Saath_________________Baadal

by baadal102 on March 12, 2009, 05:06:08 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1392 times)
baadal102
Guest
Daga de de ke imtehaan wo humara late rahe,
Wafa hum karte rahe bewafa wo hote rahe,

Jhutlate rahe har juba ke sache sabd ko,
Khud lakin jhut ka pahaad wo banate rahe,

Latee rahe kasme humse bewafa na hone ki,
Wafadaar hone ki kasme wo kisi or ko dete rahe,

Hum mangte rahe KHUDA se us ka saath hamesha,
Saath lakin wo kisi or ka nibhate rahe,

Khof nahi khaya us ne us KHUDA ka bhi kabhi,
Wo har baat mai us KHUDA ki kasam khaate rahe,

Na jaane wo KHUDA bhi chup kyo raha hamesha,
Jab jab wo sir apna kisi or ke sine pe rakhte rahe,

Aaj dekh liya nazar bhar ke us ke bewafai ko,
Fir bhi nasamaj samaj ke hume wo jhute rote rahe,

Duhai di laakh humne apni wafadaari ki unhe,
Lakin fir bhi wo us KHUDA ka wasta dete rahe,

Na jaane kyo badal jaata hai insaan BAADAL,
Kyo wo sach ko chor jhut ka saath dete rahe,

Saath lakin wo kisi or ka nibhate rahe...............

Baadal tearyeyed
Logged
angel4u
Guest
«Reply #1 on: March 12, 2009, 05:23:53 PM »
Nice one Baadal...
Applause
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #2 on: March 12, 2009, 05:36:02 PM »
badi achhi kavita hai aapki Baadalji... Applause Applause Applause

Daga de de ke imtehaan wo humara late rahe,
Wafa hum karte rahe bewafa wo hote rahe,

Jhutlate rahe har juba ke sache sabd ko,
Khud lakin jhut ka pahaad wo banate rahe,

Latee rahe kasme humse bewafa na hone ki,
Wafadaar hone ki kasme wo kisi or ko dete rahe,

Hum mangte rahe KHUDA se us ka saath hamesha,
Saath lakin wo kisi or ka nibhate rahe,

Khof nahi khaya us ne us KHUDA ka bhi kabhi,
Wo har baat mai us KHUDA ki kasam khaate rahe,

Na jaane wo KHUDA bhi chup kyo raha hamesha,
Jab jab wo sir apna kisi or ke sine pe rakhte rahe,

Aaj dekh liya nazar bhar ke us ke bewafai ko,
Fir bhi nasamaj samaj ke hume wo jhute rote rahe,

Duhai di laakh humne apni wafadaari ki unhe,
Lakin fir bhi wo us KHUDA ka wasta dete rahe,

Na jaane kyo badal jaata hai insaan BAADAL,
Kyo wo sach ko chor jhut ka saath dete rahe,

Daga de de ke imtehaan wo humara late rahe,
Saath lakin wo kisi or ka nibhate rahe,

Saath lakin wo kisi or ka nibhate rahe...............

Baadal tearyeyed
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: March 12, 2009, 06:13:19 PM »
Bohat khoob mere dost......

Humne to samjhaya tha sabak lo GHAYEL ke zakhmo se
Aur tum the ke meri baat hawa me udate rahe.....
Logged
baadal102
Guest
«Reply #4 on: March 13, 2009, 06:08:18 AM »
bahut bahut sukria
Angel ji
Anaam ji
&
Sajid ji

Baadal
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: March 13, 2009, 06:17:05 AM »
Nice one Baadal Ji
Logged
baadal102
Guest
«Reply #6 on: March 13, 2009, 06:18:59 AM »
sukria rajesh ji
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #7 on: March 13, 2009, 06:27:13 AM »
bohut acha likha hai baadal ji aapne
Logged
salma786
Guest
«Reply #8 on: March 13, 2009, 07:19:00 AM »
Daga de de ke imtehaan wo humara late rahe,
Wafa hum karte rahe bewafa wo hote rahe,

Jhutlate rahe har juba ke sache sabd ko,
Khud lakin jhut ka pahaad wo banate rahe,

Latee rahe kasme humse bewafa na hone ki,
Wafadaar hone ki kasme wo kisi or ko dete rahe,

Hum mangte rahe KHUDA se us ka saath hamesha,
Saath lakin wo kisi or ka nibhate rahe,

Khof nahi khaya us ne us KHUDA ka bhi kabhi,
Wo har baat mai us KHUDA ki kasam khaate rahe,

Na jaane wo KHUDA bhi chup kyo raha hamesha,
Jab jab wo sir apna kisi or ke sine pe rakhte rahe,

Aaj dekh liya nazar bhar ke us ke bewafai ko,
Fir bhi nasamaj samaj ke hume wo jhute rote rahe,

Duhai di laakh humne apni wafadaari ki unhe,
Lakin fir bhi wo us KHUDA ka wasta dete rahe,

Na jaane kyo badal jaata hai insaan BAADAL,
Kyo wo sach ko chor jhut ka saath dete rahe,

Daga de de ke imtehaan wo humara late rahe,
Saath lakin wo kisi or ka nibhate rahe,

Saath lakin wo kisi or ka nibhate rahe...............

Baadal tearyeyed

Awsome Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

ek choti si koshish galti ho to Maafi Thumbs UP

Zakhm to humne bhi khaye khoob,
Par zakhmo ko apne zamane se chupate rahe,

Lakh duayen ki KHUDA se kash unki akhen bhi roti,
Par hum hi ro ro kar apni begunaahi unse jatate rahe,

Wafa-dar hone ka sabut mangte rahe hum se,
Or humari mohabaat ka wo tamasha banate rahe,

Gairo ki baho me wo Mohabbat lutate gaye,
Par hume bewafaai ka taj wo pehnate rahe,

Wo Mehfil me wah-wahi lut gaye hume bewafa bana ke,
Or Hum apni lachari pe khoon ke ansu bahate rahe!

Logged
baadal102
Guest
«Reply #9 on: March 13, 2009, 08:40:13 AM »
thanx a lot bhawna ji
Logged
baadal102
Guest
«Reply #10 on: March 13, 2009, 08:41:17 AM »
Awsome Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

ek choti si koshish galti ho to Maafi Thumbs UP

Zakhm to humne bhi khaye khoob,
Par zakhmo ko apne zamane se chupate rahe,

Lakh duayen ki KHUDA se kash unki akhen bhi roti,
Par hum hi ro ro kar apni begunaahi unse jatate rahe,

Wafa-dar hone ka sabut mangte rahe hum se,
Or humari mohabaat ka wo tamasha banate rahe,

Gairo ki baho me wo Mohabbat lutate gaye,
Par hume bewafaai ka taj wo pehnate rahe,

Wo Mehfil me wah-wahi lut gaye hume bewafa bana ke,
Or Hum apni lachari pe khoon ke ansu bahate rahe!

bahut khub salma ji wah, dil se daad kabool farmayen aap  Applause Applause Applause
Logged
salma786
Guest
«Reply #11 on: March 13, 2009, 08:47:29 AM »
bahut khub salma ji wah, dil se daad kabool farmayen aap  Applause Applause Applause
Shukiya Badal Ji !
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #12 on: March 13, 2009, 10:37:13 AM »
salma ji badi hi khubsurti k saath aapne baadal ji ki post ka jawab diya hai Applause  Applause
hatts of to you
Logged
salma786
Guest
«Reply #13 on: March 13, 2009, 11:02:32 AM »
salma ji badi hi khubsurti k saath aapne baadal ji ki post ka jawab diya hai Applause  Applause
hatts of to you

Shukriya Bhawna ji notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: March 13, 2009, 11:22:07 AM »
NIce One Badal Ji And Salma Ji,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 08:40:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.269 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer