teri tasveer.........

by roshni246 on November 02, 2005, 05:48:28 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2776 times)
roshni246
Guest
   

mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayee,
mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayee,
jitne aansoo bahaye teri yaad mein,
har aansoo mein teri tasveer nazar aayee!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Teri Tasveer Dekhayi De by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
teri tasveer by majid in Shayri-E-Dard
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1 on: November 02, 2005, 07:53:33 PM »
bahot khoob...........   Roshni.............
Logged
roshni246
Guest
«Reply #2 on: November 03, 2005, 06:11:41 AM »
sukriya waheed......
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #3 on: November 07, 2008, 08:56:40 AM »
hai ni. very nice and beautifully scripted. i love it.

jasbir singh
hira_company@yahoo.com
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 07, 2008, 01:08:07 PM »
Nice one Roshni,.
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #5 on: November 27, 2008, 10:58:29 PM »
   

mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayee,
mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayee,
jitne aansoo bahaye teri yaad mein,
har aansoo mein teri tasveer nazar aayee!!!


Nice poetry Roshni.... aap ki nazer aik sher

Ub kisi aur simat janay nahi deti
Zanjeer teray piyar ki ju paoN mien pari hay

Sajid Hadayat
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: November 28, 2008, 08:20:53 AM »
   

mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayee,
mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayee,
jitne aansoo bahaye teri yaad mein,
har aansoo mein teri tasveer nazar aayee!!!



na na na Roshni

AASOO OH MEH TASVIR NAZAR NAHI AATI
DILDAR KEY ALAYA KOI AUR NAZAR NAHI AATI
PAIROH KI JANZEER TOH TOOT JATI HAI
PAR UNSEY MILNEY KI TARKEEB NAZAR NAHI AATI


JASBIR SINGH
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #7 on: November 28, 2008, 07:33:58 PM »

na na na Roshni

AASOO OH MEH TASVIR NAZAR NAHI AATI
DILDAR KEY ALAYA KOI AUR NAZAR NAHI AATI
PAIROH KI JANZEER TOH TOOT JATI HAI
PAR UNSEY MILNEY KI TARKEEB NAZAR NAHI AATI


JASBIR SINGH

Khoob Kaha Jasbir ji... Jeetay rahien

Sajid Hadayat
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: November 28, 2008, 07:52:50 PM »
thanks sajid

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: November 29, 2008, 09:50:01 AM »

na na na Roshni

AASOO OH MEH TASVIR NAZAR NAHI AATI
DILDAR KEY ALAYA KOI AUR NAZAR NAHI AATI
PAIROH KI JANZEER TOH TOOT JATI HAI
PAR UNSEY MILNEY KI TARKEEB NAZAR NAHI AATI


JASBIR SINGH

Nice One Jasbir Ji,.

Ek Dard Ko Dil Mein, Barson Se Maine Paala Tha,.
Uthaaya Jab Inhe Wohi Kadam Dagmagaa Gaye,.
Jinhe Kabhi Maine Sambhaala Tha,.

_______________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: November 29, 2008, 05:09:18 PM »
Nice One Jasbir Ji,.

Ek Dard Ko Dil Mein, Barson Se Maine Paala Tha,.
Uthaaya Jab Inhe Wohi Kadam Dagmagaa Gaye,.
Jinhe Kabhi Maine Sambhaala Tha,.




PYAR MEH AKSAR KADAM DAGMA JATEY HAI
JAMEEN PAR TOH REH NAHI PATEY
CHAND TAROH KI SAIR PEH CHALEY JATEY HAI


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #11 on: November 29, 2008, 05:12:18 PM »

PYAR MEH AKSAR KADAM DAGMA JATEY HAI
JAMEEN PAR TOH REH NAHI PATEY
CHAND TAROH KI SAIR PEH CHALEY JATEY HAI


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com


wah jasbir ji.... jeetay rahien..

Sajid Hadayat
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #12 on: November 29, 2008, 05:17:30 PM »
Janasheen ji, Jasbir ji, pooja ji aur Celmira ji k saath saath aap sub doston k nam meri ye nazam

Muje yaqeeN hay
---------------

Muje YaqeeN hay
kay ye Rasta
Jis pay hum chel rahay hien
Hamaray aabeloN ka Khiraj lay-ker
Hamari Zaat ki her pert ko
Naiey hosloN ka...
Naiy mosmoN ka...
wasel day ga....
 
Muje YaqeeN hay
kay ye Rasta
WeranaaN gher kay bam-o-der pay
Nachti hoi Chandni kay
her bhayo ka....
her Ghayo ka....
Khiraj lay ker
Hamari tenha saatoN ko
Nai aahitoN ki
Nai chahtoN ki
Fasal day ga...
"Muje yaqeeN hay ! "

Duaago,
Sajid Hadayat
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #13 on: November 29, 2008, 06:25:49 PM »
bAHUT BADIYA sajid ji and shukria aap ki dosti ki taraf sey yeh nazam ka.


Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #14 on: November 29, 2008, 06:41:26 PM »
Teri tasveer mein ek cheez tujhse bhi nirali hai
Jitna chumo jitna chipkao na gussa hai na gali hai
Tu inna kadwi ho jaise ek sharaab ki pyaali hai
Agar sach kah doon teri tasveer tumse nirali hai
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 11:47:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.277 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer