Pareshaan Hoon Main,.

by Jaanasheen on November 02, 2007, 02:39:20 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1047 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Khud Apni Mohabbat Pe Pareshaan Hoon Main,.
Suno To Ek Dard Bhari Dastaan Hoon Main,.

Kaise Taay Kiya Zindagi Ka Safar Na Poocho,.
Humsafar Na Mila Koi, Ek Akela Carwaan Hoon Main,,..

Hai Pehchaan Apni Kahin Maloom Nahi Hume,.
Khud Apne Aap SE Anjaan Hoon Main,.

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main nashay main hoon by Syed Imran in Ghazals
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
..hoon main... by dead heart in Ghazals
Pareshaan Hoon,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: November 02, 2007, 06:30:45 PM »
wah wah wah kaya baat hai, bahoot khoob Lil Bro...... Good work!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 04, 2007, 02:12:31 PM »
Shukriya,.
Aur Bhi Seekhne Ko Milta Jo Aap Kuch Likh Kar Jaate,.
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #3 on: November 11, 2007, 02:52:09 AM »
Bohat hi khoob Azeem..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 12, 2007, 03:04:49 PM »
Shukriya Bhaijaan,.
Kaash Aap Do Line Likh Kar Jaate To Seekhne ka Maukha Milta,.
Aur Bahaar Aaa Jaati Is Thread Me,.
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #5 on: November 13, 2007, 01:53:43 AM »
Kaanton Se Guzar Jana Sholon Se Nikal Jana
Phoolon Ki Basti Mein Jana Tau Sanmbhal Jana

Din Apne Chiraaghon Ki Maanind Guzarte Hain
Harr Subah Ko Bujh Jana Harr Shaam Ko Jal Jana

Bachchon Hi Si Fitrat Hai Hum Ah-le-Mohabbat Ki
Zid Karna Machal Jana Phir Khud Hi Sanmbhal Jana

Woh Shakhs Bhala Mera Kya Saath Nibhaaye Ga
Mausam Ki Tarha Jis Ne Seekha Hai Badal Jana
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: November 14, 2007, 12:04:50 PM »
Waah Azeem...and Aryaan...aapne bohot hi khoobsurat likha hai...!! =D> =D>
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #7 on: November 15, 2007, 02:59:34 AM »
Bohat shukriya Talat...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: November 15, 2007, 02:16:05 PM »
bahoot khoob Aryaan
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: November 16, 2007, 03:44:37 PM »
Great Aryaan Bhaijaan,.
And Thank U Talat Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 16, 2007, 03:45:56 PM »
Patthar Jahaan Ne Phenke Iska Gilaa Nahi,.
Ghar Likhe The Kaanch Ke Naseeb Mein Mere,.

_______________________________-NM-
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #11 on: November 24, 2007, 10:54:01 PM »
Bohat shukriya Pooja & Azeem...


Nice One Azeem...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: November 25, 2007, 12:58:04 PM »
U Are Welcome Bhaijaan,.
And Thankx Again,.

Kaash Ke Koi Jaanta Yahan Ke Main Kitna Pareshaan Hoon,.
Naam To Hai Dilon Me Mera, Lekin Mehfilon Me Badnaam Hoon,.

Har Ek Ko Maloom Hai Kya Hoon Main, Aur Kya Guzri Hai Mujhpar.
Lekin Phir Bhi "Jaanasheen" Main Khud Se Anjaan Hoon,..

_____________________________________-Azeem-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #13 on: November 29, 2007, 07:39:37 PM »
very good keep it up

apne ko kabhi kamzor na samjhna
apne ko kabhi akela na samjhna
hum  aapke sath hai
apne kabhi ruswa na karna

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~`muskan~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: December 04, 2007, 06:26:06 AM »
Shukriya Muskan Ji,.
And Nice One,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 30, 2024, 04:45:52 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer