MUKADAR

by gum on June 13, 2006, 03:36:10 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2776 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #15 on: June 19, 2006, 04:03:16 PM »
Quote from: "gum"
Lovely BHONDU and as usual shayar bhai aap toh kamal ho he

MAIN HI THAAM SAKU HAATH UNKA,
MUJH PE ITNI IBADAT SE KARDE,
WOH REH NA PAYE EK PAL BHI MERE BINA,
AE KHUDA TU UNKO MERI AADAT SE KARDE

ab to tanhayeeyan mere dil mein aane  se sharmti nhi,
ek aadat si ban gayi hai wo aur..  aadat kabhi jaati nhi.
soche thay ye aadat bhi jaayegi ab maut ke saath.
unhone to chura liya daaman aapna.
per maut ne bhi nhi badhaya aapna haath.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MUKADAR by nawabian in Poetry of seperation in Punjabi
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #16 on: June 26, 2006, 05:09:55 AM »
Quote from: "gum"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "gum"
Lovely BHONDU and as usual shayar bhai aap toh kamal ho he

MAIN HI THAAM SAKU HAATH UNKA,
MUJH PE ITNI IBADAT SE KARDE,
WOH REH NA PAYE EK PAL BHI MERE BINA,
AE KHUDA TU UNKO MERI AADAT SE KARDE

ab to tanhayeeyan mere dil mein aane  se sharmti nhi,
ek aadat si ban gayi hai wo aur..  aadat kabhi jaati nhi.
soche thay ye aadat bhi jaayegi ab maut ke saath.
unhone to chura liya daaman aapna.
per maut ne bhi nhi badhaya aapna haath.

Lovely Shayar bhai and Bhondu

In ankhoon mein aansu aaye na hote,
Agar woh piche mudhkar muskuraye na hote,
Unke jane ke baad yeh gum hota hai,
Ke kash woh zindagi mein kabhi aaye na hote

yaar pata nhi kyn aapki shayri mere her zakhm se gujarti hai.aur.. dil chu jaati hai

kaash wo zindgi mein kabhi aaye na hote.
humko dekhker yu muskuraye na hote.
naa lagate hum bhi dil unse  kabhi,
aur.. zindgi mein dukh aur.. tanhayee ke saye na hote.
Logged
Anushka
Guest
«Reply #17 on: June 28, 2006, 10:26:41 AM »
thi sis really wonderful great job by all of you shayers... just very beautiful....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #18 on: June 28, 2006, 12:04:06 PM »
Mukaddar bhi kya Cheez hai.....
Kehte hai sab apna hai tu.....
par naajane Dunia ki ky areet hai......

Apni karni ka dosh me Mukaddar ko kyu doon.....
Jo dee hai Shakl khuda ne tu Galti mukarar Mukaddar ko kyu doon....

Na karo mujhse Pyar toh koi baat nahi.....
Dost banaye rakhna hame sada.....
Beete Lafzon ke bina jo Shaam woh Shaam nahi......!!!!!!!!
Logged
Anushka
Guest
«Reply #19 on: June 28, 2006, 10:16:05 PM »
Quote from: "gum"
Main duba toh kinare pe khadi thi duniya,
Hasne walon mein mera mukadar bhi tha,
Ro rahi thi jo janaje se lipat kar mere,
Kaise keh du ke vahi mera katil tha,

Wah Gum bahut khubsurat likha...
Arz kerti hu......

Raaton ki siyaahi meh likhey jara tha mera Muqaddar jab
Chupke se zameen per ujalon ka ana jaana ab semjhi jakar
Phir na rahaa kuch shikvaa, waqt ne jab sunaee guzar jaane ki bataein
Bas ki baat nehi kay Muqaddar se led seku Is Muqaddar seh....
Logged
roshni246
Guest
«Reply #20 on: June 29, 2006, 04:16:38 PM »
AAPNE SAB NE BOHOT ACHA LIKHA HIA...! awesome..!

Matt poocho aalam hamare dil ki be-basi ka
qayamat ki bheer hai aas paas,dil mein magar tanhaai hai.

Yoon dil ke aangan mein teri yaadon ki aahat hui
jaise dur kisi waadi mein,bajti koi shehnaai hai.

Khaa kar fareb khud apni hi taqdeer ke haathon
ilzaam dein kis ko hum,qismat hi harjaai hai.

Tere intazaar mein rehna bann gayi hai meri aadat
khushi to nahi qismat mein magar,gum se aashnaai hai.

Yeh bhi nahi kam khayalon mein agar tujh ko choo loon
tu to nahi yaad teri,humse milne aayi hai.

~rosh~
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #21 on: June 29, 2006, 04:19:27 PM »
Wah ji Wah Roshni rangeen Shayari kar rahi ho.....Too gud Gum bhai and Annu

Kahan Dum mukaddar me jo Chalni mera Seena kar jayega.....
Yeh Dunia hai Badnaam ki ISme toh Khuda bhi Sirr Jhukaye Chala jayega.....

Mahobbat jo ki humne toh Mukaddar se kya Darna......
Khuda hai Saath hum sabke toh kya Mukaddar rooth payega........!!!!!!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #22 on: June 29, 2006, 04:21:45 PM »
2 gud big bro!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #23 on: June 30, 2006, 02:53:28 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"

Kahan Dum mukaddar me jo Chalni mera Seena kar jayega.....
Yeh Dunia hai Badnaam ki ISme toh Khuda bhi Sirr Jhukaye Chala jayega.....

Mahobbat jo ki humne toh Mukaddar se kya Darna......
Khuda hai Saath hum sabke toh kya Mukaddar rooth payega........!!!!!!!

jalne se pahle to chingari awaz nhi deti,
zindgi ke kinare maut bhi awaz nhi deti
zindgi humko koi saugaat nhi deti
mukadaar bigarta hai to khudai bhi saath nhi deti.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #24 on: June 30, 2006, 05:58:29 PM »

Jalta jiska Seena ho bhala Mukaddar uska kya bigaad lega......
Hum woh hai jinhe dekh Maut ka Saahil bhi Zindagi ke kinare dekh rasta badal lega......

Deewana hoon me mujhe Maut se dar nahi lagta.....
Kehti hai Sanam meri tu nahi Mahobbat meri tu toh hai koi Farishtaa......

Bhala Chahahton par yeh Mukaddar kya Asar kar payega.....
Jab jude ho do Dil jismon ke darmiyaan toh unhe kon alag kar payega......!!!!!!!!!!
Logged
Anushka
Guest
«Reply #25 on: July 01, 2006, 09:57:05 AM »
Quote from: "gum"
Loevly Bhondu,Shayar bhai, Anu and ROSH,

Ae khuda yeh fasla kardey,
Ushe mera ya mujhe uska kardey,
Bhayut dukh sahe hai meine,
Koi khushi aab toh mere mukadar kar de,
Bhayut mushkil lagta hai unse door rehna,
Judaai ke is safar ko kam kardey,
Jitna door chali gayi hai woh mujhse,
Ushe utna he mere kareeb kardey,
Nahi likha mere mukadar mein us ka naam toh,
Khatam kar yeh zindagi meri aur mujhe fanah kar de

bahut achi shayari hai yeh I love it too...

Arz hai ...
Apni zindagi nisar karkey , kya IshQ khatam hota hai?
har khanai hasoul-e-mahboob ko anjaam khayal karti hai
Fanah honay say Mohabaat khatam kebi bhi khetam nehi hoti...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #26 on: July 02, 2006, 11:28:11 AM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "badnaam_shayar"

Kahan Dum mukaddar me jo Chalni mera Seena kar jayega.....
Yeh Dunia hai Badnaam ki ISme toh Khuda bhi Sirr Jhukaye Chala jayega.....

Mahobbat jo ki humne toh Mukaddar se kya Darna......
Khuda hai Saath hum sabke toh kya Mukaddar rooth payega........!!!!!!!

jalne se pahle to chingari awaz nhi deti,
zindgi ke kinare maut bhi awaz nhi deti
zindgi humko koi saugaat nhi deti
mukadaar bigarta hai to khudai bhi saath nhi deti.

Jalta jiska Seena ho bhala Mukaddar uska kya bigaad lega......
Hum woh hai jinhe dekh Maut ka Saahil bhi Zindagi ke kinare dekh rasta badal lega......

Deewana hoon me mujhe Maut se dar nahi lagta.....
Kehti hai Sanam meri tu nahi Mahobbat meri tu toh hai koi Farishtaa......

Bhala Chahahton par yeh Mukaddar kya Asar kar payega.....
Jab jude ho do Dil jismon ke darmiyaan toh unhe kon alag kar payega......!!!!!!!!!!

chaha tha usay humne bhi aape dil-o-jaan se,
soocha tha bheja hai khufa ne usko aasmaan se
wafa ke raaste mein aapna koi ghar na tha.
chor gaya thanha humko, pyaar mere mukaddar mein na tha.
aaj saath hai tumhare to zindgi sahi hai.
dukh humne itna hai mere  mukaddar mein wo nhi hai.
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #27 on: July 02, 2006, 11:33:13 AM »
Quote from: "gum"
Loevly Bhondu,Shayar bhai, Anu and ROSH,

Ae khuda yeh fasla kardey,
Ushe mera ya mujhe uska kardey,
Bhayut dukh sahe hai meine,
Koi khushi aab toh mere mukadar kar de,
Bhayut mushkil lagta hai unse door rehna,
Judaai ke is safar ko kam kardey,
Jitna door chali gayi hai woh mujhse,
Ushe utna he mere kareeb kardey,
Nahi likha mere mukadar mein us ka naam toh,
Khatam kar yeh zindagi meri aur mujhe fanah kar de

thank u gum bhaiya per yadi aap kahi doosri ki shayri likhe to plzz usay meintion ker de.....
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #28 on: July 04, 2006, 04:06:07 PM »
Quote from: "gum"
BHONDU JI I APPRECIATE THIS MAGAR AAP MUJHE YEH BATAOO YEH KIS POST HAI. SIR JI YEH MEIN PEHLE BHI POST KAR CHUKA HU AGAR AAP RECORD DEKHO GE. Aur agar aap ko yaakein ho jaye toh plz apne yeh likha hua edit kar le

Unhe toh fursat nahin milney ke humse,
Aur hamara waqt gujarata hai unke fariyaad karke,
Agar aye woh mere maut ke baad,
Toh keh dena ke abhi soya hai tumhe yaad karke.

dear GUM Ji aapki first wali post "fanna" movie ki hai...
aur... pata nhi kyn aapki ye wali post bhi main bahut pahle se sun rahi hai.
kuch  nhi to 4-5 saal pahlr hi suni thi koi mind mat kerna per humari post"reply for faana" mein aapki 1st lines ka jawab mil jaayega.

saase bhi aati hai aapko yaad ker ke.
wafai chali gayi humko barbad kerke.
aapne to khoj li ek nayi duniya.
gulshan mein ghumte hum nashad banke.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #29 on: July 04, 2006, 04:41:36 PM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "badnaam_shayar"

Kahan Dum mukaddar me jo Chalni mera Seena kar jayega.....
Yeh Dunia hai Badnaam ki ISme toh Khuda bhi Sirr Jhukaye Chala jayega.....

Mahobbat jo ki humne toh Mukaddar se kya Darna......
Khuda hai Saath hum sabke toh kya Mukaddar rooth payega........!!!!!!!

jalne se pahle to chingari awaz nhi deti,
zindgi ke kinare maut bhi awaz nhi deti
zindgi humko koi saugaat nhi deti
mukadaar bigarta hai to khudai bhi saath nhi deti.

Jalta jiska Seena ho bhala Mukaddar uska kya bigaad lega......
Hum woh hai jinhe dekh Maut ka Saahil bhi Zindagi ke kinare dekh rasta badal lega......

Deewana hoon me mujhe Maut se dar nahi lagta.....
Kehti hai Sanam meri tu nahi Mahobbat meri tu toh hai koi Farishtaa......

Bhala Chahahton par yeh Mukaddar kya Asar kar payega.....
Jab jude ho do Dil jismon ke darmiyaan toh unhe kon alag kar payega......!!!!!!!!!!

chaha tha usay humne bhi aape dil-o-jaan se,
soocha tha bheja hai khufa ne usko aasmaan se
wafa ke raaste mein aapna koi ghar na tha.
chor gaya thanha humko, pyaar mere mukaddar mein na tha.
aaj saath hai tumhare to zindgi sahi hai.
dukh humne itna hai mere  mukaddar mein wo nhi hai.

Wah bahut khoob Kavi dost.....Wonderfull

Choor the hum bhi unki Deewanagi ke nashe me.....
Mukaddar tha mere Saath par ek Badnaam gali me.....

Bhala hume kya karna tha hum bhi sirr Jhuka wahan se chal diye.....
Kya pata tha ki Dard hee haath lagega Khushion ki ladi me......!!!!!!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 12, 2024, 07:48:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.157 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer