Mujhe Tanha Rehna Hai..

by majid on December 06, 2008, 10:27:43 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
Print
Author  (Read 14125 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #90 on: January 01, 2009, 12:29:00 AM »

   Aankho Mein Kisi Bhi  Aks Ko Utarte Nahi In Deeno.
  Kisi Bhi Shaks Ko Dil Ke Kareeb Laate Nahi In Deeno

    Achha Hua Ye Tanhaaiyan Hi Mera Muqadar Ban Gayi
   Waise Bhi Mehfilon Mein Hum Jaate Nahi  In Deeno.

  Mil Jaate Hain Ab Log Humko Yun Hi Raah Chalte Hue
 Warna Humto Chup Hai Kisi Ko Bhi Pukarte Nahi In Deeni.

   Mil Jaaye Humko Koi Gale Se Lagane Wala Mumkin Nahi
  Aur Hum Bhi Kisi Se Jhuthi Umeed Karte  Nahi In Deeno.





Waah Mere Bhai.
Waah Bohat Hi Badhiya Likha Hai,.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MUJHE TANHA CHODNE WAALE KAHIN TOO TANHA NA RAH JAAYE by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
- Mujhe Tanha Chod Diya - by Meena is back in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Chod do tanha mujhe by deepika_divya in Shayri-E-Dard
~!!!~ Tanha rehna seekh raha hoon ~!!!~ by Qutubuddin in Ghazals
Tumhare Bin Nahi Rehna Mujhe Tumse M0habbat Hai by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #91 on: January 01, 2009, 12:34:11 AM »


dil ka kya hai wo to chahega musalsal milana
wo sitamgar bhi magar soche kisi pal milna

wan nahin waqt to ham bhi hain adim-ul-fursat
us se kya kahiye jo har roz kahe kal milna

ishq ki rah k musafir ka muqaddar malum
dasht-e-ummid main andeshe ka badal milna

daman-e-shab ko agar chak bhi kar len to kahan
nur main duba hua subah ka anchal milna


Parvee Shakir
Logged
k.shael
Guest
«Reply #92 on: January 01, 2009, 09:49:08 AM »

   Aankho Mein Kisi Bhi  Aks Ko Utarte Nahi In Deeno.
  Kisi Bhi Shaks Ko Dil Ke Kareeb Laate Nahi In Deeno

    Achha Hua Ye Tanhaaiyan Hi Mera Muqadar Ban Gayi
   Waise Bhi Mehfilon Mein Hum Jaate Nahi  In Deeno.

  Mil Jaate Hain Ab Log Humko Yun Hi Raah Chalte Hue
 Warna Humto Chup Hai Kisi Ko Bhi Pukarte Nahi In Deeni.

   Mil Jaaye Humko Koi Gale Se Lagane Wala Mumkin Nahi
  Aur Hum Bhi Kisi Se Jhuthi Umeed Karte  Nahi In Deeno.






Manjil to abb bhi hai aur ham bhi wahi hai,
par jaane kyun kadam aadhe raste se hi lout aate hai inn dinno,

Ye nahi ki hamm chal paane me asamarh hai,
par housle hi saath chod jaate hai inn dinno,

kaash ki tujhe paa liya hota hamne zindagi me
to kasam se tanhayi se na rishta nibha rahe hote inn dinno,

Aur kuch paane ki iltaza na rahi hame
ham to gujaare ke liye gamm hi mangte hai inn dinno.

Shally.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #93 on: January 01, 2009, 10:00:25 AM »

Manjil to abb bhi hai aur ham bhi wahi hai,
par jaane kyun kadam aadhe raste se hi lout aate hai inn dinno,

Ye nahi ki hamm chal paane me asamarh hai,
par housle hi saath chod jaate hai inn dinno,

kaash ki tujhe paa liya hota hamne zindagi me
to kasam se tanhayi se na rishta nibha rahe hote inn dinno,

Aur kuch paane ki iltaza na rahi hame
ham to gujaare ke liye gamm hi mangte hai inn dinno.

Shally.



Shally Ji, aap neh bahut hi dard bhari baat keh di hai and its true also..... dil bhar aaya hai .... may GOD bless fulfilling everyone;s wishes.

Jasbir Singh
Logged
k.shael
Guest
«Reply #94 on: January 01, 2009, 10:09:36 AM »
Bohat Khoob Shael Ji
Hum iska Rep Baad Main Jarur Denge
Abhi Jaana Hai..Bye Tc

Shukriya Shihab ji,

Reply ka intzaar rahega,

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #95 on: January 01, 2009, 10:10:10 AM »

Shally Ji, aap neh bahut hi dard bhari baat keh di hai and its true also..... dil bhar aaya hai .... may GOD bless fulfilling everyone;s wishes.

Jasbir Singh

Shukriya Jas ji,

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: January 01, 2009, 12:29:07 PM »
Bohat Bohat Shukariya Pooja Ji And Azeem Bhai
Aur Bohat Achhi Sharing Ki Hai Aapne Azeem Bhai
Bohat Khoob Lagey Raho....

Khamoshi Mein Ab Waqt Bitane Lage.
Har Baat Ko Dil Mein Chhupane Lage.

Rakhte The Kabhi Hum Duniya Ki Khabar
Par Aaj Khud Se Hi Anjaan Ban Ne Lage.

Janta Hoon Usne To Kabhi Chaha Hi Nahi
Hum Hi The Jo Usse Ummeeden Karne Lage.

Kyun Karun Mein Koi Shiqwa Gila Us Se.!Hum
Pahle Bhi Tanha The Aaj Bhi Tanha Rehne Lage



Naadan Hai Tu, Dilon Ke Rishte Jordte Jaata Hai,.
Bewafaai Ki Duniya Main, Sab Se Dil Lagaata Hai,.

Koi Nahi Apna Yahaan, Tanhaai Ke Siwaa "Majid,.
Baar Baar Kehta Hoon Tujhse, Har Baar Tu Bhool Jaata Hai,.

Ab Jab Tune Hi Barbaad Kar Liya Khud Ko,.
To Kyun Apni Bebasi ka Haal Sab Ko Sunaata Hai,.

Bhool Jaa Mere Dost, Ab Mohabbat Ka Ye Zamaana Nahi,.
Mohabbat To Ab Khel Hai, Khelne Ke Liye Hi Har Koi Rishta Banaata Hai,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #97 on: January 02, 2009, 04:02:55 PM »
Shukriya Majid Bhaiya,.
And Nice One Yaara From Ur Side Too,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #98 on: January 03, 2009, 05:21:19 PM »
Naadan Hai Tu, Dilon Ke Rishte Jordte Jaata Hai,.
Bewafaai Ki Duniya Main, Sab Se Dil Lagaata Hai,.

Koi Nahi Apna Yahaan, Tanhaai Ke Siwaa "Majid,.
Baar Baar Kehta Hoon Tujhse, Har Baar Tu Bhool Jaata Hai,.

Ab Jab Tune Hi Barbaad Kar Liya Khud Ko,.
To Kyun Apni Bebasi ka Haal Sab Ko Sunaata Hai,.

Bhool Jaa Mere Dost, Ab Mohabbat Ka Ye Zamaana Nahi,.
Mohabbat To Ab Khel Hai, Khelne Ke Liye Hi Har Koi Rishta Banaata Hai,.

_________________________________-Jaanasheen-


wah Jahanasheen, very nice

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #99 on: January 03, 2009, 05:22:55 PM »

  Kabhi Dekhta Hoon Khud Ko To Kabhi Chhod Deta Hoon In Deeno
  Jahaan Jaata Hai Rasta Wahi Khud Ko Mod Deta Hoon In Deeno.

  Hai Ajab Sa Rang Aankhon Ka Aur Dard Hi Dard Hai Inme Aaj
  Jab Bhi Dekhta Hoon Mein Bas Aaina Tod Deta Hoon In Deeno.

  Tujhe Bhulaun Bhi To Aakhir Kaise Tu Hi To Mujhme Samayaa Hai
   Aksar Teri Yaadon Ka Qatra Qatra Nichod Leta Hoon In Deeno

   Kanp Kanpaate Hain Honth Aur Aankhein Hai Bheegi Bheegi Si
  Aksar Dil Ki Baat Ko Yun Hi Adhuri Chhod Deta Hoon In Deeno



wah wah wah SHIHAB. bahut hi badiya, in deenoh ... dil koh chu gayi ...


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #100 on: January 05, 2009, 09:41:42 PM »
Ye Kaise Shehar Mein Aaya Hoon Main,.
Hazaaron Logon Me Hokar Bhi Tanhaa Hoon Main,.

Ye Kaise Ghar Nazar Aate Hain Tujhe "Azeem,.
Mujhe Lagta Hai, Ke Veeraano Mein Khadaa Hoon Main,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #101 on: January 05, 2009, 10:00:08 PM »
Nice one Bhai

Yeh zinde laashon ka shar hai mere yaar
Yahan koi nahi karta hai kisi se pyaar
Yahan ghar nahi sab ke sab khandar hain
Yeh sach hi hai ki aap veeraano mein hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #102 on: January 05, 2009, 10:13:30 PM »
Shukriya And Nice One Bhai,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #103 on: January 05, 2009, 10:16:19 PM »
Thanks for your compliments Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #104 on: January 05, 2009, 10:20:59 PM »
Ajeeb Samaan Chaaya Hai, Is Ghamzada Mahol Mein,.
Kahin Koi, Mujhse Meri Tanhaai Cheen Ne To Nahi Aaya,.

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 09:25:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer