Sabse Badiya Shayari,.

by Jaanasheen on April 18, 2008, 04:45:41 PM
Pages: 1 ... 22 23 24 25 [26] 27
Print
Author  (Read 21601 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #375 on: December 01, 2008, 09:18:40 AM »
Meri Tanhaai Mujhse, Aksar Ye Sawaal Karti Hai,.
Kahaan Hai Teri Mohabbat Jise Ye Nazar Talaash Karti Hai,.

Chupp Rehta Hoon, Kuch Kehta Nahi Main, Is Se, "Jaan",.
Sataati Hai Mujhe Aur Rone Ka Mera Haal Karti Hai,.
Meri Tanhaai Mujhse, Aksar Ye Sawaal Karti Hai,.

____________________________-Jaanasheen
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sabse by tushar_4u_im in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
Sabse juda lagta tha... by maya01 in Shayri-E-Dard
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #376 on: July 04, 2009, 02:40:11 AM »
Bohot achhe kalaam pesh kiye gaye hain yahan ummid karta hun azeem bhai ise jari rakhenge...

Lage Raho Munna Bhai. icon_salut
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #377 on: July 04, 2009, 02:42:27 AM »
Aaghaz-e-muhabbat ka anjaam bas itna hai
Jab dil me tamanna thi, ab dil hi tamanna hai.

___________________________NM____
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #378 on: July 04, 2009, 10:33:06 AM »
Bohot achhe kalaam pesh kiye gaye hain yahan ummid karta hun azeem bhai ise jari rakhenge...

Lage Raho Munna Bhai. icon_salut


Shukriya Sayyid Bhai, Khushi Hui Ke Apne Is Topic Ko Phir Se Zinda Kiya, Inshallah Koshish Rahegi, Ke Ise Aur Aage Badhayein,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #379 on: July 04, 2009, 10:35:01 AM »
Aaghaz-e-muhabbat ka anjaam bas itna hai
Jab dil me tamanna thi, ab dil hi tamanna hai.

___________________________NM____


Waah Kya Khoob Sharing Ki Hai,.

Mairi basti kab ki ujarh gai...
Maira sab kuch us main lut gaya...

Main pyar ka diya jalati thi...
Aaj dil hi maira bujh gaya...

__________________-Not Mine,.
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #380 on: July 04, 2009, 10:53:29 AM »
Wah Wah..kya nehtarein peshkash hai Azeem bhai...
Mazaa aagaya.. Clapping Smiley
Ise jaari rakhna...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #381 on: July 04, 2009, 11:04:46 AM »
Wah Wah..kya nehtarein peshkash hai Azeem bhai...
Mazaa aagaya.. Clapping Smiley
Ise jaari rakhna...


Shukriya Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #382 on: July 04, 2009, 11:31:49 AM »
Bahot bahot ache collections hain behatreen mausikikaron ke,Azeem dear bahot khoob,keep it up

Shukriya Kaash Bhai,.
Logged
rkswatian
Guest
«Reply #383 on: July 04, 2009, 12:07:55 PM »
Dil Wa Dimaagh Ko Rolonga Aah Karlonga,,,
Tumhary Ishq Main Sab Kuch Tabah Karlonga,,,
Tum Mujhe Na Mili Tumhari Sar Ki Qasam,,,
Main Apni Sari Jawani Tabah Karlonga...
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #384 on: July 04, 2009, 11:53:34 PM »
Bohot khoob azeem bhai
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #385 on: July 04, 2009, 11:56:02 PM »
Raqeebon ne rapat jaa jaa ke likhwaai hai thane me
Ke "akbar" naam leta hai khuda ka is zamane me

__________________________Akbar_______
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #386 on: July 07, 2009, 03:48:18 AM »
Raqeebon ne rapat jaa jaa ke likhwaai hai thane me
Ke "akbar" naam leta hai khuda ka is zamane me

__________________________Akbar_______


Waah Waah Waaah, Kya KHoob Sharing Hai Bhaijaan,.
Kitni Gehri Baat Hai Is Shayaari Mein,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #387 on: July 07, 2009, 03:49:33 AM »
Mohabbat Ke Baad Mohabat Hona Mumkin Hai "Faraaz,.
Lekin Toot Kar Kisi KO Dilse Chahna To Ek Hi Baar Hota Hai,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #388 on: July 07, 2009, 04:09:34 AM »
Kiya Hai Pyaar Jise Humne Zindagi Ki Tarah,.
Wo Aashna Bhi Mila Humse Ajnabi Ki Tarah,.

Badhaa Ke Pyaas Meri usne Haath Chord Diya,.
Wo Kar Raha Tha Murawwat Bhi Dillagi Ki Tarah,.

Kise Khabar Thi Badhegi Kuch Aur Tariki,.
Chupega Wo Kisi Baadli Mein Chaandni Ki Tarah,.

Kabhi Na Socha Tha Humne "Qateel,Uske Kiye,.

Karega Humpe Sitam Wo Bhi Hai Kisi Ki Tarah,.

_________________________-Qateel Shifaai-


Tum Meri Aankh Ke Tewar Na Bhoola Paaoge,.
Ankahi Baat Ko Samjhoge To Yaad Aaoonga,.

Humne Khushiyon Ki Tarah Dukh Bhi Ikhatte Dekhe,.
Safah-e-Zist Ko paltoge To Yaad Aaoonga,.

Isi Andaaz Mein Hote The Mukhatib Mujhse,.
Khat Kisi Aur Ko Likhoge To Yaad main Aaoonga,.

Sard Raaton Ke Mehakte Hue Sannaton Mein,.
Jab Kisi Phool Ko Chumoge To Yaad Main Aaonga,.

Ab Tere Ashq, Main Hoton Se Churaa Leta Hoon,.
Haath Se Khud Inhe Ponchoge To Yaad Main Aaoonga,.

Shaal Pehnaayega Ab Kaun Sardiyon Mein Tumhe,.
Barishon Mein Kabhi Bheegoge To Yaad Aaoonga,.

Aaj Tum Mehfil-e-Yaaran Pe Ho Magroor Bahoot.,
Jab Kabhi Toot Ke Bikhroge To Yaad Aaoonga,.

_____________________-Wasi Shah,.


Good sharings Chote Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #389 on: July 07, 2009, 04:19:36 AM »
Shukriya Rajesh Bhai,.
Logged
Pages: 1 ... 22 23 24 25 [26] 27
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 10:16:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer