Shikayat hai ~~~~saahil

by salil2002 on September 04, 2009, 10:39:08 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1377 times)
salil2002
Guest
dard hai, dil hai, aur ek shikayat hai
zakhm hai, malham hai, aur aapki ihaanat hai

poochte hai jab kabhi zakhm ka haal chal
toh dard hai, dar hai aur ek shikayat hai

ashq bhi toote huye,kissii ne na roka inhe
rookh talkh hai, dekh k mehboob,kii inaayat hai

aur ek woh hai,hanste hai zakhm dekhkar
lab khusk hai kaise kahe ,jo inki hikaayat hai

ab toh shab dhale aur main dhal jaun uske sang
mehfil main bikhri huyi mujhse hi najakat hai

bade besharm hai warna yahan ab log ae MALIK
dikhti nahin kisi k dil main tujhse lagawat hai

ab band kar yeh khel bada thak gaya hoon main
ab gham hai is dil main,aur honthon par shikayat hai

dard kii intehaa kar di hai tumne jaanmann
oos par yeh tera muskuraana , gam nihaayat hai



ihaanat= insult
hikaayat= story
nihaayat= too much
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shikayat by Deewana29 in Ghazals
SHIKAYAT by budhu_1 in Shayri-E-Dard
shikayat by manoj. in Shayari -e- Husn
shikayat by NONAME in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Rab se shikayat! by salma786 in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 3  All »
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: September 04, 2009, 10:43:41 AM »
Bahut bahut Khoob Salil Bhai..

Maza Aa Gaya Padhkar!!! Har Ashaar par Wah Wah Wah Hi Kehta Gaya..

Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #2 on: September 04, 2009, 10:56:13 AM »
Bahut hi khoob Saahil ji....lajwaab...kya khoob piroya hai alfaazon ko....
bahut khooob

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #3 on: September 04, 2009, 11:04:34 AM »
dard hai, dil hai, aur ek shikayat hai
zakhm hai, malham hai, aur aapki ihaanat hai

poochte hai jab kabhi zakhm ka haal chal
toh dard hai, dar hai aur ek shikayat hai

ashq bhi toote huye,kissii ne na roka inhe
rookh talkh hai, dekh k mehboob,kii inaayat hai

aur ek woh hai,hanste hai zakhm dekhkar
lab khusk hai kaise kahe ,jo inki hikaayat hai

ab toh shab dhale aur main dhal jaun uske sang
mehfil main bikhri huyi mujhse hi najakat hai

bade besharm hai warna yahan ab log ae MALIK
dikhti nahin kisi k dil main tujhse lagawat hai

ab band kar yeh khel bada thak gaya hoon main
ab gham hai is dil main,aur honthon par shikayat hai

dard kii intehaa kar di hai tumne jaanmann
oos par yeh tera muskuraana , gam nihaayat hai



ihaanat= insult
hikaayat= story
nihaayat= too much
Good poetry janab.keep it up
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: September 04, 2009, 04:42:58 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley wow bahoot khoob Saahil bro... jalad he wapis akar kuch likhne ki koshish hogi!!!
Logged
angel4u
Guest
«Reply #5 on: September 05, 2009, 02:54:33 AM »
Beautifully written salil as usual.

Sach mein bahut hi dard bhara kalaam hia Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: September 05, 2009, 03:01:33 AM »
dard hai, dil hai, aur ek shikayat hai
zakhm hai, malham hai, aur aapki ihaanat hai

poochte hai jab kabhi zakhm ka haal chal
toh dard hai, dar hai aur ek shikayat hai

ashq bhi toote huye,kissii ne na roka inhe
rookh talkh hai, dekh k mehboob,kii inaayat hai

aur ek woh hai,hanste hai zakhm dekhkar
lab khusk hai kaise kahe ,jo inki hikaayat hai

ab toh shab dhale aur main dhal jaun uske sang
mehfil main bikhri huyi mujhse hi najakat hai

bade besharm hai warna yahan ab log ae MALIK
dikhti nahin kisi k dil main tujhse lagawat hai

ab band kar yeh khel bada thak gaya hoon main
ab gham hai is dil main,aur honthon par shikayat hai

dard kii intehaa kar di hai tumne jaanmann
oos par yeh tera muskuraana , gam nihaayat hai



ihaanat= insult
hikaayat= story
nihaayat= too much

Waaah  Applause Applause Applause

Bahut khoob Salil dear. dard bara shayari likha hai aapne. dil ko chu liya her alfaz sad5
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #7 on: September 05, 2009, 04:21:04 AM »
Wonderful Saahil its really a beautiful creation... Too Good dear !
Logged
salil2002
Guest
«Reply #8 on: September 05, 2009, 09:04:06 AM »
Bahut bahut Khoob Salil Bhai..

Maza Aa Gaya Padhkar!!! Har Ashaar par Wah Wah Wah Hi Kehta Gaya..

Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut bahgut shukriya khwahish bhai
Logged
ANAAMIKA
Guest
«Reply #9 on: September 05, 2009, 10:54:19 AM »


SAAHILJI bahut achha dard se bhara likha hai..... Applause Applause
dard hai, dil hai, aur ek shikayat hai
zakhm hai, malham hai, aur aapki ihaanat hai

poochte hai jab kabhi zakhm ka haal chal
toh dard hai, dar hai aur ek shikayat hai

ashq bhi toote huye,kissii ne na roka inhe
rookh talkh hai, dekh k mehboob,kii inaayat hai

aur ek woh hai,hanste hai zakhm dekhkar
lab khusk hai kaise kahe ,jo inki hikaayat hai

ab toh shab dhale aur main dhal jaun uske sang
mehfil main bikhri huyi mujhse hi najakat hai

bade besharm hai warna yahan ab log ae MALIK
dikhti nahin kisi k dil main tujhse lagawat hai

ab band kar yeh khel bada thak gaya hoon main
ab gham hai is dil main,aur honthon par shikayat hai

dard kii intehaa kar di hai tumne jaanmann
oos par yeh tera muskuraana , gam nihaayat hai



ihaanat= insult
hikaayat= story
nihaayat= too much
Logged
salil2002
Guest
«Reply #10 on: September 05, 2009, 01:49:09 PM »

SAAHILJI bahut achha dard se bhara likha hai..... Applause Applause
bahut bahut shukriya anamikaa ji
Logged
salma786
Guest
«Reply #11 on: September 11, 2009, 04:59:30 PM »
Very nice salil... Applause Applause Applause
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #12 on: September 12, 2009, 04:05:38 AM »
Salil Bhaiiiiiiiii... Bahut Bahut Khooooooooob mere dost.. Bahut Hi Lajawab Alfaazon aur Jazzbaaton se Saji Rachna Pesh Ki Hai aapne.. Daad Kubool karen.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: September 12, 2009, 05:58:43 AM »
Bahut hi khoob Saahil ji....lajwaab...kya khoob piroya hai alfaazon ko....
bahut khooob

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Good poetry janab.keep it up
thanks a lot waqif bhai
and pooja dear
Logged
salil2002
Guest
«Reply #14 on: September 12, 2009, 06:01:49 AM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley wow bahoot khoob Saahil bro... jalad he wapis akar kuch likhne ki koshish hogi!!!
Beautifully written salil as usual.

Sach mein bahut hi dard bhara kalaam hia Applause
thanks a lot pooja di and angel dear
and di vaada nibhaiyega
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 09:59:55 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.271 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer