MUSHKIL HAI DUNIYA

by surindarn on July 19, 2014, 10:44:26 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 747 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
kyun naa mohabat se kinaaraa kareN...
sab hee ghamon ko be.sahaaraa kareN!

Mushkil hai duniya samajhne ke liye...
kyun naa kahin aur hee baseraa kareN!

haqiqat pehchaan le hai sab doston kee...
bahut mushkil hai kaise guzaaraa kareN!

mehngaaye ne naak mein dam kiyaa hai...
girebaN ko hee kyaa paraa paaraa kareN!

saaqii bhi to harjaayee huwaa hai...
Kidar jaayen kahan saanjh saweraa kareN!

Jaane pehchaane sab anjaane huwe hain...
kyaa sabko chorh den begaanaa kareN!

Sageh sanbadhee ek.ek jaa rahe hain...
bhalaa maut se kaise  chutkaaraa kareN!

diboo kar sagar meiN saarii jawaanee...
kyaa YuN gunaahoN ko gawaaraa kareN!!

Surindar.N              "MohanN"

 

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
{Mushkil} by angel4u in Shayri-E-Dard
Mushkil hai... by daljeet_faqeer in Shayri-E-Dard
mushkil se by aftab alam in Shayari -e- Husn
mushkil hai (nam) by poonamA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Duniya ki chakachaundh me duniya bhatakti hai by @Kaash in Shairi - E - Zindagi
Saavan
Guest
«Reply #1 on: July 19, 2014, 11:08:30 PM »
Achha likha..
Agar words match karte to aur umda hoti
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #2 on: July 19, 2014, 11:56:26 PM »
Waah !!! Bahaut achchhe khayaalaat hain surindarn ji !!!!!
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: July 19, 2014, 11:57:45 PM »
kyun naa mohabat se kinaaraa kareN...
sab hee ghamon ko be.sahaaraa kareN!

Mushkil hai duniya samajhne ke liye...
kyun naa kahin aur hum baseraa kareN!

haqiqat pehchaan le hai sab doston kee...
bahut mushkil hai kaise guzaaraa kareN!

mehngaaye ne naak mein dam kiyaa hai...
girebaaN ko hee kyaa paraa paaraa kareN!

saaqii bhi to harjaayee huwaa hai...
bataao to kahaN sanjh saweraa kareN!

Jaane pehchaane sab anjaane huwe hain...
kyaa sabko chorh den aur begaane kareN!

Sageh sanbadhee ek.ek jaa rahe hain...
bhalaa maut kaa kyuN kar peechhaa kareN!

dibo kar sagar meiN saarii jawaanee...
kyaa Yun gunaahoN ko gawaaraa kareN!!
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #4 on: July 20, 2014, 02:00:11 AM »
 Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause
behad umdaeshkash waaaaaaaaahhhhhh dheroooooooooooo daaaaaaaddddddddd
Logged
sbechain
Guest
«Reply #5 on: July 20, 2014, 03:48:02 AM »
kyun naa mohabat se kinaaraa kareN...
sab hee ghamon ko be.sahaaraa kareN!

Mushkil hai duniya samajhne ke liye...
kyun naa kahin aur hum baseraa kareN!

haqiqat pehchaan le hai sab doston kee...
bahut mushkil hai kaise guzaaraa kareN!

mehngaaye ne naak mein dam kiyaa hai...
girebaaN ko hee kyaa paraa paaraa kareN!

saaqii bhi to harjaayee huwaa hai...
bataao to kahaN sanjh saweraa kareN!

Jaane pehchaane sab anjaane huwe hain...
kyaa sabko chorh den aur begaane kareN!

Sageh sanbadhee ek.ek jaa rahe hain...
bhalaa maut kaa kyuN kar peechhaa kareN!

dibo kar sagar meiN saarii jawaanee...
kyaa Yun gunaahoN ko gawaaraa kareN!!

Surindar.N              "MohanN"

 




 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #6 on: July 20, 2014, 07:16:03 AM »
bahut shukria Saawan Sahib & I do appreciate your comments.
Surindar.N
Achha likha..
Agar words match karte to aur umda hoti
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #7 on: July 20, 2014, 08:31:05 PM »
waah waah
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #8 on: July 20, 2014, 10:25:37 PM »
bahut shukria Zarraa Sahib.
Surindar.N
Waah !!! Bahaut achchhe khayaalaat hain surindarn ji !!!!!
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #9 on: July 21, 2014, 11:50:22 AM »
bahut khub.... Applause
Logged
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #10 on: July 21, 2014, 12:16:27 PM »
बहुत खूब......

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #11 on: July 22, 2014, 08:57:35 AM »


bahut shukria Sangwaan Sahiba, daad ke liye
kyun naa mohabat se kinaaraa kareN...
sab hee ghamon ko be.sahaaraa kareN!

Mushkil hai duniya samajhne ke liye...
kyun naa kahin aur hum baseraa kareN!

haqiqat pehchaan le hai sab doston kee...
bahut mushkil hai kaise guzaaraa kareN!

mehngaaye ne naak mein dam kiyaa hai...
girebaaN ko hee kyaa paraa paaraa kareN!

saaqii bhi to harjaayee huwaa hai...
bataao to kahaN sanjh saweraa kareN!

Jaane pehchaane sab anjaane huwe hain...
kyaa sabko chorh den aur begaane kareN!

Sageh sanbadhee ek.ek jaa rahe hain...
bhalaa maut kaa kyuN kar peechhaa kareN!

dibo kar sagar meiN saarii jawaanee...
kyaa Yun gunaahoN ko gawaaraa kareN!!
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause


 


Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #12 on: July 22, 2014, 09:33:27 PM »
bahut shukria Jeet Sahib.
Surindar.N
Applause Applause Applause Applause
 Applause Applause Applause Applause Applause
behad umdaeshkash waaaaaaaaahhhhhh dheroooooooooooo daaaaaaaddddddddd
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #13 on: July 23, 2014, 09:35:21 AM »
Reply with quote 

kyun naa mohabat se kinaaraa kareN...
sab hee ghamon ko be.sahaaraa kareN!

Mushkil hai duniya samajhne ke liye...
kyun naa kahin aur hee baseraa kareN!

haqiqat pehchaan le hai sab doston kee...
bahut mushkil hai kaise guzaaraa kareN!

mehngaaye ne naak mein dam kiyaa hai...
girebaN ko hee kyaa paraa paaraa kareN!

saaqii bhi to harjaayee huwaa hai...
Kidar jaayen kahan saanjh saweraa kareN!

Jaane pehchaane sab anjaane huwe hain...
kyaa sabko chorh den begaanaa kareN!

Sageh sanbadhee ek.ek jaa rahe hain...
bhalaa maut se kaise  chutkaaraa kareN!

diboo kar sagar meiN saarii jawaanee...
kyaa YuN gunaahoN ko gawaaraa kareN!!

Surindar.N              "MohanN"


bahut shukria Sheba Sahiba, daad ke liye.
Surindar.N

 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower!

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 07:02:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer