Tanhaai se Ishaq karte hai

by Pooja on November 22, 2009, 06:51:36 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 3678 times)
Pooja
Guest
Zindagi ke tukaro main, khwabo ke tukare chunte hai
kabootar ki tarah kar band ankh, kyun hum zindagi mai chalte hai

dar gaye hai itna ki haqiqat ko jan.ne se bhi darte hai
mil rahi hai jo tukaro main khushi, basar usi per zindagi karte hai

de jaate hai sakoon kuch pal ko, tanhaai main jo khwab hum bunate hai
Haiqat main, phir se na ja Pooja, Haqiqat main to bas kaante he milte hai

kar le Ishaq jo kaha Pooja se is dunia ne
hans kar kaha Pooja ne, apni tanhaai se bepnah ishaq hum karte hai......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishaq by ssajidahmad in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ishaq .....___Kia Kia kre by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
TERE ISHAQ ME....... by tanhadil in Shayri for Khumar -e- Ishq
Thak gaye hum Unka Intezaar karte karte....... by fairy2633 in Shayri for Dard -e- Judai
Karte he chahatse bhare dil ishaq by jyuthika in Miscellaneous Shayri
pankshivam
Guest
«Reply #1 on: November 22, 2009, 07:14:22 PM »
Very nice and touching lines Poojaji
Bahoot Khoob Likha Aapne Applause Applause Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: November 22, 2009, 11:37:40 PM »
Bahut khoob Pooja ji and Pank ji,really touched.lovely creation.excellent.bahut dard hai aap dono ki kavita mein. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #3 on: November 22, 2009, 11:45:43 PM »
Thanks Madhuji
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #4 on: November 23, 2009, 04:54:11 AM »
Zindagi ke tukaro main, khwabo ke tukare chunte hai
kabootar ki tarah kar band ankh, kyun hum zindagi mai chalte hai

dar gaye hai itna ki haqiqat ko jan.ne se bhi darte hai
mil rahi hai jo tukaro main khushi, basar usi per zindagi karte hai

de jaate hai sakoon kuch pal ko, tanhaai main jo khwab hum bunate hai
Haiqat main, phir se na ja Pooja, Haqiqat main to bas kaante he milte hai

kar le Ishaq jo kaha Pooja se is dunia ne
hans kar kaha Pooja ne, apni tanhaai se bepnah ishaq hum karte hai......



Pooja JI Bahut HI Sundar Likha Hai Excellent Applause Applause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #5 on: November 23, 2009, 04:55:03 AM »



Nice and Excellent Bro Applause Applause
Logged
baadal102
Guest
«Reply #6 on: November 23, 2009, 12:42:07 PM »
As usual bahut khoob pooja ji  Clapping Smiley


Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: November 23, 2009, 07:04:33 PM »
Very nice and touching lines Poojaji
Bahoot Khoob Likha Aapne Applause Applause Applause



Thanks Pank ji and Good work..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: November 23, 2009, 07:05:01 PM »
Shukaria Madhu ji, Rishi and Baadal ji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #9 on: November 23, 2009, 07:10:37 PM »
Thanks Poojaji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 25, 2009, 05:42:07 PM »
Zindagi ke tukaro main, khwabo ke tukare chunte hai
kabootar ki tarah kar band ankh, kyun hum zindagi mai chalte hai

dar gaye hai itna ki haqiqat ko jan.ne se bhi darte hai
mil rahi hai jo tukaro main khushi, basar usi per zindagi karte hai

de jaate hai sakoon kuch pal ko, tanhaai main jo khwab hum bunate hai
Haiqat main, phir se na ja Pooja, Haqiqat main to bas kaante he milte hai

kar le Ishaq jo kaha Pooja se is dunia ne
hans kar kaha Pooja ne, apni tanhaai se bepnah ishaq hum karte hai......


Bahut Bahut Khoob Pooja.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Ache.. Thumbs UP

Bahut Bahut Khoob Pankji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #11 on: November 25, 2009, 05:52:37 PM »
Bahut Bahut Khoob Pooja.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Ache.. Thumbs UP

Bahut Bahut Khoob Pankji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Thanks Khwaish ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: November 27, 2009, 08:31:09 PM »
Thanks Kitu!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: November 28, 2009, 04:10:40 AM »
Zindagi Ke iss Daur Se Kuch Yuh Guzarte Hai
Kaanton Par Chalna Asaan Hai Ab Hum Phoolon Se Darte Hai...

Humein Kuch Gumaan Nahi Ke Aakhir Kis Raah Par Tham Jaaye Yeh Karwaan!!
Hum To Bas Musafir Hai!!!Chalna Hi Apna Kaam Hai, Bas!! Taye Yeh Safar karte Hai...

Muskura Main Bhi Leta Hoon Par Mere Muskaan Ki Koi Keemat Nahi!!!
Mere Muskaan Ki Keemat Woh Jaane Jo Pehle Mere Aankh Se Gire Ashko Ki Kadar Karte Hai....

"Khwaish" Hum Abhi Zinda Hai Kyon Ki Hum Gair-Zimmedar Nahi!!!
Varna Inn Halaat Mein Naa Jaane Log Apni Zindagi Ki, Kya Hashar Karte Hai....
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #14 on: November 28, 2009, 05:00:07 AM »
Zindagi Ke iss Daur Se Kuch Yuh Guzarte Hai
Kaanton Par Chalna Asaan Hai Ab Hum Phoolon Se Darte Hai...

Humein Kuch Gumaan Nahi Ke Aakhir Kis Raah Par Tham Jaaye Yeh Karwaan!!
Hum To Bas Musafir Hai!!!Chalna Hi Apna Kaam Hai, Bas!! Taye Yeh Safar karte Hai...

Muskura Main Bhi Leta Hoon Par Mere Muskaan Ki Koi Keemat Nahi!!!
Mere Muskaan Ki Keemat Woh Jaane Jo Pehle Mere Aankh Se Gire Ashko Ki Kadar Karte Hai....

"Khwaish" Hum Abhi Zinda Hai Kyon Ki Hum Gair-Zimmedar Nahi!!!
Varna Inn Halaat Mein Naa Jaane Log Apni Zindagi Ki, Kya Hashar Karte Hai....

Bahoot Bahoot Khoob Likha Khwaish Ji Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 04:20:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer