
Bahut Khub Alam Ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 09:31:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.156 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer