Sukhey patton ke naseeb main

by Maira on December 14, 2007, 04:03:20 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1785 times)
Maira
Guest
Sukhey patton ke naseeb main girna likha hota hai,
Chahe luta doh duniyaa sari pyaar main,
khud lut janey ka alag asar hota hai,
lagatey nahi ilzaam chahaton main magar,
Ye toh bas yaad rakhne ka ek bahana hota hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
naseeb by dev_omu in Shayri for Khumar -e- Ishq
BARBADIAN THIN NASEEB MAIN by SARVESH RASTOGI in Ghazals « 1 2  All »
------ /// Kuch sukhey phool hain bas /// ------ by ~Hriday~ in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Dharti ki khatiya mein, patton ke bistar pe by nandbahu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Pedon Ke Patton Ke Sath by Rajigujral in Shairi - E - Zindagi
mask
Guest
«Reply #1 on: December 14, 2007, 08:59:20 AM »
beautiful
Logged
jassworld
Guest
«Reply #2 on: December 14, 2007, 09:12:37 AM »
Sukhey patton ke naseeb main girna likha hota hai,
Chahe luta doh duniyaa sari pyaar main,
khud lut janey ka alag asar hota hai,
lagatey nahi ilzaam chahaton main magar,
Ye toh bas yaad rakhne ka ek bahana hota hai..


bahut khoob Maira...!!

"Patjhad ke mausam mein patton ko pedon se girna padta hai,
Soti hai duniya saari raat ko, jaagna taaron ko padta hai,
Foolon ke wah-wahi....maali loot jaate hain,
badnaam kaanton ko hona padta hai..!!
Logged
mask
Guest
«Reply #3 on: December 14, 2007, 09:27:40 AM »
nice jassji
Logged
mask
Guest
«Reply #4 on: December 14, 2007, 09:30:42 AM »
Sukhey patton ke naseeb main girna likha hota hai
quite beautiful.. raha nahi gaya hamse.. gustakhi maaf..

kuch logon ke naseem main bichadna likha hota hai
Sukhey patto ke naseeb main girna likha hota hai

fool khile daal pe to hi bhanware ka man machalta hai
kisse karun shikwa, ab farq bhi kya padta hai
tum kaho to bhula dun khud ko, ab ye dard sahan nahi hota hai
Sukhey patto ke naseeb main...

Sukhey patton ke naseeb main girna likha hota hai,
Chahe luta doh duniyaa sari pyaar main,
khud lut janey ka alag asar hota hai,
lagatey nahi ilzaam chahaton main magar,
Ye toh bas yaad rakhne ka ek bahana hota hai..

Logged
kudrat
Guest
«Reply #5 on: December 14, 2007, 09:42:39 AM »
nice mask
Logged
jassworld
Guest
«Reply #6 on: December 14, 2007, 09:51:00 AM »
Shukariya maskji..!!
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: December 14, 2007, 10:01:42 AM »
Bahut Khoob... Sabne Bahut achha likha hai

Very Good Work Maira, Jassworld and Mask.. Usual Smile
Logged
mask
Guest
«Reply #8 on: December 14, 2007, 10:13:46 AM »
Thank u
nice mask
Logged
mask
Guest
«Reply #9 on: December 14, 2007, 10:14:19 AM »
thank you shikha ji
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #10 on: December 14, 2007, 10:26:22 AM »
are dost kayo yaad karte ho sukhe pato ko jab jiwan mai tumhare saawan hai,
kayo dohraate ho purani kahani jab aakho ke saamne tumhare saajan hai.
Logged
Maira
Guest
«Reply #11 on: December 14, 2007, 09:21:55 PM »
Sab ka bohot shukriyaamaskji,shikhaji,jassiji,prmchawlaji,,,, maskji and jassiji apkaa jawaab bhi lajawaab hai...Thanx a lot,,,and haan prmchawlaji apne ne bhi accha likha...
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #12 on: December 15, 2007, 04:24:47 AM »
jiwan ek choti si kahani, na ho kisi ki bhi aankh mai paani,
samay beshakh chorh jaye haath, par na chute aap jese dost ka saath,
paisa jaye to jaye, par kabhi bhi na jaye aapka payar,
yahi dua hai hamari ki hamesa khushiyo se bhara rahe aapka jiwan bemushar.
Love/Prem
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #13 on: December 15, 2007, 04:36:56 AM »
Mask Specially for you.
E dost na ho itna udas ki ek din teri bhi jindagi karwat legi,
na ro shukhe pato ko dekhkar ki kaliya samay aane par phir se khilegi,
are kayo karta hai man udas jab yeh janta hai ki yeh sharir to ek nashwar kaya hai,
are dost yeh dunia to ek ghuthi maya hai, jis se aaj tak koi nahi bach paya hai.
tu us gulaab ko bhi dekh jo kaanto se ghira hai, or us kamal ko bhi jo kichar mai khila hai.
na ro purane pato ke girne par, rakh us saawan ki aas jo aage jiwan mai Ishwar ne tere liye chuna hai.
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #14 on: December 15, 2007, 05:41:49 AM »
Tamana Karte Hai Jin Khushiyo Ki Dua Hai Wo Khushiya Aapke Kadmo Mai Ho, Khuda Aapko Wo Sab Hakikat Mai De Jo Kuch Aapke Suhaane Sapno Mai Ho.

Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 09:16:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.182 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer