Seh Chuka Hoon Main Apne MuQaddar Ke Dukh...

by Aryaan on May 25, 2005, 06:04:34 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 4303 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #30 on: May 29, 2005, 01:41:43 AM »
Quote from: "Aryaan"
Nice one Naveed....

Rait Ki Tarha Hath Se, Nikalti Chali Gayi
Zindagi Harr Lamha, Badalti Chali Gayi
Aziz They Mujhe Apne Asool Lekin Na Jaane Kyun
Naye Daur Ke Dhaanche Mein Yeh Dhalti Chali Gayi
Sehar Hone Pe Bhi Chraagh Woh Bhujne Nahi Deta
Idhar Main, Udhar Woh Shamma Bhi Jalti Cahli Gayi
Thanx
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Madhosh Ho chuka Hoon main by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Main bhool chuka hoon.....................................Rajan Kondal by RAJAN KONDAL in Shayri for Dard -e- Judai
Talat
Guest
«Reply #31 on: May 29, 2005, 07:24:24 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Talat"
Thanks Aryaan n Good one again....

mohabbat main apni hume pathar bana gaya hai wo shakhs
pathraayi aankhon main lekin kuch khwaab hain rehne diye !!!
buhat khoob


Thanks Fakhar.......
Logged
Talat
Guest
«Reply #32 on: May 29, 2005, 07:24:40 AM »
Quote from: "Aryaan"
Quote from: "Talat"
Thanks Aryaan n Good one again....

mohabbat main apni hume pathar bana gaya hai wo shakhs
pathraayi aankhon main lekin kuch khwaab hain rehne diye !!!

Bohat khoob Talat.....


Thanks Aryaan....
Logged
Talat
Guest
«Reply #33 on: May 29, 2005, 07:25:13 AM »
Quote from: "Aryaan"
Hum Gham ko sadayein dete hain
Aur phir bhi labon par Aah nahi
Hum Hanste hain, Zinda rehte hain
Par Jeene ki koi Chaah nahi
Hum dhoondh rahe hain manzil ko
Aur saamne koi Raah nahin
Ab Toote ga ya Sanmbhle ga
Iss Dil ki koi Parwaah nahi....


Bohot Khoob Aryaan....
Logged
Talat
Guest
«Reply #34 on: May 29, 2005, 07:25:45 AM »
Quote from: "Aryaan"
Nice one Naveed....

Rait Ki Tarha Hath Se, Nikalti Chali Gayi
Zindagi Harr Lamha, Badalti Chali Gayi
Aziz They Mujhe Apne Asool Lekin Na Jaane Kyun
Naye Daur Ke Dhaanche Mein Yeh Dhalti Chali Gayi
Sehar Hone Pe Bhi Chraagh Woh Bhujne Nahi Deta
Idhar Main, Udhar Woh Shamma Bhi Jalti Cahli Gayi


Very Nice Aryaan....
Logged
nikki
Guest
«Reply #35 on: May 29, 2005, 08:49:46 AM »
bahut ache Aryaan ji....

pathra gayi thi nazrein jinke intzaar mein
woh aye aur mukura ke chal diye.
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #36 on: May 29, 2005, 08:56:23 AM »
Quote from: "Aryaan"
Hum Gham ko sadayein dete hain
Aur phir bhi labon par Aah nahi
Hum Hanste hain, Zinda rehte hain
Par Jeene ki koi Chaah nahi
Hum dhoondh rahe hain manzil ko
Aur saamne koi Raah nahin
Ab Toote ga ya Sanmbhle ga
Iss Dil ki koi Parwaah nahi....


bahut aacha hai ye bhi,....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #37 on: May 29, 2005, 11:12:22 PM »
Talat, Nikki & Tushar pasand karne ka shukriya...

Nice One Nikki.....
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #38 on: May 30, 2005, 04:53:49 AM »
usko lagaya gale tuh mehsus hua mujhko
kitna tanha tha main uske bina abh tak
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #39 on: May 30, 2005, 05:42:41 AM »
Quote from: "sandhaya"
usko lagaya gale tuh mehsus hua mujhko
kitna tanha tha main uske bina abh tak


kitna tanha tha uske bagar aaj maine jana,......


kabhi usne na socha humare bare me,....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #40 on: May 30, 2005, 03:50:20 PM »
Nice Ones Sandhaya & Tushar...............
Logged
satvik_dubey
Guest
«Reply #41 on: May 30, 2005, 05:14:56 PM »
HUmko tumpe aitbaar na raha,
Dil diya magar intazaar na raha,
kaise karte hum wafa ki umid,
Jab dildar he deedar ke kabil na raha.
Logged
satvik_dubey
Guest
«Reply #42 on: May 30, 2005, 05:18:01 PM »
tabahhi to tab hui,
jab deedar na hua,
jeena to hum tab seeke,
Jab jeena dushwar hua.
Logged
deepak_mittal143
Guest
«Reply #43 on: May 30, 2005, 07:02:38 PM »
Quote from: "satvik_dubey"
HUmko tumpe aitbaar na raha,
Dil diya magar intazaar na raha,
kaise karte hum wafa ki umid,
Jab dildar he deedar ke kabil na raha.



wah kya likha hai mere sher.... ise tarah likhte raho magar newtopic mai jara

aap ka caheta deepak
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #44 on: May 30, 2005, 08:07:28 PM »
Nice Ones Satvik....

Karte raho shiQwe meri tanhaayi ke
      Maarte raho patthar apni khuddari se
      Siwaaye bikharte kaanch ke tukron ke
      Ab tumhein yahan aur kuch na milega...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 09:42:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer