Raahi tu talash mein, kiski ja raha hai

by KaMaL on December 18, 2004, 03:53:46 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1140 times)
KaMaL
Guest
Raahi tu talash mein, kiski ja raha hai

*************

Raahi tu talash mein, kiski ja raha hai
Kiske liye tu apni, zindigi gawa raha hai

Dil bhi paagal tha itna, jo uspe aa gaya
Jaane kya usmein, tujhko bha gaya
Beeta hua ek ek pal, tujhko tadpa raha hai
Raahi tu talash mein.....

Jisko samjha tha tune apna
Woh to nikla, bas ek sapna
Sapne dekhna chod de, waqt bata raha hai
Raahi tu talash mein.....

Zindigi mein dukh ke pal aate hain, jaate hain
Aise log aate hain, aur jaate hain
Ek aur aaya, aur ja raha hai
Raahi tu talash mein......

"KaMaL", ek deewana kehta hai, yeh achha bura kya hota hai
Koi milta hai koi khota hai, pyar mein sab kuch hota hai
Is baat pe kyoun tu ashkon jaise, moti baha raha hai
Raahi tu talash mein.....


*************
Logged
nishita
Guest
«Reply #1 on: December 18, 2004, 11:30:33 AM »
nice Usual Smile
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #2 on: December 18, 2004, 04:38:25 PM »
Thanks Nishita... Usual Smile
Logged
Meena
Guest
«Reply #3 on: December 18, 2004, 05:22:54 PM »
very nice kamal ji!

 :D
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #4 on: December 18, 2004, 05:26:06 PM »
Shukriya Meena ji... Usual Smile
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: December 21, 2004, 04:12:57 PM »
very nice kamal bhai...................bahot khoob....
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #6 on: December 21, 2004, 04:16:46 PM »
Thanks Waheed ji... Usual Smile
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #7 on: December 22, 2004, 03:30:14 PM »
very nice kamal ji!
Logged
KaMaL
Guest
«Reply #8 on: December 23, 2004, 12:20:56 AM »
Thanks Nidhi.... Usual Smile
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #9 on: July 01, 2005, 08:46:06 PM »
Quote from: "KaMaL"
Raahi tu talash mein, kiski ja raha hai

*************

Raahi tu talash mein, kiski ja raha hai
Kiske liye tu apni, zindigi gawa raha hai

Dil bhi paagal tha itna, jo uspe aa gaya
Jaane kya usmein, tujhko bha gaya
Beeta hua ek ek pal, tujhko tadpa raha hai
Raahi tu talash mein.....

Jisko samjha tha tune apna
Woh to nikla, bas ek sapna
Sapne dekhna chod de, waqt bata raha hai
Raahi tu talash mein.....

Zindigi mein dukh ke pal aate hain, jaate hain
Aise log aate hain, aur jaate hain
Ek aur aaya, aur ja raha hai
Raahi tu talash mein......

"KaMaL", ek deewana kehta hai, yeh achha bura kya hota hai
Koi milta hai koi khota hai, pyar mein sab kuch hota hai
Is baat pe kyoun tu ashkon jaise, moti baha raha hai
Raahi tu talash mein.....


*************



Nice kamal
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: April 14, 2009, 12:08:36 PM »

 waaaah kamal sb kyaa khoob kahaa hai ...

 isi liye main bhi kuch kehtaa hoon iss tarah....

   armaanon ko liye kyon raah main bhatktaa hai iss idhar udhar
   taalaash kar kisi rahbar ki gar manzil tak pahunchnaa hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 14, 2009, 12:19:35 PM »
Hm, Nice One Kamaal Bhai,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 07:43:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer