tanhaai- e-khandhar ka sath mil gaya….

by Pooja on February 06, 2010, 12:03:00 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1233 times)
Pooja
Guest
Ashqo main dil ka dard gunah ban gaya
khyalo main uska aks ek pyaas ban gaya
khumar tha bahoot, jis ka na maan rakh saka wo
khud ka maan, apni najar main, ek sawal ban gaya

wo hansi, wo pyar bhari teri baatein
kyun ajj mere dil ka azaab ban gaya
maine to kiya tha sirf pyaar us  se
kis tarah wo pathar dil, ek insaan ban gaya

na thaM sakta tha agar wo yah hath
bas ek baar kah deta wo lubo se
magar uski wo is kadar berukhi
meri rooh ke liye, zeharilla ek sawal ban gaya

marne ko to kai armaan marte hai her roj
tera yeh ek armaan, jee ka zanzaal ban gaya
toot.te, toot.te, toot he gaya yeh dil
phir se wahin tanhaai- e-khandhar ka sath mil gaya….


Azaab ka arth maine yaha zehar liya hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
2004 , GUZAR GAYA ! KISI KA KIA GAYA , OR KISI KA KIA GAYA ? by SADIQA JAWED in Shairi - E - Zindagi
khandhar by SAMIR SHARMA in Shayeri for Dard -e- Bewafai
sath mil gaya by Neeraj Kumar kirar in Share:Love Poetry
gar sath jo uska choot gaya .......mkv by mkv in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jubaa-e-Khandhar by Pramod singh in Share:Miscellaneous Shayari
drpandey
Guest
«Reply #1 on: February 06, 2010, 04:15:51 AM »
Ashqo main dil ka dard gunah ban gaya
khyalo main uska aks ek pyaas ban gaya
khumar tha bahoot, jis ka na maan rakh saka wo
khud ka maan, apni najar main, ek sawal ban gaya

wo hansi, wo pyar bhari teri baatein
kyun ajj mere dil ka azaab ban gaya
maine to kiya tha sirf pyaar us  se
kis tarah wo pathar dil, ek insaan ban gaya

na thaM sakta tha agar wo yah hath
bas ek baar kah deta wo lubo se
magar uski wo is kadar berukhi
meri rooh ke liye, zeharilla ek sawal ban gaya

marne ko to kai armaan marte hai her roj
tera yeh ek armaan, jee ka zanzaal ban gaya
toot.te, toot.te, toot he gaya yeh dil
phir se wahin tanhaai- e-khandhar ka sath mil gaya….


Azaab ka arth maine yaha zehar liya hai

Bahot khoob Pooja ji..behad achchhe ehsaas
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #2 on: February 06, 2010, 09:44:29 AM »
bahot dard he is ghazal me pooja di....
keep it up...... icon_thumleft

 Clapping Smiley  Applause    Applause   Clapping Smiley
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #3 on: February 06, 2010, 11:21:31 AM »
Bahoot Bahoot Khoob POoja di !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: February 06, 2010, 05:58:55 PM »
Bahot khoob Pooja ji..behad achchhe ehsaas

bahoot bahoot shukaria Drpandey ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: February 06, 2010, 05:59:23 PM »
bahot dard he is ghazal me pooja di....
keep it up...... icon_thumleft

 Clapping Smiley  Applause    Applause   Clapping Smiley


thanks thinkhattk ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: February 06, 2010, 05:59:49 PM »
Bahoot Bahoot Khoob POoja di !

Thank you dear!!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #7 on: February 07, 2010, 01:43:16 PM »
Bahut Khub Pooja JI
Logged
malli
Guest
«Reply #8 on: February 08, 2010, 02:51:37 AM »
Ashqo main dil ka dard gunah ban gaya
khyalo main uska aks ek pyaas ban gaya
khumar tha bahoot, jis ka na maan rakh saka wo
khud ka maan, apni najar main, ek sawal ban gaya

wo hansi, wo pyar bhari teri baatein
kyun ajj mere dil ka azaab ban gaya
maine to kiya tha sirf pyaar us  se
kis tarah wo pathar dil, ek insaan ban gaya

na thaM sakta tha agar wo yah hath
bas ek baar kah deta wo lubo se
magar uski wo is kadar berukhi
meri rooh ke liye, zeharilla ek sawal ban gaya

marne ko to kai armaan marte hai her roj
tera yeh ek armaan, jee ka zanzaal ban gaya
toot.te, toot.te, toot he gaya yeh dil
phir se wahin tanhaai- e-khandhar ka sath mil gaya….


Azaab ka arth maine yaha zehar liya hai


Bahut umda peshkash pooja didi  Applause Applause
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 08, 2024, 11:42:02 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer