Payaar ka lafz, Nafarat sa mujko lagta hai!!!

by Pooja on March 16, 2006, 04:38:20 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 12
Print
Author  (Read 7992 times)
Pooja
Guest
«Reply #75 on: March 24, 2006, 06:33:47 PM »
thanks waheed and bahoot khoob!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
PAYAAR by Amit Janglan in Shairy-E-Watan « 1 2 3  All »
PAYAAR by SAMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
mohabbat - bas ek lafz sa lagta hai by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Nafarat na kare hamse....mann by mann.mann in Miscellaneous Shayri
Payaar Moran Di Nahin, Batoran Di Cheese Eh.... by surindarn in Miscellaneous Poetry in Punjabi
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #76 on: March 25, 2006, 05:10:30 PM »
Quote from: "Pooja"

Teri jaan mujme, meri saanse tuj se chalati hai
ajeeb hai zindagi, jab dekhon rang badalti hai
Khud ko sharminda jah kar, na mujko tarpaao tum
aa gaye to itne karreb, kahin dar se hi na mar jaaye hum!!


Yadi kareeb aane se dar lagta hai to hum door hi sahi hai.
kam se kam viswaash rahega mera yaar yahi hai.
hum to insaan hi nhi isiliye wo daar jaayenge.
kareeb jaane se pair ruktein hai ki wo kain mar jaayenge.
Logged
Tosha
Guest
«Reply #77 on: March 25, 2006, 11:04:45 PM »
Quote from: "Pooja"
Ajj toot kar bikharna acha lagta hai
Na pukare koi, yah andhera acha lagta hai

Kitne payaar se koi, daman churra kar chal diya
Ab to yah Payaar ka lafz, Nafarat sa mujko lagta hai

Baraso bitaye sath sath ke pal, kayun usko buchpna sa lagta hai
Sooraj doobane ke sath sath, muje apna jeevan khatam hua sa lagta hai!!


 Puzzled !  :idea:

din ki chamak main bhi kahi andhera sa dikhta hai
daard in zakhmo ka aab mujhe meetha sa lagta hai

palkhe bichaye baithe the, aab aakhen band kar li hai
tere muh se nikla har shabd aab sirf dokha lagta hai

teri mohabbat main teri deewangi ke kayal the hum
aab to mohabbat ka shadt, mujhko nafrat sa lagta hai

 :twisted:  :!:
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #78 on: March 26, 2006, 02:39:57 AM »
Quote from: "Tosha"
din kii chamak main bhi kahi andhera sa dikhta hai
daard in zakhmo ka aab mujhe meetha sa lagta hai

palkhe bichaye baithe the, aab aakhen band kar li hai
tere muh se nikla har shabd aab sirf dokha lagta hai

teri mohabbat main teri deewangi ke kayal the hum
aab to mohabbat ka shadt, mujhko nafrat sa lagta hai

 :twisted:  :!:


mohabbat aaj bhi hai bepanah us jaalim hasina se.
jisko aaj humara naam lena bhi gawara nhi.
humto uske khatir her zakhm sah rahe hai.
aur.. wo kahti hai"BHONDU"humara nhi.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #79 on: March 30, 2006, 05:53:28 AM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Pooja"

Teri jaan mujme, meri saanse tuj se chalati hai
ajeeb hai zindagi, jab dekhon rang badalti hai
Khud ko sharminda kah kar, na mujko tarpaao tum
aa gaye jo itne karib, kahin dar se hi na mar jaaye hum!!


Yadi kareeb aane se dar lagta hai to hum door hi sahi hai.
kam se kam viswaash rahega mera yaar yahi hai.
hum to insaan hi nhi isiliye wo daar jaayenge.
kareeb jaane se pair ruktein hai ki wo kain mar jaayenge.


bahoot khoob bhondu ji!!

baat jo kahin, wo kuch aor samjh gaye
hum to issi ahsaas se mar gaye
vishwaas ek apka hai, aor kaha jayegy hum
chora jo sath apne, kasam se mar jayegy hum!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #80 on: March 30, 2006, 05:57:03 AM »
Quote from: "Tosha"
Quote from: "Pooja"
Ajj toot kar bikharna acha lagta hai
Na pukare koi, yah andhera acha lagta hai

Kitne payaar se koi, daman churra kar chal diya
Ab to yah Payaar ka lafz, Nafarat sa mujko lagta hai

Baraso bitaye sath sath ke pal, kayun usko buchpna sa lagta hai
Sooraj doobane ke sath sath, muje apna jeevan khatam hua sa lagta hai!!


 Puzzled !  :idea:

din ki chamak main bhi kahi andhera sa dikhta hai
daard in zakhmo ka aab mujhe meetha sa lagta hai

palkhe bichaye baithe the, aab aakhen band kar li hai
tere muh se nikla har shabd aab sirf dokha lagta hai

teri mohabbat main teri deewangi ke kayal the hum
aab to mohabbat ka shadt, mujhko nafrat sa lagta hai

 :twisted:  :!:


wah kaya baat hai Tosha!! bahoot khoob!!!

jakhmo ke dard ko ab sahlati nahi hu
roti hu bahoot magar, batati nahi hu

bewafaaai uski, tarpaati hai bahoot mujko
bebas hu magar mai sharminda nahi hu

sath mera jo tu chor gaya, kuch to bhala kiya
yahin soch kar, bad-dua ke liye hath uthati nahi hu

jakhmo ke dard ab main sahlati nahi hu
roti hu bahoot magar, batati nahi hu!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #81 on: March 30, 2006, 07:14:31 AM »
nice  work  all................
Logged
Pooja
Guest
«Reply #82 on: March 30, 2006, 03:12:54 PM »
thanks waheed!!!
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #83 on: March 30, 2006, 03:18:23 PM »
Hai pyaar yhi to phir mujhe pyaar se nafrat hai
Hai yahi sansaar to phir mujhe sansar se nafrat hai

Meiney ro ro ke har shab apni guzaari hai yaroon
sach kahu to ab mujhey intzaar se nafrat hai

Woh befwaii bhi karta hai to mujhe achcha lagta hai
kaseey keh du ke mujhey mere yaar se nafrat hai !!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #84 on: March 30, 2006, 03:47:57 PM »
Quote from: "Pooja"
b
bahoot khoob bhondu ji!!

baat jo kahin, wo kuch aor samjh gaye
hum to issi ahsaas se mar gaye
vishwaas ek apka hai, aor kaha jayegy hum
chora jo sath apne, kasam se mar jayegy hum!!



yu  to "Pooja" nas nas mein samai hai
kabhi astha  to kabhi viswash ban ker saamne aaii hai
kaise hum aapne vishwaas se muh mod le.
thaama hai jo aapka saath kaise saath chor de.
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #85 on: March 30, 2006, 03:56:05 PM »
Quote from: "Pooja"

jakhmo ke dard ko ab sahlati nahi hu
roti hu bahoot magar, batati nahi hu

bewafaaai uski, tarpaati hai bahoot mujko
bebas hu magar mai sharminda nahi hu

sath mera jo tu chor gaya, kuch to bhala kiya
yahin soch kar, bad-dua ke liye hath uthati nahi hu

jakhmo ke dard ab main sahlati nahi hu
roti hu bahoot magar, batati nahi hu!!


Yu aashqon ko aapne aankho mein na laana.
Tanhayee ko ro roker mat bitana.
rone se aksar gum nikalta hai.
per hum jaise dostoon ka dil bhi jalta hai.
chain sukoon dil ka tum yu khona nhi.
aakele baithker rona nhi.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #86 on: March 30, 2006, 04:00:13 PM »
Quote from: "HumTum is back"
Hai pyaar yhi to phir mujhe pyaar se nafrat hai
Hai yahi sansaar to phir mujhe sansar se nafrat hai

Meiney ro ro ke har shab apni guzaari hai yaroon
sach kahu to ab mujhey intzaar se nafrat hai

Woh befwaii bhi karta hai to mujhe achcha lagta hai
kaseey keh du ke mujhey mere yaar se nafrat hai !!


wahkay abaat hai!!! bahoot khoob HumTum ji!!!

payaar ne nafrat ka arth samhaya hai
bahoot door ab yah dil le ayya hai

payaar mai bhi koi pathar ban sakta hai
yah karwa such, kaya khoob samne ayya hai

unki bewafai ka aor meri wafa ki part (layer)
kaise meri lash mai, ajj najar ayya hai!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #87 on: March 30, 2006, 04:00:36 PM »
Quote from: "HumTum is back"

Hai pyaar yhi to phir mujhe pyaar se nafrat hai
Hai yahi sansaar to phir mujhe sansar se nafrat hai

Meiney ro ro ke har shab apni guzaari hai yaroon
sach kahu to ab mujhey intzaar se nafrat hai

Woh befwaii bhi karta hai to mujhe achcha lagta hai
kaseey keh du ke mujhey mere yaar se nafrat hai !!


Ho yaar saacha to yar aacha lagta hai.
wo mil jaaye to sansaar aacha lagta hai.
pyaar de koi to pyaar aacha lagta hai.
wo aayega isliye intzaar aacha lagta hai..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #88 on: March 30, 2006, 04:03:08 PM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Pooja"
b
bahoot khoob bhondu ji!!

baat jo kahin, wo kuch aor samjh gaye
hum to issi ahsaas se mar gaye
vishwaas ek apka hai, aor kaha jayegy hum
chora jo sath apne, kasam se mar jayegy hum!!



yu  to "Pooja" nas nas mein samai hai
kabhi astha  to kabhi viswash ban ker saamne aaii hai
kaise hum aapne vishwaas se muh mod le.
thaama hai jo aapka saath kaise saath chor de.


wah kay abaat hai!!! kamal ka likhty hai app!!

Pooja ke arth ko ajj, phir se dohra gaya
ek shakas, na jaane kab, man mai sama gaya
vishwaas uska dekh kar, pathar pighal gaya
payaar se nafrat hai, phir bhi juban se nikal gaya!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #89 on: March 30, 2006, 04:05:43 PM »
Quote from: "BHONDU"

Yu aashqon ko aapne aankho mein na laana.
Tanhayee ko ro roker mat bitana.
rone se aksar gum nikalta hai.
per hum jaise dostoon ka dil bhi jalta hai.
chain sukoon dil ka tum yu khona nhi.
aakele baithker rona nhi.


yah ashaq hai jo khud b khud chale atty hai
tanhaiyion mai, mere sathi ban jaaty hai
kisi dost ko satau, aisi nahi hai baat
chain, sakoon ab sab hai kitabi baat
zindagi hai Tanha, ashaqo ka hai sirf sath!!
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 16, 2024, 06:56:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.169 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer